% ISB File: Aasra_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dayyaa re dayyaa jashodaa mayyaa isako sa.mbhaal}%
\film{Aasra}%
\year{1966}%
\starring{Mala Sinha, Biswajiit, Balraj Sahni, Nirupa Roy}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11492 [V S Rawat], Apr 15, 2003

\printtitle
#indian

da_iiyaa re da_iiyaa jashodaa ma_iiyaa isako sa.mbhaal
ba.Daa naTakhaT hai tero nandalaal

paniyaa bharan ko jaane naa de
jaa_uu.N to vaapas aane naa de
raah naa chho.De maTakii pho.De maakhan le nikaal
ba.Daa naTakhaT hai \threedots

jamunaa pe aisii ba.nsii bajaa_ii
tan me.n man me.n aag lagaa_ii
nii.nd churaa_ii raam duhaa_ii kiyaa buraa haal
ba.Daa naTakhaT hai \threedots

priit binaa ko_ii giit naa jaane
priit kii lekin riit naa jaane
birahaa kii maarii raadhaa bichaarii ta.Dape kitane saal
ba.Daa naTakhaT hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nii.nd kabhii rahatii thii aa.Nkho.n me.n}%
\film{Aasra}%
\year{1966}%
\starring{Mala Sinha, Biswajiit, Balraj Sahni, Nirupa Roy}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10999 [V S Rawat], Apr 02, 2003

\printtitle
#indian

nii.nd kabhii rahatii thii aa.Nkho.n me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa
chain kabhii rahataa thaa is dil me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa

log mujhase kahe.n dekho udhar nikalaa hai chaa.Nd
kaun dekhe udhar jaane kidhar nikalaa hai chaa.Nd
chaa.Nd kabhii rahataa thaa nazaro.n me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa
nii.nd kabhii rahatii thii \threedots

jhuuTh bolii pavan kahane lagii aa_ii bahaar
ham baaG me.n ga_e dekhaa vahaa.N pyaar hii pyaar
phuul rahate ho.nge chaman me.n kabhii ab rahate hai.n saa.Nvariyaa
nii.nd kabhii rahatii thii \threedots

baat pahale bhii aur tuufaan se Darate the ham
baat ab aur hai ab hai hame.n kaahe kaa Gam
saath kabhii maa.Njhii thaa sa.ng lekin ab rahate hai.n saa.Nvariyaa
nii.nd kabhii rahatii thii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
