% ISB File: AanandAashram_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{raahii naye\-naye rastaa nayaa\-nayaa}%
\film{Aanand Aashram}%
\year{1977}%
\starring{Uttam Kumar, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishor}%
\music{Shyamal Mitra}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10370 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raahii naye\-naye rastaa nayaa\-nayaa
tum naa badalii.n mai.n naa badalaa sab\-kuchh badal gayaa
raahii naye\-naye \threedots

yaad suhaanii bachapan kii patthar pe khi.nchii rekhaa
pahalaa\-pahalaa pyaar dilo.n se miTate nahii.n dekhaa
tuufaan samay ke bujhaa na sake diip jalaa to jalaa
tum naa badalii.n \threedots

vaqt ke saath badal jaa_e use pyaar nahii.n kahate
jo har mo.D pe mu.D jaa_e use yaar nahii.n kahate
yaar vahii jo saathii ban kar dukh me.n saath chalaa \-2
tum naa badalii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saaraa pyaar tumhaaraa, mai.n ne baa.Ndh liyaa hai}%
\film{Anand Ashram}%
\year{1977}%
\starring{Uttam Kumar, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Shyamal Mitra}%
\lyrics{Indeevar}%

% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n \- 2
tere nae ruupa ki naI adaa, hama dekhaa kare.nge pala pala me.n \- 2
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 

(dekha ke terii suurata, miTa jaatii hai, eka hii pala me.n, 
jiivana kii hara thakana
mere sapano.n kii tuma muurata, tumako paakara, saphala huA hai, 
meraa ye jiivana ) \- 2
sapano.n kii tuma muurata
ho, chamakii merii kismata kii rekhaa, ina nayano.n ke kaajala me.n \threedots
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 

(hama aura paasa aae.Nge, hame aura paasa koI laaegaa
duniyaa ko nazara aae.Nge hama, jaba jaba vo muskaaegaa ) \- 2
aaI aisii belaa, ika pala ko bhii, mujhe akelaa, 
chho.Da naa denaa tuma
aaI aisii belaa
paasa hii rahanaa, kho mata jaanaa, duniyaa kii halachala me.n
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 
tere nae ruupa ki naI adaa, hama dekhaa kare.nge pala pala me.n 
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere liye mai.n ne sab ko chho.Daa}%
\film{Anand Ashram}%
\year{1977}%
\starring:{Uttam Kumar, Sharmila Tagore}% 
\singer{Kishore}%
\music{Shyamal Mitra}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Anand Tiwari
% Transliterator: Nita Awatramani
% Date: Thu April 23, 1998

\printtitle
#indian

tere liye mai.n ne sab ko chho.Daa
tuu hii chho.D ke chal dii
janam maran ke saath kaa vaadaa
kaise to.D ke chal dii

kitane sapane dekhe hamane
isii pe.D ke niiche
aise tuufaan aaye ke uja.de
Khvaabo.n ke baGiiche
kyaa Khabar thii luT jaayegii 
merii duniyaa itani jaldii
janam maran ke saath kaa vaadaa
kaise to.D ke chal dii

chhiin liyaa kyuu.N haatho.n se mere
vaqt ne daaman teraa
jiivanme.n jab tuu hii nahii.n
kis kaam kaa jiivan meraa
miit bichha.Date nahii.n raaho.n me.n
kyuu.N tuune riit badal dii
janam maran ke saath kaa vaadaa
kaise to.D ke chal dii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
