% ISB File: Aarzoo_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ab tere dil me.n ham aa ga_e ... to ... jhuuThaa}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ab tere dil me.n ham aa ga_e to
tere dil me.n rahe.nge to
tujhe apanaa kahe.nge jhuuThaa aa
kasam kii kasam ham tere hai.n ham
baat merii maan jhuuThe nahii.n ham

dil hai dil dil dil hai ye meraa to to to to to
teraa ghar ye nahii.n hai to to to to to
jagah khaalii nahii.n hai jhuuThii aa
kasam kii kasam \threedots

agar tuu kahe to tere naam likh duu.n mai.n apane hazaaro.n janam
vahaa.n apanii dha.Dakan bichhaa duu.n jahaa.n tuu merii jaan rakhe kadam
terii dha.Dakane.n hai.n dha.Dakatii hai.n dha.Dake.n
dil isame.n meraa kyaa kare
teraa dil hai ghaayal diivaanaa hai paagal jo marataa hai mujhape mare
tuu naa milii mar jaa_uu.ngaa sanam to to to to to
jaan jaa_egii merii to to to to to
zi.ndagii tuu hai merii jhuuThaa aa
kasam kii kasam \threedots

ye haatho.n kii me.nhadii ye aa.Nkho.n kaa kaajal diivaanaa kare kyuu.n hame.n
yahii aarazuu hai ke ab zi.ndagii bhar tujhe dekhate hii rahe.n
ye bi.ndiyaa ye me.nhadii ye kaajal ye aa.Nchal tere vaaste to nahii.n
tuu diivaanaa paagal hai tho.Daa anaa.Dii hai jaa jaa re jaa tuu kahii.n
dil me.n terii tasviir hai to to to to to
terii puujaa kare.nge to to to to to
haa.N tujhe dekhaa kare.nge jhuuThaa aa
kasam kii kasam \threedots

tujhe chaahate the tujhe chaahate hai.n tujhe chaahate hii rahe.nge
dil jo hai teraa sanam ghar hai meraa yahaa.n aate jaate rahe.nge
ye ba.ndhan kii Dorii ba.ndhii hai tumhii.n se tumhii.n se hii ba.ndhii rahegii
tumhii.n se shuruu hai yahii.n khatm hogii dil kii kahaanii merii
ik duuje ke dil me.n aa ga_e ham ham ham ham ham
ik jaa.n ab ho ga_e ham ham ham ham ham
kabhii ham naa ho.n judaa huu.N laa laa la
aa parabat u.D jaa_e.nge saagar suukh jaa_e.nge
tum hamako bhuul na paa_oge ham tumako bhuul na paa_e.nge
miT jaanaa mar jaanaa isii kaa naam hai
aarazuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dostii karate nahii.n dostii ho jaatii hai}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dostii karate nahii.n dostii ho jaatii hai
dostii ba.Dh jaa_e to aashiqii ban jaatii hai
aashiqii ba.Dh jaa_e to bandagii ban jaatii hai

ho.nTho.n ke uupar rukatii nahii.n palako.n ke piichhe chhupatii nahii.n
lagatii nahii.n ye dil kii lagii lag jaa_e to phir bujhatii nahii.n
kaisaa nashaa hai is pyaar kaa dil jisase madahosh ho jaate hai.n
kuchh log gaate hai.n jhuumake kuchh log Kaamosh ho jaate hai.n
ye Kaamoshii ik din shaayarii ban jaatii hai
dostii karate nahii.n \threedots

chalate hai.n jaaduu yuu.n pyaar ke sab log hairaan ho jaate hai.n
jo pyaar karate hai.n kahate nahii.n chupake se qurbaa.n ho jaate hai.n
dil me.n kisii kii rahatii hai yaad ho.nTho.n pe rahataa hai ko_ii naam
qurbaan jaa_e.n is pyaar me.n is pyaar ko ham sabakaa salaam
pyaar kii pahalii nazar aakharii ban jaatii hai
dostii karate nahii.n \threedots

pyaar kii ye maut bhii zi.ndagii ban jaatii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he maa_ii merii ... duniyaa se duur ... jay maataa dii}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he maa_ii merii sachchiyaa.n jotaa.n vaalii maataa terii sadaa hii jay
o maa.N merii maa.N

duniyaa se duur jaa rahaa huu.N mai.n tere paas aa rahaa huu.N aa
duniyaa se duur jaa rahaa huu.N maa.N tere paas aa rahaa huu.N aa
jay maataa jay maataa har aataa har jaataa ye gaayaa jay maataa
mai.n bhii ye giit gaa rahaa huu.N
duniyaa se duur \threedots

saa.nchaa hai teraa darabaar maataa jhuuThaa ye saaraa sa.nsaar maataa
mai.n to.D aayaa har ek naataa
maa.N sabane mujhe Thukaraa diyaa hai mai.n sabako mai.n sabako Thukaraa rahaa huu.N 
duniyaa se duur \threedots

ai kaash meraa bhii ko_ii hotaa mere li_e ko_ii ha.Nsataa rotaa
har phuul mujhako na kaa.NTe chubhotaa
aashaa niraashaa kaa diip banake mai.n jalataa bujhataa rahaa huu.N
duniyaa se duur \threedots

shero.n pe karatii hai tuu savaarii ye chaa.Nd suuraj tere pujaarii
raajaa bhii tere dar pe bhikhaarii
phailaa de apanii mamataa kaa aa.Nchal mai.n haath mai.n haath phailaa rahaa huu.n
duniyaa se duur \threedots

maa.N merii maa.N maa.N mai.n aa rahaa huu.N paas tere ai maa.N
maa.N mai.n aa rahaa huu.N
jayakaaraa sheraa.n vaalii daa
bol saa.nche darabaar kii jay
maa.N sheraa.n vaaliye maa.N meharaa.n vaaliye
maa.N laaDaa.n vaaliye maa.N jotaa.n vaaliye
uu.nche pahaa.Daa.n vaaliye
saa.nchaa darabaar teraa tuu nahii.n to kaun meraa
kar de kR^ipaa uu.nche uu.nche ma.ndiraa.n vaaliye
saare bole jay maataa dii
jam ke bolo jay maataa dii
prem se bolo jay maataa dii
jor se bolo jay maataa dii
mai.n na_ii suNeyaa jay maataa dii
phir se bolo jay maataa dii
aavaaz na_ii aa_ii jay maataa dii
mil ke bolo jay maataa dii
jay maataa dii
o maa.N mai.n aa gayaa jay maataa dii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa karuu.n ... rabbaa mere ##I love you.##}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Sonu Nigam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kyaa karuu.n kyaa karuu.n kyaa karuu.n kyaa karuu.n
jiine ko marane ko marane ko jiine ko
ha.Nsane ko rone ko rone ko ha.Nsane ko
kyaa kyaa karane ko dil chaahe
kyaa karuu.n kyaa karuu.n kyaa karuu.n
tujhako maine chaahaa tujhako maine sochaa tujhako maine puujaa
puujaa mil ga_ii mujhe tuu tuu tuu

haay rabbaa rabbaa rabbaa rabbaa rabbaa mere ##I love you.##
rabbaa rabbaa rabbaa rabbaa rabbaa mere ##Thank you.##
aarazuu aarazuu o merii aarazuu

dil chaahe to.D ke taare mai.n jhumake tere banaa duu.n
chun chun ke phuul mai.n saare zulfo.n me.n terii lagaa duu.n
le aa_uu.n mai.n chaa.Nd churaa ke bi.ndiyaa kii jagah lagaa duu.n
ho khvaabo.n kii galiyo.n me.n tujhako maine Dhuu.nDhaa 
tujhako maine sochaa tujhako maine puujaa
puujaa mil ga_ii mujhe tuu tuu tuu
rabbaa rabbaa \threedots

teraa mukha.Daa chamak rahaa hai har gu.nchaa chaTak rahaa hai
o terii chuu.Dii khanak rahii hai dil meraa dha.Dak rahaa hai
terii chunarii sarak rahii hai dam meraa aTak rahaa hai
ho maine apane rab se aur nahii.n kuchh maa.ngaa
tujhako maine sochaa tujhako maine puujaa
puujaa mil ga_ii mujhe tuu tuu tuu
oy rabbaa rabbaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mahabuubaa ... mai.n aa rahaa huu.N vaapas}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mahabuubaa o merii mahabuubaa
mai.n aa rahaa huu.N vaapas meraa i.ntazaar karanaa
tujhe saamane biThaa ke tujhase hai pyaar karanaa
mahabuubaa o merii \threedots

aa.Nkhe.n na mujhase churaanaa karanaa naa ko_ii bahaanaa
yuu.n hii ka_ii saal biite ik pal nahii.n ab ga.nvaanaa
laayaa mai.n kyaa saath apane sab kuchh vahaa.n chho.D aayaa
aate hu_e paas tere ye dil ye jaa.n chho.D aayaa
merii muhabbat merii amaanat vaapas mujhe de sanam
mai.n aa rahaa huu.N \threedots

jis roj jab ham mile.nge to kis tarah ham mile.nge
ik duusare se lipaT ke ro_e.nge yaa ham ha.Nse.nge
naa to ye tuune kahaa hai naa to ye maine kahaa hai
ik duuje ke ham hai.n lekin ham dono.n ko ye pataa hai
ye pyaar kaisaa ikaraar kaisaa vaadaa na ko_ii kasam
mai.n aa rahaa huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mil jaate hai.n jo pyaar me.n}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he mil jaate hai.n jo pyaar me.n marake bhii vo bichha.Date nahii.n 
ham unhe.n bhuul sakate nahii.n vo hame.n bhuul sakate nahii.n
ho mil jaate hai.n \threedots

kaun sii chaa.Ndanii raat me.n kyaa hu_aa kis mulaakaat me.n
yaad aatii hai jab bhii ko_ii baat bas baat hii baat me.n
jaise rote hai.n dil TuuT ke aise saavan barasate nahii.n
o mil jaate hai.n \threedots

Gam kii nazaro.n pe chhaayaa hu_aa dard ha.Nsate nazaaro.n kaa hai
dil ke baahar hai patajha.D magar dil me.n mausam bahaaro.n kaa hai
unakii yaado.n ke ye phuul to TuuT kar bhii bikharate nahii.n
o mil jaate hai.n \threedots

hamako le jaa_egii ab kahaa.n pyaar kii ye galii kyaa pataa
bhuul se ham yahaa.n aa ga_e vaapasii kaa nahii.n raastaa
isali_e bachake chalate hai.n log is galii se guzarate nahii.n
ho mil jaate hai.n \threedots

kis taraf kisako aavaaz de.n kaun jaane kahaa.n rah gayaa
raat Gam kii guzaratii ga_ii ye a.ndheraa yahaa.n rah gayaa
ham jahaa.n hai.n vahaa.n aajakal chaa.Nd suuraj nikalate nahii.n
mil jaate hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o tuu soNii ku.Dii o jaaduu kii pu.Dii}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o tuu soNii ku.Dii o jaaduu kii pu.Dii
o tuu banake guDDii o dil le ke u.Dii
kaTake is aa.Nkh michaulii me.n tuu giregii merii jholii me.n
achchhii suurat hai chiiz burii o
o tuu soNii ku.Dii \threedots

ho ho
##dance dance dance to the beats of## bhaa.nga.Daa
##pump pump pump pump up the## bhaa.nga.Daa
mat samajh tuu mujhako begaanaa
teraa aashiq huu.n mai.n diivaanaa
teraa kajaraa huu.N teraa gajaraa huu.N
teraa jhumakaa huu.N teraa Thumakaa huu.N
tuu barakhaa hai mai.n baadal huu.N
haa.N Thiik kahaa mai.n paagal huu.N
teraa piichhaa nahii.n mai.n chho.Duu.ngaa
ye phuul to mai.n hii to.Duu.ngaa
laTTuu kii tarah mai.n ghuumuu.ngaa
tere kadamo.n ko mai.n chuumuu.ngaa
kal paraso.n me.n yaa baraso.n me.n
le jaa_uu.ngaa tujhako saraso.n me.n
tere naam se meraa naam ju.Daa
terii jaan se merii jaan ju.Dii o
o tuu soNii ku.Dii \threedots

mai.n ##hero## huu.n yaa ##joker## huu.N
kuchh bhii huu.N teraa naukar huu.N
tuu chalatii hai kyuu.n sa.Dako.n par
aa tujhe biThaa luu.n palako.n par
dil aane de dil jaane de
ham dono.n ko mil jaane de
gir jaa_egii diivaar na ban
tuu la.Dakii hai talavaar na ban
maine teraa haath bhii dekhaa hai
usame.n mere pyaar kii rekhaa hai
ku.Diyaa.n te vekhiyaa.n ne ba.Diyaa.n
par tuune lagaa dii hathaka.Diyaa.n
meraa chain gayaa vaapas na mu.Daa
merii nii.nd ga_ii vaapas na mu.Dii
o tuu soNii ku.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saajan saajan terii dulhan tujhako pukaare aajaa}%
\film{Aarzoo}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chaa.Ndanii raat taaro.n kii baaraat hai
dil kii mahafil sajaane me.n kyaa der hai kyaa der hai
dha.Dakane.n dil kii shahanaa_iiyaa.n ban ga_ii.n
ab to saajan ke aane me.n kyaa der hai kyaa der hai

merii zi.ndagii meraa pyaar yaad aa rahaa hai
aane vaalaa hai jo vo yaad aa rahaa hai
saajan saajan terii dulhan tujhako pukaare aajaa
aakar mere haatho.n me.n me.nhadii tuu hii rachaa jaa
aajaa aajaa
o merii zi.ndagii meraa \threedots

paayal kaajal ka.ngan daaman saare tujhe bulaa_e.n
aajaa saajan aajaa tere apane tujhe bulaa_e.n
aajaa aajaa saajan aajaa
mere mahabuub o mere hamasafar
tujhako kyaa pataa hai tujhe kyaa khabar
ehasaan tere itane hai.n mujh par
rab pe yakii.n hai jitanaa utanaa hai tujh par
aajaa aajaa aajaa
meraa mahabuub meraa sanam aa rahaa hai
ham to mar hii chuke the phir janam aa rahaa hai
saajan saajan \threedots

chunarii merii ra.ngii hu_ii hai tere ra.ng se saajan
aakar ra.ng de meraa a.ng a.ng apane ra.ng se saajan
aajaa aajaa saajan aajaa
tumase vafaa_e.n bahut mai.n karuu.ngii
kasam terii ab ye dil kisii ko na duu.ngii
aa tujhe bataa duu.n mere dil me.n kyaa hai
dil lene vaale tujhe jaan apanii duu.ngii
aajaa aajaa aajaa
dha.Dakane.n ba.Dh rahii hai.n vo kariib aa rahaa hai
khushanasiibii banake meraa vo nasiib aa rahaa hai
saajan saajan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
