% ISB File: Aas_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaahe nainaa churaa_o ... pyaar ho ke rahegaa}%
\film{Aas}%
\year{1953}%
\starring{Kamini Kaushal, Shekhar, Om Prakash}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10817 [V S Rawat], Mar 15, 2003
% Credits: Ashok Dhareshwar

% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ta \:	chaahe nainaa churaa_o
	chaahe daaman bachaa_o
	pyaar ho ke rahegaa \-2
la \:	chaahe nainaa churaa_o
	chaahe daaman bachaa_o
	pyaar ho ke rahegaa \-2
do \:	chaahe nainaa churaa_o

ta \:	are ye anajaane raaste
	ye nagarii anajaanii
la \:	ho ye anajaane raaste
	ye nagarii anajaanii
ta \:	are is chakkar se naa bache
	kyaa GYaanii kyaa dhyaanii
la \:	ho is chakkar se naa bache
	kyaa GYaanii kyaa dhyaanii
ta \:	tum in pyaar kii galiyo.n se chaahe
	bach\-bach ke jaa_o
	pyaar ho ke rahegaa \-2
do \:	chaahe nainaa churaa_o

ta \:	are is duniyaa kii bhii.D me.n
	aa_oge akele
la \:	ho is duniyaa kii bhii.D me.n
	aa_oge akele
ta \:	are aate hii lag jaaye.nge
	aramaano.n ke mele
ta \:	ho aate hii lag jaaye.nge
	aramaano.n ke mele
ta \:	man ke raajamahal me.n chaahe
	parade giraa_o
	pyaar ho ke rahegaa \-2
do \:	chaahe nainaa churaa_o

ta \:	are kahane ko to pyaar pe
	marataa hai zamaanaa
la \:	ho kahane ko to pyaar pe
	marataa hai zamaanaa
ta \:	are lekin apanii haar se
	Darataa hai zamaanaa
la \:	ho lekin apanii haar se
	Darataa hai zamaanaa
ta \:	tum ye pyaar kaa taraanaa chaahe
	gaa_o na gaa_o
	pyaar ho ke rahegaa \-2
do \:	chaahe nainaa churaa_o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho jii dekho ik baar is taraf dekho}%
\film{Aas}%
\year{1953}%
\starring{Kamini Kaushal, Shekhar, Om Prakash}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dekho jii dekho ik baar is taraf dekho
ye dil banaa hai shiishe kaa 
patthar pe is ko mat phe.nko
chho.Do jii chho.Do aisii banaavaTii baate.n
ham ne to aisii ulajhan me.n 
kaaTii hai.n sai.nka.Do.n raate.n

bahaaro.n ko aaye hue chaar din
hame.n dil lagaaye hue chaar din
dekho na to.Do aise suhaane sapane ko
ye dil banaa hai shiishe kaa \threedots

duaa do ki ye dil raham kar gayaa
kaho ye ki jaaduu asar kar gayaa
jaaduu hai kis kaa maaluum nahii.n apane ko
ye dil banaa hai shiishe kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa ye duniyaa hai ... zulm kii nagarii me.n}%
\film{Aas}%
\year{1953}%
\starring{Kamini Kaushal, Shekhar, Om Prakash}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

kyaa ye duniyaa hai yahaa.N kar ke bhalaa_ii dekh lii
soch naa sakate the jo wo bhii buraa_ii dekh lii

zulm kii nagarii me.n kisii kaa kaun sahaaraa hai \-2
sab to paraaye hai.n jahaa.N me.n kaun hamaaraa hai \-2

o o paapii ko aaraam jagat me.n paapii ko aaraam
o o pun waale badanaam jagat me.n pun waale badanaam
dekh liyaa sa.nsaar yahaa.N kaa khel hii nyaaraa hai \-2

zulm kii nagarii me.n kisii kaa kaun sahaaraa hai \-2

o o chhiinaa meraa laal jagat ne chhiinaa meraa laal
o o mamataa hai behaal yahaa.N par mamataa hai behaal
mujhase hu_aa hai duur jo merii aa.Nkh kaa taaraa hai \-2

zulm kii nagarii me.n kisii kaa kaun sahaaraa hai \-2

o o anyaayii kii jiit yahaa.n par anyaayii kii jiit
o o rotii sachchii priit yahaa.N par rotii sachchii priit
sunate ho bhagawaan yahii insaaf tumhaaraa hai \-2

zulm kii nagarii me.n kisii kaa kaun sahaaraa hai
sab to paraaye hai.n jahaa.N me.n kaun hamaaraa hai
zulm kii nagarii me.n kisii kaa kaun sahaaraa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n huu.N tere sapano.n kii raanii}%
\film{Aas}%
\year{1953}%
\starring{Kamini Kaushal, Shekhar, Om Prakash}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11922 [V S Rawat]

% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( mai.n huu.N tere sapano.n kii raanii
tuune mujhe pahachaanaa naa ) \-2
haradam tere dil me.n rahii mai.n
phir bhii rahaa tuu anajaanaa

mai.n jo ha.Ns duu.N terii duniyaa
me.n chamake cham\-cham taare
mai.n jin rasto.n se aatii huu.N
haT jaate hai.n a.ndhiyaare
ruup anokhaa ra.ng niraalaa
ajab meraa taanaa\-baanaa
mai.n huu.N tere sapano.n kii raanii
tuune mujhe pahachaanaa naa

paanii me.n bhii aaG lagaa duu.N
patthar ko pighalaa_uu.N mai.n
phir bhii kitanii naazuk huu.N mai.n
ye kaise samajhaa_uu.N mai.n
jii bhar ke tuu dekh duur se
machal ke haath lagaanaa naa
mai.n huu.N tere sapano.n kii raanii
tuune mujhe pahachaanaa naa

naam meraa ummiid hai aur
mujhako aashaa bhii kahate hai.n
mere dam se ye insaa.N mar kar
bhii zindaa rahate hai.n
jaan hai jab tak saath rahuu.Ngii
milaa ke aa.Nkh churaanaa naa
( mai.n huu.N tere sapano.n kii raanii
tuune mujhe pahachaanaa naa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
