% ISB File: Aazaad_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apalam chapalam chap laayii re}%
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata, Usha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

apalam chapalam
chap laayii re duniyaa ko chho.D
terii galii aayii re aayii re aayii re
apalam chapalam   \threedots

ba.Daa majabuur kiyaa, haay! tere pyaar ne
maar diyaa maar diyaa, haay! tere pyaar ne
ab pachhataaye dil, haay! kit jaaye dil
kaahe ko ye aag lagaayii re lagaayii re lagaayii re
apalam chapalam   \threedots

Te.Dhaa me.Dhaa khel hai ye pyaar jo mai.n jaanatii
bhuul ke bhii baat kabhii dil kii na maanatii
dil beimaan huaa, dekho jii paraayaa huaa
roye roye jaaN ga.Nvaayii re ga.Nvaayii re ga.Nvaayii re
apalam chapalam   \threedots

daGaa dene vaalaa dekho kaisaa daGaa de gayaa
chho.D gayaa yaad aur dil meraa le gayaa
mai.n ne hii qusuur kiyaa, aise ko jo dil diyaa
sudh budh sab bisaraa_ii re
apalam chapalam   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho jii bahaar aayi, baaGo.n me.n khilii.n kaliyaa.N}% 
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
% Producer: Pakshiraja Studios

% Contributor:  rameshh@acad1.tp.ac.sg (Ramesh Hariharan)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

(dekhojI bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n ) \-2 
aanaa hai to aajaao, suunii hai.n merI galiyaa.n 
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n 

duniyA se jo Darate ho 
khvaabo.n me.n chale aao \- 2 
do bol muhabbat ke 
tanahaaI me.n kah jaao \- 2 
aajaao manaa le.nge, sapano.n me.n ra.ng\-raliyaa.n 
aanaa hai to aajaao, suunii hai merI galiyaa.n 
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n 

ham dil se tumhaare hai.n 
ye kah bhI nahii.n sakate \- 2 
aur tum se judaa ho kar 
ham rah bhI nahii.n sakate \- 2 
tum bin aashaao.n kii, kaise khilii kaliyaa.n 
aana hai.n to aajaao, suunii hai.n merI galiyaa.n 
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa rii jaa rii o kaarii badariyaa}%
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

jaa rii jaa rii o kaarii badariyaa
mat baraso re merii nagariyaa
parades gaye hai.n saa.Nvariyaa
jaa rii jaa rii   \threedots

kaahe ghir ghir shor machaaye rii
meraa naram karejavaa jalaaye rii
meraa manavaa jale, koii bas na chale
haay! tak tak ke suunii Dagariyaa
jaa rii jaa rii   \threedots

ja_iyo ja_iyo rii desh piyaa ke
kahiyo dukha.De tuu mere jiyaa ke
kahiyo chham chham roye, akhiyaa.N na soye
huii yaad me.n pii kii baa.Nvariyaa
jaa rii jaa rii   \threedots


#endindian
\endsong


% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii Kaamosh rahate hai.n ... pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N}%
\film{Aazaad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata, Male Voice}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12076 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

la \:	kabhii Kaamosh rahate hai.n
	kabhii ham aah bharate hai.n
	kisii ke vaaste kyaa\-kyaa sitam
	is dil pe karate hai.n

	jo wo nazaro.n me.n nazare.n Daal kar
	Kud ham se ye puuchhe.n
	to dil pe haath rakh kar
	ham bhii kah de.n

##male## \:	kyaa

la \:	tum pe marate hai.n

##male## \:	waah waah waah
	subahaan allaah

la \:	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N \-2
	( taras rahii.n a.nkhiyaa.N
	baras rahii.n a.nkhiyaa.N ) \-2
	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N

	ko_ii qadamo.n me.n unake jaa ke
	rakh aaye mere dil ko
	ke unake saamane khulatii nahii.n
	zaalim zabaa.N merii

	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N \-2
	( taras rahii.n a.nkhiyaa.N
	baras rahii.n a.nkhiyaa.N ) \-2
	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N

	kisii kaa ho ke bhii
	usase judaa rahanaa hii pa.Dataa hai
	mohabbat ne diyaa jo Gam
	wo Gam sahanaa hii pa.Dataa hai
	aa
	kahaa.N tak dard\-e\-dil ko_ii
	chhupaaye apane siine me.n
	ta.Dap uThataa hai jab ye dil
	to ye kahanaa hii pa.Dataa hai

##male## \:	kyaa

la \:	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N \-2
	( taras rahii.n a.nkhiyaa.N
	baras rahii.n a.nkhiyaa.N ) \-2
	pii ke daras ko taras rahii.n a.nkhiyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanaa hasii.n hai mausam, kitanaa hasii.n safar hai}% 
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:  Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

l: kitanaa hasii.n hai.n mausam, kitanaa hasii.n safar hai
chi: sAthI hai khUbasuurat, ye mausam ko bhI khabar hai
kitanaa hasii.n \threedots

chi: milatii nahii.n hai.n ma.nzil, rAhI jo ho akelaa
do ho to phir jahaa.N bhI, chaahe lagaa lo melaa
dil mil gaye to phir kyA, j.ngal bhI ek ghar hai
sAthI hai khUbasuurat, ye mausam ko bhI khabar hai
kitanaa hasii.n \threedots

l: nA jaane havaae.n kyA kahanaa chaahatii hai.n \- 2
pa.nchhii terI sadaaye.n kyA kahanaa chaahatii hai.n \- 2
kuchh to hai aaj jisakaa, har chiiz par asar hai
chi: sAthI hai khUbasuurat, ye mausam ko bhI khabar hai 
kitanaa hasii.n \threedots

chi: kudarat ye kah rahii hai, aa dil se dil milaa le
ulafat se aag lekar, dil kA diyaa jalaale
sachchii agar lagan hai, phir kisakaa tujhako Dar hai
sAthI hai khUbasuurat, ye mausam ko bhI khabar hai
kitanaa hasii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanii javaa.N hai raat koii yaad aa gayaa}%
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumari, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kitanii javaa.N hai raat koii yaad aa gayaa
ba.Dhane lagii hai baat koii yaad aa gayaa

phir aa gayii chaman me.n guzarii hu_ii bahaar
rahane lagaa kisii kaa phir dil ko i.ntazaar
ab hogii mulaaqaat koii yaad aa gayaa
ba.Dhane lagii hai baat   \threedots

phir yaad aa rahe.n hai.n guzare hue zamaane
dil gunagunaa rahaa hai bhuule hue taraane
tanhaa_ii aur ye raat koii yaad aa gayaa
ba.Dhane lagii hai baat   \threedots

aa.Nkho.n se nii.nd jaane u.D kar kahaa.N ga_ii hai
vo bhii vahii.n pe ho.nge nindiyaa jahaa.N ga_ii hai
shaayad yahii hai baat koii yaad aa gayaa
ba.Dhane lagii hai baat   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam na aayaa}%
\film{Aazaad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Raghunath Jadav, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

ko:	maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam naa aayaa
	dii jaan magar de ke bhii aaraam naa aayaa \-2

ra:	haa.N
	kahate hai.n jise ishq qayaamat kii balaa hai
	sholaa hai kabhii aur kabhii baad\-e\-sabaa hai
	haa.N
	ashko.n kaa sama.ndar hai to aaho.n kaa Kazaanaa
	sunate chale aaye azal se ye fasaanaa
	is qisse kaa lekin kabhii a.njaam naa aayaa \-2
ko:	maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam naa aayaa
	dii jaan magar de ke bhii aaraam naa aayaa \-2

ra:	haa.N
	marane kii mohabbat me.n azaa aur hii kuchh hai
	is zahar ke piine kaa mazaa aur hii kuchh hai
	haa.N
	marate hai.n to marane kii shikaayat nahii.n karate
	dilawaalo.n dikhaane kii mohabbat nahii.n karate
	ab tak to mohabbat me.n ye ilzaam naa aayaa \-2
ko:	maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam naa aayaa
	kisii kaam naa aayaa
	dii jaan magar de ke bhii aaraam naa aayaa \-2

ra:	haa.N
	hotaa na agar ishq to duniyaa bhii naa hotii
	jiine kii kisii dil me.n tamannaa bhii naa hotii
	haa.N
	bijalii me.n chamak taaro.n me.n ye nuur na hotaa
	laharo.n ko machalanaa kabhii  ma.nzuur naa hotaa
	kyaa lutf jo ho.nTho.n pe ye hii jaam naa aayaa \-2
ko:	maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam naa aayaa
	kisii kaam naa aayaa
	dii jaan magar de ke bhii aaraam naa aayaa \-2
	maranaa bhii mohabbat me.n kisii kaam naa aayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na bole, na bole, na bole re, ghuu.NghaT ke paT naa khole re}%
\film{Azad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Easwar Srinivasan (esriniv@eos.ncsu.edu)
% Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu)

\printtitle
#indian

naa bole, naa bole, naa bole re \- 2
(ghuu.NghaT ke paT naa khole re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re ) \- 2

raadhaa kii laaj bharii a.Nkhiyo.n ke Dore 
dekhoge kaise ab gokul ke chhore 
dekho mohan kaa manavaa Dole re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re 
naa bole, naa bole, naa bole re 
ghuu.NghaT ke paT naa khole re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re 

yaad karo jamunaa kinaare, saa.Nvariyaa \- 2
o.Dhii thii raadhaa kii kaahe gagariyaa 
is kaaran naa tum sa.ng bole re 
raadhaa naa bole, naa bole re 
naa bole, naa bole, naa bole, naa bole re 
ghuu.NghaT ke paT naa khole re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re 

ruuThii huii yuu.N naa maanegii chhaliyaa 
charaNo.n me.n raadhaa ke, rakh do muraliyaa \- (2)
baat ban jaayegii haule haule re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re 
naa bole, naa bole, naa bole re 
ghuu.NghaT ke paT naa khole re 
raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o baliye o baliye chal chaliye kahaa.N chale.n}%
\film{Aazaad}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata, Usha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

la:	o baliye o baliye chal chaliye
u:	kahaa.N chale.n
la:	aa chale.n wahaa.N dil mile.n jahaa.N \-2
	to dekhe naa ko_ii baliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
u:	aa chale.n wahaa.N dil mile.n jahaa.N \-2
	to dekhe naa ko_ii baliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
la:	baliye o baliye chal chaliye

u:	is jag kii riit hai jhuuThe miit na ko_ii kisii kaa \-2
la:	yahaa.N sabakii priit hai jhuuThii \-2
	miit na ko_ii kisii kaa
	yahaa.N kyaa rahanaa kyuu.N Gam sahanaa
u:	yahaa.N kyaa rahanaa kyuu.N Gam sahanaa
	chal duur yahaa.N se chaliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
	aa chale.n wahaa.N dil mile.n jahaa.N
	to dekhe naa ko_ii baliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
la:	baliye o baliye chal chaliye

la:	( ye duniyaa nafarat kaa ghar baar pyaar na jaane ko_ii
u:	zamaanaa matalab kaa hai yaar  pyaar na jaane ko_ii ) \-2
la:	le meraa haath aa mere saath
do:	le meraa haath aa mere saath
	chal duur yahaa.N se chaliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
	aa chale.n wahaa.N dil mile.n jahaa.N
	to dekhe naa ko_ii baliye
	yahaa.N aa.Nkh la.De sa.nsaar jale
	chal duur yahaa.N se chaliye
la:	baliye o baliye chal chaliye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
