% ISB File: Adaa_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n unase pyaar ho gayaa}%
\film{Adaa}%
\year{1951}%
\starring{Rehana, Shekhar, Gope}%
\singer{Lata Mangeshkar}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Dec 11, 2002
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n unase pyaar ho gayaa \-2
mai.n na jaanuu.N kyo.n yah dil beqaraar ho gayaa \-2
aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n unase pyaar ho gayaa \-2

pataa puuchhatii huu.N unakaa sitaaro.n se \-2
dil luuT ga_e meraa jo ishaaro.n se \-2
baato.n\-baato.n me.n ko_ii diladaar ho gayaa \-2
mai.n na jaanuu.N kyo.n yah dil beqaraar ho gayaa \threedots

sukh\-chain gayaa a.Nkhiyo.n me.n nii.nd nahii.n \-2
ab mai.n huu.N kahii.n aur vo hai.n kahii.n \-2
haay meraa saponaa sa.nsaar ho gayaa \-2
mai.n na jaanuu.N kyo.n yah dil beqaraar ho gayaa \threedots

vo jaane yaa na jaane ham unake hai.n \-2
vo maane yaa na maane ham unake hai.n \-2
jo bhii honaa thaa vah to ik baar ho gayaa \-2
mai.n na jaanuu.N kyo.n yah dil beqaraar ho gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay dil gayaa dil gayaa dekho dekho}%
\film{Adaa}%
\year{1951}%
\starring{Shekhar, Rehana, Gope}%
\singer{Kishore}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12062 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

he
dil gayaa dil gayaa
dekho dekho dekho meraa dil gayaa
ye gayaa wo gayaa
dekho dekho dekho meraa dil gayaa ) \-2

haay
dil gayaa dil gayaa
dekho dekho dekho meraa dil gayaa
ye gayaa wo gayaa
dekho dekho dekho meraa dil gayaa

aa.Nkh milii dil kidhar gayaa
gore gaalo.n par phisal gayaa
machal gayaa dil machal gayaa
haath se mere nikal gayaa

hay dil gayaa
hay dil gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa
hay ye gayaa
hay wo gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa

hay dil gayaa
hay dil gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa
ye gayaa wo gayaa
dekho dekho dekho meraa dil gayaa

hai kisii kii patalii kamar
aur kisii kii tirachhii nazar
ko_ii kahe hai aavo idhar
dil kahe hai jaavo udhar

hay dil gayaa
hay dil gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa
ye gayaa wo gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa

dil sabako chaahe duu.N kise dil
ye bhaaye wo bhaaye duu.N kise dil
ko_ii mujhe samajhaaye duu.N kise dil
ek to hai dil haay duu.N kise dil

hay dil gayaa
hay dil gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa
hay ye gayaa wo gayaa
hay dekho dekho dekho meraa dil gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo tum karo mai.n kar sakataa huu.N ba.Dh ke}%
\film{Adaa}%
\year{1951}%
\starring{Shekhar, Rehana, Gope}%
\singer{Kishore, Shamshad}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12063 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ki \:	( jo tum karo mai.n kar sakataa huu.N ba.Dh ke
	ajii ba.Dh ke
sha \:	mai.n kar sakatii huu.N tumase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke ) \-2

	mai.n uu.Nche suro.n me.n gaa_uu.N
ki \:	mai.n tumase bhii uu.Nchaa gaa_uu.N
sha \:	hoy mai.n uu.Nche suro.n me.n gaa_uu.N
ki \:	ajii mai.n tumase bhii uu.Nchaa gaa_uu.N

ki \:	sa re ga
sha \:	re ga ma
ki \:	ga ma pa
sha \:	ma pa dha
ki \:	pa dha ni
sha \:	dha ni pa
ki \:	ni sa re re re
sha \:	sa re ga re ga ma ma pa dha

sha \:	( jo tum karo mai.n kar sakatii huu.N ba.Dh ke
	ajii ba.Dh ke
ki \:	mai.n kar sakataa huu.N tumase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke ) \-2

ki \:	( mai.n jhaT\-paT jhaTaa\-paT boluu.N
sha \:	mai.n phaT\-phaT phaTaa\-phaT boluu.N ) \-2
ki \:	jhaT\-paT jhaT\-paT
sha \:	phaT\-phaT phaT\-phaT
ki \:	are jhaT\-paT jhaT\-paT
sha \:	phaT\-phaT phaT\-phaT ) \-3
sha \:	turrr

sha \:	( jo tum karo mai.n kar sakatii huu.N ba.Dh ke
	ajii ba.Dh ke
ki \:	mai.n kar sakataa huu.N tumase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke ) \-2

sha \:	( mai.n dhiire\-dhiire boluu.N
ki \:	mai.n tumase bhii dhiire boluu.N ) \-2
ki \: aa_o dil kii baat kare.n
sha \: aaj tumase duur hai
ki \:	ham tum pe marate hai.n
sha \:	ham tumase Darate hai.n
ki \:	ham jaan luTaate hai.n
sha \:	ham jaan chhu.Daate hai.n
ki \:	ham dil ke
sha \:	tum dil ke khoTe ho
	tum bepe.ndii ke loTe ho
	Dabal roTe ho
	tum bahut hii moTe ho
ki \:	aa_uu.n
sha \:	aa.n

sha \:	( jo tum karo mai.n kar sakatii huu.N ba.Dh ke
	ajii ba.Dh ke
ki \:	mai.n kar sakataa huu.N tumase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke ) \-2

sha \:	( mai.n miithaa\-miiThaa gaa_uu.N
ki \:	mai.n tumase bhii miiThaa gaa_uu.N ) \-2

sha \:	 jiyaa beqaraar hai
	chhaa_ii bahaar hai
	aajaa more baalamaa
	teraa i.ntazaar hai

	 jiyaa beqaraar hai
	chhaa_ii bahaar hai
	aajaa more baalamaa
ki \:	baalam aay baso mere man me.n
	baa

sha \:	jo tum karo mai.n kar sakatii huu.N ba.Dh ke
	ajii ba.Dh ke
ki \:	tum kar sakataa ho mujhase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke

sha \:	jo tum karo mai.n kar sakatii huu.N ba.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke
ki \:	tum kar sakataa ho mujhase bhii ba.Dh\-cha.Dh ke
	ba.Dh\-cha.Dh ke \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{priitam merii duniyaa me.n do din to rahe hote}%
\film{Adaa}%
\year{1951}%
\starring{Shekhar, Rehana, Gope}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Nov 28, 2002
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

priitam merii duniyaa me.n do din to rahe hote
ham prem ke saagar me.n ik saath bahe hote

gar yuu.N hii bichha.Danaa thaa ham se tujhe o zaalim
do bol mohabbat ke ham se na kahe hote

bedard agar tujhako Gairo.n hii kaa honaa thaa
vaade vo vafaa_o.n ke ham se na ki_e hote

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa}%
\film{Ada}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

\printtitle
#indian

saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 
aramaano.n ne lii a.ngaraa_ii 
aramaano.n ne lii a.ngaraa_ii re piyaa 
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 
saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 

(aake sapano.n me.n giit sunaa gaye) \- 2
(sote sote me.n aan jagaa gaye) \- 2
phir a.nkhiyo.n ko nii.nd na aa_ii, na aa_ii, na aa_ii re, piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 
saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 

(dekho merii ye na_ii na_ii priit hai) \- 2
(mere ho.nTho.n pe pahalaa pahalaa giit hai) \- 2
mai.n ne jiivan kii jyot jagaa_ii, jagaa_ii, jagaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 
saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 

(base naino.n me.n nain tumhaare hai.n) \- 2
(merii duniyaa me.n chamake sitaare hai.n) 2
mai.n ne sapano.n kii sej sajaa_ii, sajaa_ii, sajaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 
saa.Nvarii suurat man bhaa_ii re piyaa
torii saa.Nvarii suurat man bhaa_ii 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sab kuchh karanaa is duniyaa me.n}%
\film{Adaa}%
\year{1951}%
\starring{Rehana, Shekhar}%
\singer{S D Batish, Asha}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Saraswati Kumar 'Deepak'}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11892 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aa \:	sab kuchh karanaa is duniyaa me.n
	pyaar na karanaa bhuul ke
	kabhii kisii se apanii aa.Nkhe.n
	chaar na karanaa bhuul ke
	jii pyaar na karanaa bhuul ke
es \:	sab kuchh kahanaa ye mat kahanaa
	pyaar na karanaa bhuul ke
	nazare.n milaa ke ulfat se
	inkaar na karanaa bhuul ke
aa \:	jii pyaar na karanaa bhuul ke

aa \:	pyaar kiyaa thaa parawaane ne
	shamaa ne usako jalaa diyaa
es \:	jalane kaa hii naam hai milanaa
	pyaar ne unako milaa diyaa
aa \:	milane kii is riit ko tum
	aKtyaar na karanaa bhuul ke
	kabhii kisii se apanii aa.Nkhe.n
	chaar na karanaa bhuul ke
	jii pyaar na karanaa bhuul ke

	pyaar karoge pachhataa_oge
	ye duniyaa badanaam karegii
	badanaam karegii
es \:	laakh kare badanaam mohabbat
	apanaa uu.Nchaa naam karegii \-2
aa \:	aise uu.Nche naam kaa tum
	byopaar na karanaa bhuul ke
	kabhii kisii se apanii aa.Nkhe.n
	chaar na karanaa bhuul ke
	jii pyaar na karanaa bhuul ke

es \:	pyaar kare.nge nahii.n Dare.nge
	binaa pyaar ke duniyaa kyaa hai
	duniyaa kyaa hai
aa \:	binaa pyaar kii duniyaa sachchii
	pyaar kii duniyaa me.n dhokhaa hai
es \:	pyaar me.n dhokhe kii baate.n
	sarakaar na karanaa bhuul se
aa \:	kabhii kisii se

es \:	sab kuchh kahanaa ye mat kahanaa
	pyaar na karanaa bhuul ke
aa \:	nazare.n milaa ke ulfat se
	inkaar na karanaa bhuul ke \-2

do \:	sab kuchh kahanaa ye mat kahanaa
	pyaar na karanaa bhuul ke
	nazare.n milaa ke ulfat se
	inkaar na karanaa bhuul ke \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sachchii baate.n bataane me.n}%
\film{Ada}%
\year{1951}%
\starring{Shekhar, Rehana, Gope}%
\singer{Geeta}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Saraswati Kumar Deepak}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Feb 3, 2000

\printtitle
#indian

sachchii baate.n bataane me.n kaisii sharam
hu_e mere balam hu_e mere balam
meraa man hai magan mujhe kis baat kaa Gam
hu_e mere balam hu_e mere balam

Gair unako bahut bahakaate rahe
apanii jhuuThii adaa_e.N dikhaate rahe
to.D unakaa bharam ai mere sanam
hu_e mere balam hu_e mere balam

char din gin hii duniyaa me.n priitam rahe
unake laakho.n sitam kabhii mai.n ne sahe
aaj rote hai.n vo aur ha.Nste hai ham
hu_e mere balam hu_e mere balam

kabhii aa.Nkhe.n uThaa ke chalate the jo
aaj nazare.n jhuukaaye yahaa.N baiThe hai.n vo
unake haalat pe aataa hai ham ko raham
hu_e mere balam hu_e mere balam

#endindian 
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
