% ISB File: Aanchal_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{e jii o o kuchh to bolo itanii kyuu.N hamase naaraaz ho}%
\film{Aanchal}%
\year{1960}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Nanda, Sudesh Kumar, Seema Deo}%
\singer{Asha, Mahendra Kapoor}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ma \:	e jii o o
	kuchh to bolo
	itanii kyuu.N hamase naaraaz ho
aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo

ma \: aisaa kyaa kasuur hu_aa gorii taabedaar se \-2
aa \: Gairo.n se milate ho jii tum to ba.De pyaar se \-2
ma \: zaraa sii ye Galatii hai
	ajii ye to chalatii hai
	ab to mem saab maaf kar do

aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo
ma \:	e jii o o
	kuchh to bolo
	itanii kyuu.N hamase naaraaz ho
aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo

ma \: jaise bhii ham hai tumhaare hai.n raanii \-2
aa \: haath meraa chho.diye jii ba.Dii meharabaanii \-2
ma \:	chho.Do ye Gussaa chho.Do
	puraanaa qissaa chho.Do
	e jii dil to.Do naa musakaraa do

aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo
ma \:	e jii o o
	kuchh to bolo
	itanii kyuu.N hamase naaraaz ho
aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo

aa \:	naazuk hai dil meraa ab naa dukhaanaa \-2
	waranaa pa.Degaa tumhe.n jii baad me.n pachhataanaa \-2
ma \:	to.De.nge naa pyaarii
	ham to wafaadaarii
	jab bhii jii chaahe aazamaa lo

aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo
ma \:	e jii o o
	kuchh to bolo
	itanii kyuu.N hamase naaraaz ho
aa \:	mai.n tumhe.n jaan ga_ii
	haTo pahachaan ga_ii
	jaa_o jaa_o jii tum ho ba.De wo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye}%
\film{Aanchal}%
\year{1960}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Nanda, Sudesh Kumar, Seema Deo}%
\singer{Asha, Mahendra Kapoor}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Audio on: Tape of Aanchal/Bandish, CD of Rare Gems -Duets/Love Songs(50s-60s), 2 tape set of All Time Greats: C Ramchandra
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 26 Apr 2004
% Series: GEETanjali
% Comments: Song picturised on Sudesh Kumar and Nanda
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

(ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye) \-2

ma: aa gayaa aa.Nchal kisii kaa aaj mere haath me.n \-2
asha: hai chakorii aaj apane cha.Ndramaa ke saath me.n \-2
ma: chal paDii do kishtiiyaa.N aaj ek dhaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye
ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye

asha: (chhuu rahii tan man ko mere priit kii purvaa_iiyaa.N
duur kii ambraa_ii_o.n me.n gu.Njatii shehanaa_iiyaa.N) \-2
ma: sau gunaa nikhaar hai aaj to si.ngaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye
ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye

asha: zi.ndagii bhar ke liye tuu baa.Nh merii thaam le \-2
jab talak ye saa.Ns hai har saa.Ns teraa naam le \-2
ma: ik nayii duniyaa khaDii apane i.ntezaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye
ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye
asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware}%
\film{Aanchal}%
\year{1960}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Nanda, Sudesh Kumar, Seema Deo}%
\singer{Asha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol 
aur kahii.n jaa ke Dol meraa ruup ba.Daa hai anamol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol 

kal hii to mai.nne bachapan ko chho.Daa, bachapan ko chho.Daa
kal hii to mai.nne bachapan ko chho.Daa
na_ii  uma.ngo.n se naataa hai jo.Daa \-2
komal kishorii ko tuu barajorii \-2
mat kar Daa.NvaaDol

ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol 

rahatii huu.N mai.n sadaa aa.Nchal sambhaale \-2
kahii.n ko_ii merii naa Kushbuu u.Daa le
Kushbuu u.Daa le
gun gun karatii taano.n me.n merii \-2
pyaar kii bolii naa bol

ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol 
aur kahii.n jaa ke Dol meraa ruup ba.Daa hai anamol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o o naache re raadhaa naache sakhiyaa.N naache.n}%
\film{Aanchal}%
\year{1960}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Nanda, Sudesh Kumar, Seema Deo}%
\singer{Asha, Suman Kalyanpur, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

do \:	ho o o
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache
	sakhiyaa.N naache.n re,
	gopiyaa.N naache.n kanhaiyaa ke gaa.Nv me.n
	bhar bhar kar bijaliyaa.N paa.Nv me.n

ko \:	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache
	sakhiyaa.N naache.n re,
	gopiyaa.N naache.n kanhaiyaa ke gaa.Nv me.n
	bhar bhar kar bijaliyaa.N paa.Nv me.n
	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache

su \:	chapal chapal charan waalii sundar sukumaariyaa.N
	aisii lagii.n jaise ho.n khilatii phulawaariyaa.N
ko \:	chapal chapal charan waalii sundar sukumaariyaa.N
	aisii lagii.n jaise ho.n khilatii phulawaariyaa.N
su \:	o
	jhuum rahii hai.n daaye.n baaye.n
	chamachamaatii cha.nchalaaye.n
	a.ng a.ng nikhar rahaa
	prem ra.ng bikhar rahaa
aa \:	ka.ngan bole khanan khanan
	jhaa.Njhan bole jhanan jhanan
su \:	goriyaa.N naache.n maTak maTak
	komal baa.Nhe.n jhaTak jhaTak
	o
aa \:	bhar gauii lachak nayii lataa_o.n me.n
	u.D rahii hai.n chunariyaa.N hawaa_o.n me.n

ko \:	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache
	sakhiyaa.N naache.n re,
	gopiyaa.N naache.n kanhaiyaa ke gaa.Nv me.n
	bhar bhar kar bijaliyaa.N paa.Nv me.n
	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache

% Part 2

ko \:	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache

aa \:	aaj sakal bR^indaaban mast ho ke jhuumataa
	dharatii kaa giit gagan gumbad ko chuumataa
do \:	shyaam kii matawaaliyaa.N naache.n
	bajaa bajaa taaliyaa.N naache.n
	sabakii nazar lalach rahii
	ras kii gaagar chhalak rahii
ko \:	?? Dole	
	Dhim Dhim Dhim Dholak bole
	aisaa chamatkaar hu_aa
	paawan sa.nsaar hu_aa
aa \:	muralii bajii re kadamb ke chha.Nv me.n
	suunii pa.Dii hai.n daaminiyaa.N ghaTaa_o.n me.n

ko \:	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache

aa \:	aa
do \:	kitanaa hai ullaas bharaa raas ye kamaal kaa
	har nayan me.n naach rahaa ruup nandalaal kaa
	ho
	aaj mahaakaal magan, dharatii paataal magan
	gagan pe dhamaal magan, saare dik kaal magan
aa \:	sajan sa.ng thakit thakit
	Dol rahe sab chakit chakit
do \:	sabakaa jiyaa baawalaa hai
	sabake man me.n kaamanaa hai
	aa
	bhakti rachii sabakii bhaawanaa_o me.n
	bhar gayaa aanand sab dishaa_o.n me.n

ko \:	ho
	naache re naache re naache re naache re naache 
	raadhaa naache

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
