% ISB File: AajkiRaat_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N}%
\film{Aaj Ki Raat}%
\year{1947}%
\starring{Suraiya, Motilal}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Feb 10, 2004

\printtitle
#indian
%
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N \-2
aaj kii raat
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N
ko_ii dekhe merii duniyaa kaa samaa.N \-2
aaj kii raat
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N \-2
aaj kii raat

ko_ii ayegaa yahaa.N pyaar kii duniyaa le kar \-2
dil me.n aramaan to aa.Nkho.n me.n tamannaa le kar \-2
muskaraayegaa mohabbat kaa jahaa.N \-2

aaj kii raat
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N \-2
aaj kii raat

jab sunaayegaa mohabbat kaa fasaanaa ko_ii \-2
pyaar me.n Duubaa hu_aa dil kaa taraanaa ko_ii \-2
do dil ho jaaye.nge phir ek yahaa.N \-2

aaj kii raat
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N \-2
aaj kii raat

raat ye pyaar kii hai isakaa saveraa na ho \-2
aaj ke chaa.Nd kii qismat me.n andheraa na ho \-2
aaj kii raat rahe yuu.N hii jawaa.N \-2

aaj kii raat
aaj kii raat mohabbat hai jawaa.N \-2
aaj kii raat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{din Kushii kaa chhup gayaa raat Gam kii aa ga_ii}%
\film{Aaj Ki Raat}%
\year{1947}%
\starring{Suraiya, Motilal}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Feb 10, 2004

\printtitle
#indian

din Kushii kaa chhup gayaa
raat Gam kii aa ga_ii \-2
pyaar ke jahaan me.n
dard ban ke chhaa ga_ii \-2
din Kushii kaa chhup gayaa
raat Gam kii aa ga_ii \-2

yaad aa ke rah ga_ii pyaar kii kahaaniyaa.N
aa.Nsu_o.N me.n bah ga_ii.n
pyaar kii kahaaniyaa.N \-2
pyaar ban ke jo khilii
wo kalii murajhaa ga_ii \-2

din Kushii kaa chhup gayaa
raat Gam kii aa ga_ii \-2

haay kyuu.N bichha.D gayaa\-2
dil se dil milaa hu_aa \-2
tuu nahii.n to zi.ndagii
charaag hai bujhaa hu_aa \-2
do dilo.n ke pyaar me.n
kyuu.N judaa_ii aa ga_ii \-2

din Kushii kaa chhup gayaa
raat Gam kii aa ga_ii \-2

ruuTh ke chale gaye din merii bahaar ke
phuul hii bikhar gaye
zi.ndagii ke haar ke \-2
dil kii aas TuuT ke
aa.Nsu_o.n me.n aa ga_ii \-2

din Kushii kaa chhup gayaa
raat Gam kii aa ga_ii \-2
pyaar ke jahaan me.n
dard ban ke chhaa ga_ii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa jaane amiirii jo Gariibii kaa mazaa hai}%
\film{Aaj ki Raat}%
\year{1948}% 
\starring{Suraiya, Motilal}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{Husnlal-Bhagtram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: <Urzung Khan>

\printtitle
#indian

kyaa jaane amiirii jo Gariibii kaa mazaa hai
daulat unhe.n dii hai to hame.n sabr diyaa hai

ham sone kii chaa.Ndi kii tamannaa nahii.n karate
dukh dard me.n bhii ha.Nste hai.n shikavaa nahii.n karate
qisamat ne Gariibii dii dil to ba.Daa hai
kyaa jaane amiirii \threedots

phuulo.n ke bichhaune pe sotii hai amiirii
kaa.NTo.n ke bistar pe bhii ha.Nstii hai faqiirii
vo kaa.NTaa bhii hai phuul jo maalik ne diyaa hai
kyaa jaane amiirii \threedots

hai jeb agar garm to kuchh khaa jaa khilaa jaa
daulat se na kar payaar ise yuu.N hii luTaa jaa
naadaan ye paisaa bhii kabhii saath gayaa hai
kyaa jaane amiirii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
