% ISB File: Aazaad_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaan kii qasam sach kahate hai.n ham}%
\film{Aazaad}%
\year{1978}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra, Ajeet, Shoma Anand}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

la:	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	Kushii ho yaa Gam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
	are jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	Kushii ho yaa Gam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
	ye waadaa haa.N waadaa ye waadaa rahaa

ki:	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	Kushii ho yaa Gam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa

la:	tho.Daa tum chalanaa tho.Daa mai.n chaluu.Ngii
	ma.nzil paas aa jaayegii
	tho.Daa tum ha.Nsanaa tho.Daa mai.n ha.Nsuu.Ngii
	jab bhii udaasii chhaa jaayegii
	ye waadaa
ki:	haa.N waadaa
la:	ye waadaa rahaa
	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	bahot ho yaa kam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa

ki:	kuchh tum jalanaa kuchh mai.n jaluu.Ngaa
	dil me.n aag jab lagegii
	ho dono.n me.n ko_ii pyaasaa rahaa to
	dono.n kii pyaas naa bujhegii
	ye waadaa
la:	haa.N waadaa
ki:	ye waadaa rahaa
	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	jo bhii ho sitam
la:	baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa

ki:	ho ho
la:	laa laa
ki:	huu.N huu.N
la:	ho ho

ki:	kiyaa hai jo waadaa sab kuchh aadhaa
	kahii.n pyaar na aadhaa rah jaaye
la:	ho aisaa nahii.n hogaa aisaa honaa ho to
	TuuT ke ye waadaa rah jaaye
ki:	ye waadaa
la:	haa.N waadaa
ki:	ye waadaa rahaa
la:	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	sab kuchh balam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa

do:	jaan kii qasam sach kahate hai.n ham
	Kushii ho yaa Gam baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
ki:	baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
la:	ho baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
ki:	baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa
la:	baa.NT le.nge ham aadhaa\-aadhaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raajuu chal raajuu apanii mastii me.n tuu}%
\film{Aazaad}%
\year{1978}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra, Ajeet, Shoma Anand}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11589 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raajuu chal raajuu apanii mastii me.n tuu
ko_ii ji_e yaa mare kyaa hamako baabuu
raajuu chal raajuu \threedots

maanaa ke hasii.n hai.n duniyaa ke mele
ab to ham bhii rahe.nge mele me.n akele
jab tak na ho jaa_e apanaa dil beqaabuu
raajuu chal raajuu \threedots

jag me.n jo buraa hai ham dekhe.n na sune.n
kaa.NTo.n ko haTaa ke phuulo.n ko chune.n
sab duniyaa begaanii do apane mai.n aur tuu
raajuu chal raajuu \threedots

pariyaa.N ye kahaa.N le chalii aa_ii.n gaa.Nv me.n
aa_e nii.nd haay zulfo.n kii chhaa.Nv me.n
ham pe na chal jaa_e in zulfo.n kaa jaaduu
raajuu chal raajuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
