% ISB File: Aankhen_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkhe.n ... ajuubaa hii ajuubaa hai}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Sonu Nigam, Remo Fernandes, Amitabh Bachchan,Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Prasun Joshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n
ajuubaa hii ajuubaa hai khel me.n khel me.n
he mastii hii mastii hai khel me.n aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n
Dar Dar ke jiine me.n kyaa mazaa mazaa mazaa mazaa
jiitegaa jis dil me.n hai adaa aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n

jis dil me.n hai josh hamanashii.n
us ke li_e mushkile.n bhii hasii.n
mastii hii mastii hai hai zunuu.N aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n

nazaro.n ke hathiyaar bekaar hai.n
kismat badalane ke aasaar hai.n
ishaaraa hai ishaaraa hai maut kaa aa.Nkhe.n aa.Nkhe.n
ajuubaa hii ajuubaa hai \threedots

##the game begins now##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhalakaa chhalakaa jaam huu.N mai.n}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Alka Yagnik, Javed}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chhalakaa chhalakaa jaam huu.N mai.n
ho.NTho.n pe rakh le chhalakane se pahale
are nashaa kar le sharaabii bahakane se pahale
chhalakaa chhalakaa \threedots

bhale chaahe.n sab se chhup kar tuu pii
magar ishq me.n may milaa kar tuu pii
ye ishq nashaa hai ye husn nashaa hai
ye jaam sharaabii kahane ko nashaa hai
ho ho soch le har baat tuu bhii utarane se pahale
tho.Dii sii tuu bhii pilaa de utarane se pahale

javaanii kii khilatii bahaaro.n se mil
mere husn ke gulasitaaro.n se mil
ulajhaa de zulfe.n bikharaa de kaajal
is diivaanii ko tuu kar te paagal
ho ho aur bahakaa de tuu mujh ko sambhalane se pahale
chhalakaa chhalakaa \threedots

la laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gustaakhiyaa.N hai.n betaabiyaa.N hai.n}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Aadesh Srivastava, Vasundhara}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Prasun Joshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

gustaakhiyaa.N hai.n betaabiyaa.N hai.n chhaa_ii hai.n madahoshiyaa.N
hosh u.Daa do sab kuchh bhulaa do to.Do ye khaamoshiyaa.N
ye dha.Dakan kii raftaar hai
ye saa.Nso.n kaa a.ngaar hai
ye ishq sulagane do zaraa
ye chaahat kaa ikaraar hai
jaan\-e\-jaa.n jaan\-e\-jaa.n
o jaan\-e\-jaa.n o jaan\-e\-jaa.n
gustaakhiyaa.N hai.n \threedots

aavaaraa aramaan hai.n ye dil kaa ailaan hai
jaa.n tujh pe kurabaan hai jaan\-e\-jaa.n
ik halachal sii hone lagii
mai.n jannat me.n khone lagii
mujh ko baaho.n me.n thaam lo
phir naa rukane kaa naam lo
ho ho ho ho ho
gustaakhiyaa.N hai.n \threedots

ho diivaare.n sab to.D do
mausam kaa rukh mo.D do
har kashtii ko chho.D do
jaan\-e\-jaa.n
mai.n huu.N tere aagosh me.n
kuchh hosh me.n kuchh josh me.n
kuchh shole hai.n kuchh hai jalan
kuchh bahake bahake hai.n kadam
o ho ho ho ho
gustaakhiyaa.N hai.n \threedots

hastii miTaa do miTaa do 
mastii luTaa do luTaa do
chho.Do bhii ye duuriyaa.N duuriyaa.N
o ye dha.Dakan kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khel hai dilanashii.n ... ##All the best##}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Remo Fernandes, Chorus}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Pravin Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

khel hai dilanashii.n, maut bhii hai hasii.n
hai mazaa har gha.Dii ab yahaa.N
kahataa hai dil diiwaanaa, hai naa ko_ii a.njaanaa
jaa.Nbaazo.n ko hii kahataa jahaa.N
##All the best## \-6

ik nayaa josh hai, ab kahaa.N hosh hai
din\-ba\-din ba.Dh rahaa hai ye junuu.N
saa.Nso.n me.n hai.n raftaare.n, jaa.N de de.n par naa haare.n
jaa.Nbaazo.n ko hii kahataa jahaa.N
##All the best## \-4

zi.ndagii se maut tak, aaKirii har dau.D tak
khel khele.n ik nayaa saath ham, 
jaa.Nbaazo.n ko hii kahataa jahaa.N

ye mastii kaa hai aalam, jiine marane kaa kyaa Gam
jaa.Nbaazo.n ko hii kahataa jahaa.N
##All the best## \-10

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh kasme.n hai.n javaa.N kuchh vaade hai.n hasii.n}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kuchh kasme.n hai.n javaa.N kuchh vaade hai.n hasii.n
kaisaa hai ye asar jaaduu hai dekho har kahii.n
kuchh dil me.n pyaas hai aur tuu bhii paas hai
vo jhuk gayaa aasamaa.n lagataa hai chuume.n ye zamii.n
kuchh kasme.n hai.n \threedots

jab chalatii hai ye pyaar kii havaa
ye dil vahii.n pa.nchhii ban ke u.Dataa hai
aur kyaa hotaa hai is pyaar me.n bataa
ye ishq kaa tuufaa.n kaise thamataa hai
chhaa_ii bekhudii ye kaisii dilakashii
chaahat kii har adaa kitanii hai dekho shabanamii
kuchh dil me.n pyaas hai 
dil hii to samajhe hai ho dil kii zubaa.n
naa samajhataa hai naa samajhegaa zahaa.N

huu.N Duub ke mohabbat me.n kuchh to paa_e.nge
saahil pe motii hote hai.n kahaa.N
kuchh rishte hai.n naye kuchh baate.n anakahii
baarish hai pyaar kii aaj bhiigegii dil kii zamii.n
kuchh kasme.n hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazaro.n ne terii jab dil ko chhu_aa}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

nazaro.n ne terii jab dil ko chhu_aa
siine se gayaa meraa dil ye diivaanaa dil kahaa.N hai
teraa dil ham churaa le ga_e
dil ban ke ham aa ga_e
teraa dil ham churaa le ga_e
diivaane kyaa jaane tuu diivaanagii merii
haa_y nazaro.n ne terii \threedots

dil to churaayaa tum ne hamaaraa
is dil kaa tum kyaa karoge
ham ne bhii dekho aisaa kiyaa jo
phir tum bhii aahe.n bharoge
dekho ise naa sharaarat kaho
dil kii zaruurat kaho
o dekho ise naa sharaarat kaho
aa jaa_o baaho.n me.n chhaane do ye bekhudii
nazaro.n ne terii \threedots

jab se mile tum aise khile ham
phuulo.n kii nii.nde.n u.Dii hai.n
rishtaa ye kaisaa saa.Nso.n se saa.Nse
dha.Dakan se dha.Dakan ju.Dii hai.n
kabhii mil ke na ho.nge judaa
vaadaa ye vaadaa rahaa
kabhii mil ke na ho.nge judaa
jiinaa hai maranaa hai mujhe raaho.n me.n pyaar kii
haa_y nazaro.n ne terii \threedots

meraa dil kyuu.N churaa le ga_e
diivaane kyaa jaane tuu diivaanagii merii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phaTelaa jeb sil jaa_egaa}%
\film{Aankhen}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}%
\singer{Nitin Raikwar, Adesh Shrivastava, Arun Bakshi, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: U V Ravindra

\printtitle
#indian

phaTelaa jeb sil jaa_egaa jo chaahegaa mil jaa_egaa
tere bhii din aa_e.nge chhoTe achchhaa khaasaa hil jaa_egaa
rukane kaa na_ii.n thakane kaa na_ii.n laa_if me.n chalate rene kaa
are bhejaa kyuu.n sarakaane kaa sa_ii bolataa_e sa_ii bolataa_e
Tenashan kaa_e ko lene kaa sa_ii bolataa_e sa_ii bolataa_e
phaTelaa jeb sil jaa_egaa \threedots

khaane kaa hai ##Chicken-Curry## usako ma.ngataa pattii harii
jeb me.n tere das rupayaa pii le ##cutting## khaa le bhajiyaa
kismat pe rone kaa na_ii.n keleNDar badalate rene kaa
are bhejaa kyuu.n sarakaane kaa \threedots

aaj to hai a.ndheraa kal hogaa ujaalaa
are apanii diivaalii hogii kisii aur kaa hogaa diivaalaa
kal dekh lenaa paisaa hogaa bhar kar ##Income-Tax officer##
vo haath dho ke hii piichhe pa.D jaa_egaa
phaTelaa jeb sil jaa_egaa \threedots

are bhalataa_ich paka.Daa baap ##Line## me.n aa ##Line## me.n aa
tere bhii din aa_e.nge chhoTe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
