% ISB File: AbKeBaras_2001(NON-FILM).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{abake baras vo haal hai}%
\film{Ab Ke Baras (Non-Film)}%
\year{2001}%
\starring{}%
\singer{Sunita Rao}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Shyam Anuragi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

abake baras vo haal hai lagaa gazab kaa saal hai jii
ho jiyaa moraa bas me.n na aa_e raamaa haay raamaa 
mast nazar kaa jaal hai bahakii bahakii chaal hai jii
jiyaa moraa bas me.n \threedots

abake baras haa.n abake baras
abake baras vo haal hai jii
ra.ng aramaano.n kaa barase
piyaa mere piyaa tuu aa jaanaa
chaahat pi.njare me.n tarase
ab na mujhe tuu tarasaanaa
dha.Dakan me.n sur taal hai
phir bhii man behaal hai jii
ho jiyaa moraa bas me.n \threedots

shabanam gaalo.n pe Dole
aa_e ko_ii aa_e mujhe apanaa_e
e he
a.nga.Daa_ii mose bole
meraa ko_ii meraa ab ban jaa_e
baahar to barasaat hai
man me.n pyaar kii baat hai jii
ho jiyaa moraa bas me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
