% ISB File: Adaalat_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dupaTTaa meraa malamal kaa ra.ng saleTii halakaa}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Pradeep Kumar, Nargis, Pran, Achala Sachdev, Yaqub, Murad}%
\singer{Asha, Geeta, Chorus}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

o ho
aa \: dupaTTaa meraa malamal kaa ra.ng saleTii halakaa haa
	dupaTTaa meraa malamal kaa ra.ng saleTii halakaa
gii \:	zamaanaa luT jaayegaa oy sar se agar Dhalakaa \-2

aa \:	baTan mere kurte ke haay chanave
	baTan mere kurte ke sitaare aasamaanii sajanaa
gii \: hoy isii liye dekhaa naa a.ndheraa kabhii tere a.nganaa \-2

aa \: o tumasaa bhii ko_ii naa haay chanave
	o tumasaa bhii ko_ii naa zamaane me.n niDar hogaa
gii \:	wahii.n pe dam to.De.nge jahaa.N pe teraa dar hogaa
	haay wahii.n pe dam to.De.nge jahaa.N pe teraa dar hogaa

aa \:	dupaTTaa meraa malamal kaa ra.ng saleTii halakaa
gii \:	zamaanaa luT jaayegaa o sar se agar Dhalakaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa jaa re jaa saajanaa}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Pradeep Kumar, Nargis, Pran, Achala Sachdev, Yaqub, Murad}%
\singer{Lata/ Asha}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

% Lata part

jaa jaa re jaa saajanaa
( jaa jaa re jaa saajanaa
kaahe sapano.n me.n aaye
jaa ke des paraaye
bewafaa ) \-2
jaa jaa re jaa saajanaa

( tujhako Garaz kyaa merii wafaa se
jiyuu.N yaa maruu.N mai.n terii balaa se ) \-2
o
jaa jaa re jaa saajanaa
kaahe sapano.n me.n aaye
jaa ke des paraaye
bewafaa
jaa jaa re jaa saajanaa

% Asha part

jaa jaa re jaa re jaa re
jaa jaa jaa
jaa jaa jaa baalamaa \-2
kaahe sapano.n me.n aaye
jaa ke des paraaye
bewafaa
jaa jaa jaa baalamaa \-2

dil to diyaa thaa tujhe ba.De aramaan se \-2
pyaar lagaayaa bhii to kis be_iimaan se \-2
de hii gayaa jo daGaa
saiyaa.N jaa jaa jaa baalamaa
jaa jaa jaa baalamaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaanaa thaa hamase duur, bahaane banaa liye}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu), Neha Desai

\printtitle
#indian

jaanaa thaa hamase duur, bahaane banaa liye
ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye
jaanaa thaa \threedots

ruKasat ke vaqt tumane jo aa.Nsuu hame.n diye
un aa.Nsuo.n se hamane, fasaane banaa liye
ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye
jaanaa thaa \threedots

dil ko mile jo daaG jigar ko mile jo dard
un daulato.n se hamane khazaane banaa liye
ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye
jaanaa thaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab din hasiin, dil ho javaa.N}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Nargis, Jeevan}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu)
% Transliterator: Anurag Acharya (anurag_acharya@cs.cmu.edu)
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

ra: jab din hasI.n 
aa: dil ho javA.N 
ra: kyo.N nA manaaye pikanik 
ra: jab din hasI.n dil ho javaa.N kyo.N na manaaye.n pikanik 
aa: sIne me.n aag ho.nTho.n pe raag milajula ke gAye.n pikanik 

ra: o \threedots sAIkal savAr bA.Ndhe kaTAr lo ham chale 
aa: ye \threedots ja.ngal ke paar hirano.n kI dhAr jaise chale 
ko: hip hip hure.r! 
dono: mausam pe ra.ng dil me.n uma.ng phir kyo.n nA jaaye.n pikanik 

ra: o \threedots pAnI kA shor laharo.n kA jor aa to.D de.n 
aa: O \threedots tUphAn me.n naav milajula ke Ao sab chho.D de.n 
ko: hip hip hure.r! 
dono: saahil pe dUr jaake huzUr aisI jamAye.n pikanik 

ra: o \threedots ye din ajIb hamatum karIb hAy phir kahA.N 
aa: o \threedots mastI ke khel aapas kA mel hAy phir kahA.N 
ko: hip hip hure.r! 
zulfo.n ke Daal u.Date rumaal ra.ngI.n banAye.n pikanik 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unako ye shikaayat hai ke ham, kuchh nahii.n kahate}%
\film{Adaalat}%
\year{}%
\starring{Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:  Ajay P Nerurkar on RMIM (apn@cs.buffalo.edu)
% Transliterator:  Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

un ko ye shikAyat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate \- 2)
apanI to ye aadat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate \- 2)

majabUr bahaut karatA hai ye, (dil to zubaa.n ko \- 2)
kuchh aisI hI haalat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate \- 2) 
apanI to ye aadat \threedots

kahane ko bahaut kuchh thA agar, (kahanepe aate \- 2)
duniyA kI inaayat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate \- 2)
apanI to ye aadat \threedots

kuchh kahanepe tUfAn (uThA letI hai duniyA \- 2)
ab isape qayAmat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate \- 2) 
apanI to ye aadat \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yuu.N hasarato.n ke daaG muhabbat me.n dho liye}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor & Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) 
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Surajit Bose

\printtitle
#indian

yU.N hasarato.n ke dAG, muhabbat me.n dho liye
khud dil se dil kI bAt kahI, aur ro liye
yU.N\threedots

ghar se chale the ham to, khushI kI talAsh me.n \-2
khushI kI talAsh me.n
Gam rAh me.n kha.De the vahI, sAth ho liye
khud dil se dil kI bAt kahI, aur ro liye
yU.N\threedots

murajhaa chukaa hai phir bhii ye dil phuul hii to hai
haa.N phuul hii to hai
ab aap kii Khushii ise kaa.NTo.n me.n toliye
khud dil se dil kii baat kahii, aur ro liye
yuu.N   \threedots

ho.nTho.n ko sI chuke to, zamAne ne ye kahA \- 2
zamAne ne ye kahA
ye chup sI kyo.n lagI hai ajI, kuchh to boliye
khud dil se dil kI bAt kahI, aur ro liye
yU.N\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zamii.n se hame.n aasamaa.N par biThaa ke giraa to na doge}%
\film{Adaalat}%
\year{1958}%
\starring{Pradeep Kumar, Nargis, Pran, Achala Sachdev, Yaqub, Murad}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10552 [V S Rawat], U.V. Ravindra

\printtitle
#indian

do \:	aa aa aa

aa \:	zamii.n se hame.n aasamaa.N par
	biThaa ke giraa to na doge
ra \:	agar ham ye puuchhe.n ke dil me.n
	basaa ke bhulaa to na doge
aa \:	zamii.n se hame.n \threedots
ra \:	agar ham ye puuchhe.n \threedots

aa \:	( ai raat is vaqt aa.Nchal me.n tere
	jitane bhii hai.n ye sitaare ) \-2
ra \:	jo de de tuu mujhako to phir mai.n luuTaa duu.N
	kisii kii nazar pe ye saare
aa \:	aa
	kaho ke ye ra.ngiin sapane
	sajaa ke miTaa to na doge
ra \:	agar ham ye puuchhe.n \threedots

aa \:	( tumhaare sahaare nikal to pa.De hai.n
	hai ma.nzil kahaa.N dil na jaane ) \-2
ra \:	jo tum saath doge to aa_egii ek din
	ma.nzil gale se lagaane
aa \:	aa
	itanaa to dil ko yaqii.n hai
	hame.n tum daGaa to na doge
ra \:	agar ham ye puuchhe.n \threedots

do: aahaa\-haa haahaa\-haa haahaa\-haa
    la\-laa\-laa la\-laa\-laa la\-laa\-laa
    m.h\-h.hm.h h.hm.h\-h.hm.h\-h.hm.h h.hm.h\-h.hm.h\-h.hm.h
    aahaa\-haa haahaa\-haa haahaa\-haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
