% ISB File: AabEHayaat_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mai.n gariibo.n kaa dil mai.n machalatii sabaa}%
\film{Aab-e-Hayat}%
\year{1955}%
\starring{Premnath, Shashikala, Pran}%
\singer{Hemant, chorus}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mai.n gariibo.n kaa dil, mai.n machalatii sabaa.N
bekaso.n ke liye, pyaar kaa aashiyaa.N
mai.n gariibo.n kaa dil   \threedots

mai.n jo gaataa chalaa, saath mahafil chale
mai.n jo ba.Dhataa chalaa, saath ma.nzil chale
mujhe raah dikhaatii chale bijaliyaa.N
mai.n gariibo.n kaa dil   \threedots

husn bhii dekh kar mujhako hairaan hai
ishq ko mujhase milane kaa aramaan hai
dekho aramaan hai
apanii duniyaa kaa huu.N mai.n hasii.n naujavaa.N
mai.n gariibo.n kaa dil   \threedots

kaaravaa.N zi.ndagaanii kaa rukataa nahii.n
baadashaaho.n ke aage ye jhukataa nahii.n
chaa.Nd taaro.n se aage meraa aashiyaa.N
mai.n gariibo.n kaa dil   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o meraa dil o merii jaa.N chaahe le le}%
\film{Aab-e-Hayat}%
\year{1955}%
\starring{Prem Nath, Shashikala, Pran}%
\singer{Geeta, chorus}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o meraa dil o merii jaa.N chaahe le le
ik pyaar zaraa saa de de

ye pahalii pahalii chaahat
ye bahakii bahakii haalat
tuu phuul hai mai.n huu.N ra.ngat
ye jhuume jhuume jannat
pyaar kii ye parii tere dar pe kha.Dii
aa idhar o jaaduugar matavaale
laa ishq kii duniyaa de de
meraa dil o merii jaa.N \threedots

anmol khushii ke la.Diyaa.N
mushkil se mile ye gha.Diyaa.N
do roz ke ye afasaane
kal kyaa ho Kudaa hii jaane
maharabaa.N naujavaa.n
ye samaa phir kahaa.N
jaan\-e\-man meraa ban alabele
tuu jhuum ke haa.N to kah de
o meraa dil merii jaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
