% ISB File: AajAurKal_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaliyo.n ko masalane aae hai.n}%
\film{Aaj Aur Kal/Today or Tomorrow}%
\year{1947}%
\starring{Nain Tara, Shyam, Nita, S Gul}%
\singer{Naseem Akhtar}%
\music{Khursheed Anwar}%
\lyrics{Sohan Lal Sahir and Zahir Kashmiri}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 2003-01-15

\printtitle
#indian

kaliyo.n ko masalane aae hai.n phuulo.n ko jalaane aae hai.n
is baaG kii Daalii Daalii me.n vo aag lagaane aae hai.n
kaliyo.n ko masalane aae hai.n

mahamaan banaayaa thaa unako aa.Nkho.n pe biThaayaa thaa unako
maaluum na thaa vo jiivan ko viiraan banaane aae hai.n
kaliyo.n ko masalane aae hai.n

vo apane giito.n ke tohafe le jaa_e.n hamaarii mahafil se
ham amR^it ke matavaalo.n ko vo zahar pilaane aae hai.n
kaliyo.n ko masalane aae hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pa.De ishq me.n jaan ke hamako laale}%
\film{Aaj Aur Kal/Today or Tomorrow}%
\year{1947}%
\starring{Nita, Rashid Ahmed, Arif, Nain Tara?, Shyam?, S Gul?}%
\singer{Zeenat Begum?}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Sohan Lal Sahir?, Zahir Kashmiri?}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

( pa.De ishq me.n jaan ke hamako laale
Kudaa imtihaa.N me.n kisii ko naa Daale ) \-2

ye rukate na roke na Talate hai.n Taale \-2
ko_ii kis tarah aa.Nsu_o.n ko sambhaale

Kudaa imtihaa.N me.n kisii ko naa Daale
pa.De ishq me.n jaan ke hamako laale
Kudaa imtihaa.N me.n kisii ko naa Daale

vahii bebasii hai vahii naamuraadii \-2
naa kaam aa_ii aa.Nhe.n na kaam aaye naale

Kudaa imtihaa.N me.n kisii ko naa Daale
pa.De ishq me.n jaan ke hamako laale
Kudaa imtihaa.N me.n kisii ko naa Daale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
