% ISB File: AansooAurMuskan_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gunii jano.n re bhakt jano.n}%
\film{Aansoo Aur Muskan}%
\year{1970}%
\starring{Hema Malini, Parikshit Ajay Sahni, Om Prakash}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11122 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

gunii jano.n re bhakt jano.n \-2
harii naam se naataa re jo.Do bhaa_ii maayaa se mu.Nh mo.Do.n re
jagat\-naaraayaN kii jay\-jay bolo\-bolo
nagad\-naaraayaN ko chho.Do re
ko \:	jagat\-naaraayaN kii \threedots

are raj\-dhan are gaj\-dhan \-2
gaj\-dhan raj\-dhan
raj\-dhan gaj\-dhan raaj\-dhan anaaj\-dhan 
laal ratan dhan khaan re \-2
aayo re jab santoSh\-dhan baabaa sab dhan dhuul samaan re
bolo re sab dhan dhuul samaan re
( dhan to hai ) \-2 diivaar ret kii dhan se priitii to.Do re
ko \:	jagat\-naaraayaN kii \threedots

jay govindam jay gopaalam \-4
duniyaa karatii ruup kii bhakti kaisii maayaa\-ruup re
are ham to usake bhakt hai.n bhakto.n jisane banaayaa ruup re
( sundar naarii priitam pyaarii ) \-2 chhavi dikhalaa_e
jay govindam jay gopaalam \-2
suno\-suno chal\-chitram kii kathaa sunaa_e
kathaa sunaa_e bhakt kishoram \-2
ko \:	jay govindam \threedots

brhmaaNDe he koTi sitaaram pR^ithvii par bhii anek sitaaram
are aashiirvaadam ashokakumaaram
pR^ithviiputram raajakapuuram shammiikapuuram shashiikapuuram
raamam shyaamam diliipakumaaram puurabapashchim manojakumaaram
are premapujaarii devaanandam
ruupapujaarii aa_ii\. es\. jauharam
are niilamakamalam raajakumaaram
yaade yaadam suniiladattam
are ittefaaqam raajeshakhannam jay jaanii raajendranaatham
uchhalamakuudam jay mahamuudam

are svarg lok me.n ek hai indr
are pR^ithvii kaare hai.n tiin indr
are jay jitendra jay dharmendra jay\-jay\-jay ho jay raajendra
ko \:	jay govindam \threedots

jagat naaraayaN ko chho.D ke santo.n
nagad naaraayaN ke hai.n sab yaaram
ko \:	nagad naaraayaN ke \threedots

in sabake piichhe are pa.D gayaa inkam Taiksam
are bam\-bam naache kishorakumaaram
bam\-bam naache \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{motii jaisaa ra.ng a.ng me.n ras kaa saagar laharaa_e}%
\film{Aansoo Aur Muskan}%
\year{1970}%
\starring{Hema Malini, Parikshit Ajay Sahni, Om Prakash}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11123 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( motii jaisaa ra.ng a.ng me.n ) \-2 ras kaa saagar laharaa_e
tere ruup kii aa.Nch lage to patthar dil bhii pighal jaa_e
motii jaisaa ra.ng \threedots

naino.n me.n hai tere jaise kirano.n kaa baseraa
nikharaa teraa yauvan jaisaa bikharaa ho saveraa
suuraj tere darshan ko har din aa_e\-jaa_e
motii jaisaa ra.ng \threedots

hogaa vo bhii sundar jisape hogii terii chhaayaa
hogaa vo bhii mohit jisane tujhako hai banaayaa
jiivan kar de roshan tuu jo muskaraa_e
motii jaisaa ra.ng \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nekii terii saath chalegii baabaa}%
\film{Aansoo Aur Muskan}%
\year{1970}%
\starring{Hema Malini, Parikshit Ajay Sahni, Om Prakash}%
\singer{Mahendra Kapoor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11520 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

nekii terii saath chalegii baabaa
saath yahii ek baat chalegii baabaa
sa.ng na de.nge bandhu\-baraatii
sa.ng na de.nge jiivan\-saathii
nekii terii saath chalegii \threedots

ve jinake li_e tuune mahal banaa_e ye na tujhe bahalaa_e.Nge bhaa_ii
aag pe ik din so jaa_egaa banake dhu_aa.N tuu kho jaa_egaa
nekii terii saath chalegii \threedots

ai yaad me.n terii aa.Nsuu bahaakar jiivan ko_ii na kho_egaa
ik taaraa TuuT gayaa to aasamaan kyo.n ro_egaa
kaisii baabul kii mamataa matalab kaa har naataa
nekii terii saath chalegii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
