% ISB File: Aashirwad_1968.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_o bachcho.n khel dikhaaye ... rel gaa.Dii}%
\film{Aashirwad}%
\year{1968}%
\starring{Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal, Ashok Kumar}%
\singer{Ashok Kumar}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Harindranath Chattopadhyay}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12089 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian
%
aa_o bachcho.n khel dikhaaye.n
chhuk\-chhuk karatii rel chalaaye.n
siiTii de kar ##seat## pe baiTho
ek\-duuje kii piiTh pe baiTho

aage\-piichhe piichhe\-aage
##line## se lekin ko_ii na bhaage
saarii siidhii ##line## me.n chalanaa
aa.Nkhe.n dono.n miiche rakhanaa

band aa.Nkho.n se dekhaa jaaye
aa.Nkh khule to kuchh naa paaye
aa_o bachcho.n rel chalaaye.n

suno re bachcho.n ##ticket## kaTaa_o
tum log nahii.n aa_oge
to relagaa.Dii chhuuT jaayegii

yak ThaNaNaNaNaNa
yak ThaNaNaNaNaNa
bhap bhap bhap bhap
bhap bhap bhap bhap
bhap bhap bhap bhap
bhap bhap bhap bhap
bhap bhap bhap bhap

aa_o sab ##line## me.n kha.De ho jaa_o
munnii tum ho ##engine##
Dabbuu tum ho koyale kaa Dabbaa
chunnuu munnuu liilaa shiilaa
sohan mohan jaado maadho
sab ##passanger##
sab ##passanger##

yak ThaNaNaNaNaNa
yak ThaNaNaNaNaNa

##ready##
ek do 

##steam sound##

rel gaa.Dii rel gaa.Dii
##whistle sound##

rel gaa.Dii rel gaa.Dii
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
biich waale ##station## bole.n
ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk
dha.Dak\-bha.Dak lohe kii sa.Dak
dha.Dak\-bha.Dak lohe kii sa.Dak
yahaa.N se vahaa.N vahaa.N se yahaa.N
yahaa.N se vahaa.N vahaa.N se vahaa.N
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk

phulaaye chhaatii paar kar jaatii
baaluu ret aaluu ke khet
baajaraa dhaan buDDhaa kisaan
haraa maidaam mandir makaan
chaay kii dukaan

pul po.n (?) kii DaNDii Tiile pe jhaNDii
paanii ke kuND pa.nchhii ke jhuND
jhopa.Dii jhaa.Dii khetii baa.Dii
baadal dhu_aa.N moTh ku.Nwaa.N
ku.Nwe.n ke piichhe baaG bagiiche
dhobii kaa ghaaT ma.ngal kii haaT
gaa.Nv me.n melaa bhii.D jhamelaa
TuuTii diwaar TaTTuu sawaar

rel gaa.Dii rel gaa.Dii
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
biich waale ##station## bole.n
ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk

##whistle sound##
dharamapur bharamapur bharamapur dharamapur
mai.ngalor bai.ngalor bai.ngalor mai.ngalor
maaNDawaa khaaNDawaa khaaNDawaa maaNDawaa
raayapur jayapur jayapur raayapur
taalegaa.Nv maalegaa.Nv maalegaa.Nv taalegaa.Nv
bellur vellur vellur bellur
sholaapur kolhaapur kolhaapur sholaapur
hukkal DiNDiigal DiNDiigal hukkal
amR^t (?)
uu.ngol nithigol nithigol uu.ngol
koregaa.Nv goregaa.Nv goregaa.Nv koregaa.Nv
mamadaabaad amadaabaad amadaabaad mamadaabaad
shollur konnur shollur konnur

chhuk\-chhuk chhuk
chhuk\-chhuk chhuk
biich waale ##station## bole.n
ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk ruk\-ruk

dha.Dak\-bha.Dak lohe kii sa.Dak
dha.Dak\-bha.Dak lohe kii sa.Dak
yahaa.N se vahaa.N vahaa.N se yahaa.N
yahaa.N se vahaa.N vahaa.N se vahaa.N
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk
##whistle sound##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik thaa bachapan}%
\film{Aashirwad}%
\year{1968}%
\starring{Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Gulzar}%

% Audio on: HMV
% Contributor: Deepak Sabnis
% Transliterator: Deepak Sabnis, Satish Kalra
% Date: 21 Jun 2004
% Series: Latanjali
% Comments: Father's Day song
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ik thaa bachapan, ik thaa bachapan
chhoTaa saa nanhaa saa bachapan, ik thaa bachpan
bachapan ke ik baabuujii the, achchhe sachche baabuujii the
dono.n kaa su.ndar thaa ba.ndhan, ik thaa bachapan

Tehanii par cha.Dhake jab phuul bulaate the
haath usake vo Tehanii tak naa jaate the
bachapan ke nanhe do haath uThaakar vo phuulo.n se haath milaate the
ik thaa bachapan, ik thaa bachapan

chalate chalate, chalate chalate jaane kab in raaho.n me.n
baabuujii bas gaye bachapan ki baaho.n me.n
muTThi me.n ban.d hai.n vo suukhe phuul bhii
khushabuu hai jiine kii chaaho.n me.n
ik thaa bachapan, ik thaa bachapan

ho.NTho.n par unakii awaaz bhii hai, mere ho.NTho.n par unakii awaaz bhii
hai
saa.Nso.n me.n sau.Npaa vishwaas bhii hai
jaane kis mod pe kab mil jaaye.nge wo, puuchhe.nge bachapan kaa ehasaas bhii
hai
ik thaa bachapan, ik thaa bachapan\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhi.ngaapur taakur\-takur ... kuttaa kaaTaa}%
\film{Aashirwad}%
\year{1968}%
\starring{Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal, Ashok Kumar}%
\singer{Ashok Kumar}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Harindranath Chattopadhyay}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12118 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jhi.ngaapur taakur\-takur \-2
sa.Daa sa.D dekh ke paka.D \-2
dekh ke paka.D dekh ke paka.D
a_i a_i yo
dha gi na ki na ki dhin 
ruupamatii rukminii
dha gi na ki na ki dhin na ki dhin
rupamatii rukminii rukmanii
( dha gi na ki na ki dhin 
ruupamatii rukminii ) \-2

##male 1## \:	guru apane bol me.n jawaab duu.N
##male 2## \:	haa.N haa.N boliye boliye

a \:	haay haay kaaT ke bhaagaa bhaiyaa ko
	kaaT ke bhaagaa kuttaa
	kaaT ke bhaagaa paagal kuttaa
	kaaT ke bhaagaa kuttaa

	kaaTaa kaaTaa kaaTaa
	kuttaa kaaTaa kaaTaa
	kuttaa kaaTaa kaaTaa
	kuttaa kaaTaa kaaTaa

	kuttaa kaaTe tuu bhii kaaT
	kutte kii dum ko kaaT
	kaaT ko_ii na_ii.n
	kaaT ko_ii na_ii.n
	kaaT ko_ii

	kutte ko paka.D kar
	lapaT\-jhapaT kar
	dum ko kaaTe bhaiyaa

	kuttaa kaaTe bhaiyaa kaaTe
	bhaiyaa kaaTe kuttaa kaaTe
	kuttaa bhaiyaa dono.n kaaTe
	dhat terii dhat terii dhat te aa

##male 3## \:	waah\-waah jogii Thaakur
	aapne to bol ba.De mazedaar banaa diye

a \:	guruu tumhaari kR^paa hai
	jo kuchh siikhaa tumhii.n se siikhaa hai
	ab kuchh na_ii chiiz sunaa_o

##male 3## \:	Thaakoor
	kal raat ek ba.Daa achchhaa bol achaanak yaad aayaa
	buDDhaa ho gayaa naa
	sab kuchh bhuul jaataa huu.N

a \:	are naa naa naa guruu
	is tarah bhuulane se nahii.n chalegaa
	ye sab Kazaane kyaa sameT kar uupar le jaa_oge
	are bachcho.n ke liye bhii to kuchh chho.D jaa_o
	kyu.N beTaa haa haa haa guruu haa haa 
	are guruu is liye to ye jholii liye phirataa huu.N
	jo kuchh kahate ho sab likh letaa huu.N
	chalo sunaa_o

##male 3## \:	vR^indaaban me.n
	vR^indaaban me.n
	vihataa.ng vihataa.ng
	jhamajhaa.ng jhamajhaa.ng
	jhamatiki su_aatiki
	na na na na na na na na
	nuupuur baajat
	chintaamani gaan karat
	bhramar kokil suur balat
	sarv sakhi bidhii taal dharat
	( kR^iShn chandra ne naachati na tau bidhi
	dhau ti dhad dhaa
	ti dhau ti dhad dhad dhaa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiiwan se lambe hai.n bandhuu ye jiiwan ke raste}%
\film{Aashirwad}%
\year{1968}%
\starring{Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal, Ashok Kumar}%
\singer{Manna Dey}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12186 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jiiwan se lambe hai.n bandhuu
ye jiiwan ke raste \-2
ik pal tham ke ronaa hogaa
ik pal chalanaa ha.Ns ke
ye jiiwan ke raste
jiiwan se lambe hai.n bandhuu

raaho.n se raahii kaa riishataa
kitane janam puraanaa
ek ko chalate jaanaa aage
ek ko piichhe aanaa
mo.D pe mat ruk jaanaa
bandhuu
doraaho.n me.n pha.Ns ke
ye jiiwan ke raste
jiiwan se lambe hai.n bandhuu

din aur raat ke haatho.n naapii
naapii ek umariyaa
saa.Ns kii Dorii chhoTii pa.D ga_ii
lambii aas Dagariyaa
bhor ke manzil waale
uTh kar
bhor se pahale chalate
ye jiiwan ke raste
jiiwan se lambe hai.n bandhuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naav chalii naanii kii naav chalii}%
\film{Aashirwad}%
\year{1968}%
\starring{Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal, Ashok Kumar}%
\singer{Ashok Kumar, Chorus}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Harindranath Chattopadhyay}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 19 Sep 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

naav chalii
naanii kii naav chalii
niinaa ke naanii kii naav chalii
lambe safar pe

saamaan ghar se nikaale gaye
naanii ke ghar se nikaale gaye
idhar se udhar se se nikaale gaye
aur naanii kii naav me.n Daale gaye
(kyaa kyaa Daale gaye)
ek chha.Dii ek gha.Dii
ek talwaar ek salwaar
ek a.nDaa ek Da.nDaa
ek jha.nDaa ek ha.nDaa
ek jiiwar kaa jaal
ek gho.De kii naal
ek totaa ek bhaaluu
ek lahsun ek aalu
ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa
aur \threedots
Tokarii me.n ek billii kaa bachchaa
(myaauu.N myaauu.N)

phir ek magar ne piichhaa kiyaa
naanii kii naav kaa piichhaa kiyaa
niinaa ke naanii kii naav kaa piichhaa kiyaa
(phir kyaa huaa)
chupake se piichhe se
upar se niiche se
ek ek saamaan khii.nch liyaa
ek billii kaa bachchaa
ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa
ek lahsun ek aalu
ek totaa ek bhaaluu
ek gho.De kii naal
ek jiiwar kaa jaal
ek jha.nDaa ek ha.nDaa
ek a.nDaa ek Da.nDaa
ek talwaar ek salwaar
ek chha.Dii ek gha.Dii
(magar naanii kyaa kar rahii thii)
naanii thii bichaarii buDDhii baharii
naanii kii nii.nd thii itanii gaharii
itanii gaharii (kittii gaharii)
naTakhaT Thaharii
din dopaharii
raat kii raanii
Tha.nDaa paanii
garam masaalaa
peT me.n Daalaa
saa.De solaa
???? pachattar chhakke nabbe
????????????????
gale me.n rassaa aa aa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
