% ISB File: Aandhiyaan_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N}%
\film{Aandhiyaan}%
\year{1952}%
\starring{Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik}%
\singer{Lata}%
\music{Ali Akbar Khan}%
\lyrics{Pt Narendra Sharma}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N
aatii hai.n duniyaa me.n sukh\-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N \-2
hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N

kyaa raaz hai, kyaa raaz hai
kyaa raaz hai, kyaa raaz hai
aaj parawaane ko bhii apanii lagan par naaz hai, naaz hai
kyo.n shamaa bechain hai, Kaamosh hone ke liye \-2
aa.Nsu_o.n kii kyaa zaruurat \-2
dil ko rone ke liye \-2
tere dil kaa saaz pagalii \-2
aaj beaawaaz hai \-2
hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N

% Part II

aa
hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N \-2
aatii hai.n duniyaa me.n sukh\-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N

aa_ii.n aisii aa.Ndhiyaa.N
aa_ii.n aisii aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N
bujh gayaa ghar kaa chiraaG
dhul nahii.n sakataa kabhii jo pa.D gayaa aa.Nchal me.n daaG \-2
the jahaa.N aramaan
the jahaa.N aramaan us dil ko milii barabaadiyaa.N, barabaadiyaa.N

hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N \-2

% Part III

zi.ndagii ke sabz daaman me.n \-2
kabhii phuulo.n ke baaG
zi.ndagii ke sabz daaman me.n

zi.ndagii me.n surK daaman me.n kabhii kaa.NTo.n ke daaG \-2
kabhii phuulo.n ke baaG kabhii kaa.NTo.n ke daaG
phuul\-kaa.NTo.n se bharii hai.n zi.ndagii kii waadiyaa.N

hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N
aatii hai.n duniyaa me.n sukh\-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N \-2
hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo chaa.Nd nahii.n hai dil hai kisii diivaane kaa}%
\film{Aandhiyan}%
\year{1952}%
\starring{Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik}%
\singer{Hemant, Asha}%
\music{Ali Akbar Khan}%
\lyrics{Pt. Narendra Sharma}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Comments: Hemantada series #48

\printtitle
#indian

he: vo chaa.Nd
    vo chaa.Nd nahii.n hai
    dil hai kisii diivaane kaa
    (aakash jise kahatii duniyaa) \- 2
    vo naam hai ik viiraane kaa \threedots

    (diivaane ke dil kii hii tarah) \- 2
    vo raato.n jalataa rahataa hai
    is nii.nd kii maaTii nagarii me
    vo kuchh na kisii se kahataa hai
    (hai us me shamaa kii bechainii) \- 2
    aur pyaar bhii hai paravaane kaa \threedots

he: jab se pahaluu se gayaa hai dil
    kisii pahaluu nii.nd nahii.n aatii
aa: (jo suurat dil men samayii hai) \-2
    (vo suurat dil se nahii.n jaatii ) \-2
    aao aa.Nchal patalaa jaa_o
    kyaa raat hai dil me samaane kaa
    kyaa raat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
