% ISB File: AanandAurAanand_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere liyee suunaa suunaa}%
\film{Aanand Aur Aanand}%
\year{1984}%
\starring{Devanand, Rakhi, Raj Babbar, Smita Patil, Sunil Anand}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 17, 2005

\printtitle
#indian

ho mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
o o ( mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
meraa kahii.n ko_ii nahii.n 
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N ) \-2

chaa.Nd jaaye suuraj aaaye le ke ye saveraa \-2
hai merii zi.ndagii me.n har pal a.ndheraa
dekhuu.N jahaa.N chhaayaa dhu_aa.N
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
meraa kahii.n ko_ii nahii.n 
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

kho ke tujhako tanahaa mai.nne kaise din bitaaye \-2
jisake dil pe biite ye wohii jaan paaye
so_uu.N jahaa.N jaaguu.N jahaa.N 
tujhe pukaaruu.N wahaa.N mai.n wahaa.N mai.n wahaa.N

( mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa ) \-2
meraa kahii.n ko_ii nahii.n 
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
