% ISB File: Aan_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aag lagii tan\-man me.n dil ko pa.Daa thaamanaa}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}%
\singer{Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10014 [V S Rawat]
% Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( aag lagii tan\-man me.n
dil ko pa.Daa thaamanaa
raam jaane kab hogaa
sai.nyaa.N jii kaa saamanaa ) \-2
ho

suunii hai aaj piyaa morii aTariyaa
piyaa morii aTariyaa
zaraa diijo Kabariyaa
dil ta.Dape jaise binaa jal kii machhariyaa
zaraa liijo Kabariyaa
suunii hai aaj piyaa morii aTariyaa
piyaa morii aTariyaa
dil ta.Dape jaise binaa jal kii machhariyaa
zaraa liijo Kabariyaa
aan pa.De mushqil to aaye ko_ii kaam naa
raam jaane kab hogaa
sai.nyaa.N jii kaa saamanaa
huu.n

saajan kii yaad mujhe pal pal sataaye
mujhe pal pal sataaye
dekho nainaa bhar aaye
tan kaa singaar mere man ko na bhaaye
dekho nainaa bhar aaye
saajan kii yaad mujhe pal pal sataaye
mujhe pal pal sataaye
tan kaa singaar mere man ko na bhaaye
dekho nainaa bhar aaye
pyaar meraa ho jaaye kahii.n badanaam naa
raam jaane kab hogaa
sai.nyaa.N jii kaa saamanaa
haay

laagii naa chhuuTe karuu.N ko_ii bahaanaa
karuu.N ko_ii bahaanaa
aayaa naazuq zamaanaa
dil meraa banaa piyaa teraa nishaanaa
aayaa naazuq zamaanaa
laagii naa chhuuTe karuu.N ko_ii bahaanaa
karuu.N ko_ii bahaanaa
dil meraa banaa piyaa teraa nishaanaa
aayaa naazuq zamaanaa
hoye buraa ulfat kaa dekho anjaam naa
raam jaane kab hogaa
sai.nyaa.N jii kaa saamanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aaj mere man me.n sakhii baa.Nsurii bajaae koii}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Mahesh Chaubal (chaubal@umbc.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 
% Date: Mon Jul 10, 1995
% Comments:  A great use of chorus by Naushad

\printtitle
#indian

la:  aa haa haa\threedots
    aaj mere man me.n sakhii baa.Nsurii bajaae koii
    aaj mere man me.n\threedots
    aaj mere man me.n sakhii baa.Nsurii bajaae koii
    pyaar bhare giit sakhii baar\-baar gaa_e koii
    baa.Nsurii bajaae\threedots
    baa.Nsurii bajaae, sakhii gaa_e sakhii re, koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho
la:  ra.Ng merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
ko: ra.Ng merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
la:  aa haa haa\threedots
    ho sakhii, ho re sakhii, aayaa hai saavan
ko: mere naino.n me.n hai saajan

la:  in uu.Ndii ghaTaao.n me.n, havaao.n me.n sakhii, naache meraa man
    ho sakhii, naache meraa man
ko: ho aa.Ngan me.n saavan man\-bhaavan ho jii
la:  ho, in uu.Ndii ghaTaao.n me.n, havaao.n me.n sakhii, naache meraa man
ko: lallaa laalaa laa laalaa
la:  dil ke hi.nDole pe mohe jhuule na jhulaae koii
ko: pyaar bhare giit sakhii, baar\-baar gaa_e koii
la:  baa.Nsurii bajaae sakhii gaae sakhii re
    koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho

la:  kahataa hai ishaaro.n me.n koii
    aa mohe ambu_aa ke tale mil
ko: bhalaa vo kaun hai ghaayal
    kahataa hai ishaaro.n me.n koii
    aa mohe ambu_aa ke tale mil
la:  mai.n naam na luu.N
    aaj lage laaj sakhii dha.Dake meraa dil ho sakhii dha.Dake meraa dil
ko: ho aa.Ngan me.n saavan man\-bhaavan ho jii
la:  ho, mai.n naam na luu.N
    aaj lage laaj sakhii dha.Dake meraa dil ho sakhii dha.Dake meraa dil
ko: lallaa laalaa laa laalaa
la:  taar pe jiivan ke madhur raaginii sunaae koii
ko: pyaar bhare giit sakhii baar\-baar gaa_e koii
la:  baa.Nsurii bajaae sakhii gaae sakhii re
la:  koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chupachaap so rahe hai.n ... tujhe kho diyaa hamane}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10603 [V S Rawat]
% Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

% this sher was not in the song version I have.
% I found this sher prefixed to this song in a book

ra \:	chupachaap so rahe hai.n vo aanabaan vaale
	aaKir gire zamii.n par uu.Nchii u.Daan vaale

la \:	tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
	ho
	tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
	terii yaad aa_ii
	terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	tujhe kho diyaa hamane

	milaa thaa naa jab tak judaa_ii kaa Gam	mohabbat kaa matalab na samajhe the ham
	ta.Dapane lage tiir khaane ke baad
	ta.Dapane lage
	ta.Dapane lage tiir khaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	tujhe kho diyaa hamane

	nigaaho.n me.n ab tuu samaane lagaa
	teraaaa naam ho.nTho.n pe aane lagaa
	huye ham tere ek zamaane ke baad
	huye ham tere
	huye ham tere ek zamaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	tujhe kho diyaa hamane

	mohabbat milii aur tuu kho gayaa
	tuu kho gayaa
	o
	badalate hii qismat ye kyaa ho gayaa
	kyaa ho gayaa
	Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad
	Kushii chhin ga_ii
	Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad
	terii yaad aa_ii
	terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
	terii yaad aa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10604 [V S Rawat]
% Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale
ham aaj apanii maut kaa saamaan le chale
maut kaa saamaan le chale
dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale

ha ha haa a aa
miTataa hai kaun dekhiye ulafat kii raah me.n
he
ulafat kii raah me.n
miTataa hai kaun dekhiye ulafat kii raah me.n
wo le chale hai.n aan to ham jaan le chale
maut kaa saamaan le chale
dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale

ha ha haa a aa
manzil pe hogaa faisalaa qisamat ke khel kaa
aa
qisamat ke khel kaa
manzil pe hogaa faisalaa qisamat ke khel kaa
kar de jo dil kaa Kuun wo mehamaan le chale
maut kaa saamaan le chale
dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaa_o taraane man ke jii ... chham\-chham}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}%
\singer{Lata, Shamshad, Rafi, Shyam, Chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12067 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian
%
ko \:	hoy
	he
	hoy gaa_o taraane man ke jii
	aashaa aa_ii dulahan ban ke jii
	naacho naacho man kii taal pe
	chham\-chham \-3

	hoy aaj Kushii ban\-Than ke jii
	kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii
	naacho naacho man kii taal pe
	chham\-chham \-3

sha \:	dhak\-dhak ma.n me.n Dholak baaje
	chham\-chham pag me.n paayal
	ho chham\-chham pag me.n paayal
ko \:	aa aa
	hoy
	dhak\-dhak ma.n me.n Dholak baaje
	chham\-chham pag me.n paayal
la \:	baalam kii nazaro.n ne \-2
	kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal
ko \:	aa
	hoy baalam kii nazaro.n ne
	kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal
sha \:	bhed mai.n apane kholuu.N naa
	kuchh boluu.N naa
	sa.ng Doluu.N naa

	tiir chale chitawan ke jii
	rimajhim aaye din saawan ke jii
	naacho naacho man kii taal pe
	chham\-chham
ra \: aahaa
sha \:	chham\-chham
ra \: waah
sha \:	chham\-chham

sha \:	apane piyaa kii jogan ban jaa
	chho.D de mahal\-dumahale
	ho chho.D de mahal\-dumahale
ko \:	o
	hoy apane piyaa kii jogan ban jaa
	chho.D de mahal\-dumahale
la \:	phuul wahii sachhaa hai \-2
	jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le
ko \:	ho
	hoy phuul wahii sachhaa hai
	jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le
sha \:	pyaar ko jab tum jaanoge
	pahachaanoge
	phir maanoge

	ruup naye jiiwan ke jii
	milate hai.n dwaare saajan ke jii
	naacho naacho man kii taal pe

ko \:	hoy gaa_o taraane man ke jii
	aashaa aa_ii dulahan ban ke jii
	naacho naacho man kii taal pe
	chham\-chham \-3

	hoy aaj Kushii ban\-Than ke jii
	kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii
	naacho naacho man kii taal pe
	chham\-chham \-3

	aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maan meraa ahasaan are naadaan ke maine}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          PVR Narasimha Rao (pvr@argo.rice.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

maan meraa ahasaan are naadaan ke maine
tujhase kiyaa hai pyaar
maine tujhase kiyaa hai pyaar

merii nazar kii dhuup na bharatii ruup to hotaa
husn teraa bekaar
maine tujhase kiyaa hai pyaar
	    maan meraa \threedots

ulafat na sahii nafarat hii sahii
is ko bhii muhabbat kahate hai.n
tuu laakh chhupaae bhed magar ham
dil me.n samaae rahate hai.n
tere bhii dil me.n aag uThii hai jaag zabaa.n se
chaahe na kar iqaraar
maine tujhase kiyaa hai pyaar
	    merii nazar kii \threedots

apanaa na banaa luu.N tujhako agar
ik roz to meraa naam nahii.n
patthar kaa jigar paanii kar duu.N ye
to koii mushkil kaam nahii.n
chho.D de ab ye khel tuu kar le mel mere sa.ng
maan le apanii haar
maine tujhase kiyaa hai pyaar
	    maan meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat chuume jinake haath}% 
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nadira}%
\singer{Rafi, Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor:  Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

rafii: muhabbat chuume jinake haath 
javAnI paao.n pa.De din raat 
sune phir, hai, sune phir hai vo kisakii baat 

aa, aa aa 
ek to sundar mukha.Daa unakaa usapar laakh adaae.n 
ham apane dil ko kahaa.N le jaae.n 
akele dUr kha.De lalachaae.n 
chaa.Nd sitaare e
chaa.Nd sitaare, mast nazaare sab hai.n unhii.n ke sAth 
muhabbat chuume jinake haath 

shamashaad begam: muhabbat chuume jinake haath \threedots kisakii baat 

rafii: ruup nagar se aakar chandaa unakaa ruup churaae 
meraa man dekh dekh rah jaaye 
bhalaa ye baat mujhe kyo.n bhaaye 
naino.n me.n unakii aae 
naino.n me.n unake kaajal banake 
rahe suhaanii raat 
muhabbat chuume 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sitamgar dil me.n tere aag ...  teraa husn maanaa ba.Dii chiiz hai}%
\film{Aan}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12285 [V S Rawat], 23/01/2004
% Credits: Kamalakar Pasupuleti, Sudhir, Ashok Dhareshwar,
% Satish Kalra, Gurcharan Sandhu, Surjit Singh, U.V. Ravindra
% The song was recorded for the film but not included.
% kosh mentions this song as "sitamgar aag tere dil me.n".
% Refer to the entire thread:
% "Rare Ghazals; Mukesh-Naushad-Majrooh" dated: 2002-03-11

\printtitle
#indian

sitamgar dil me.n tere aag ulafat kii lagaa duu.Ngaa
qasam terii tujhe mai.n pyaar karanaa bhii sikhaa duu.Ngaa

( teraa husn maanaa ba.Dii chiiz hai
meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai ) \-2

zamaane me.n hai.n tujhase laakho.n hasii.n
na hogaa magar ko_ii mujhasaa kahii.n
muhabbat agar tere dil me.n nahii.n
tere dil me.n nahii.n
to kar le mohabbat bhalii chiiz hai
meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai

teraa husn maanaa ba.Dii chiiz hai
meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai

na ho husn par itanaa maGaruur tuu
karegaa tuu ik din merii aarazuu
basaa duu.Ngaa mai.n dil me.n ulafat kii dhun
dil me.n ulfat kii dhun
tere lab pe jaaduu bharii chiiz hai
meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai

teraa husn maanaa ba.Dii chiiz hai
meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai

tuu jab giit sun kar ta.Dapane lage
kisii ke liye dil dha.Dakane lage
ko_ii jab tere dil me.n basane lage
samajhanaa mohabbat wohii chiiz hai

meraa dil bhii aaKir ko_ii chiiz hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Takaraa gayaa tum se dil hii to hai}%
\film{Aan}%
\year{}%
\starring{Dilip Kumar}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil ko huaa tum se pyaar, ab hai tumhe.n iKtiyaar
chaahe banaa do, chaahe miTaa do

Takaraa gayaa tum se dil hii to hai
roye na ye kyo.n ghaayal hii to hai
ghaayal hii to hai   \threedots

vo pyaar se nafarat karate hai.n
ham hai.n ke unhii.n pe marate hai.n
ab kaise nibhe mushkil hii to hai
Takaraa gayaa tum se   \threedots

bedad.r ko ai dil yaad na kar
ta.Dape jaa yuu.N hii, fariyaad na kar
kyo.n raham kare, qaatil hii to hai
Takaraa gayaa tum se   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
 