% ISB File: Adhikaar_1938.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{barakhaa kii raat aa_ii manavaa}%
\film{Adhikar}%
\year{1938}%
\starring{P C Barua, Jamuna Barua, Pankaj Mullick}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Timir Baran}%
\lyrics{Munshi Arzoo}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Date: Nov 30, 2000

\printtitle
#indian

barakhaa kii raat aa_ii manavaa
kar le man kaa baat
garajat sa.nkaT kaa badaravaa
duHkh kii pa.Dat phuhaar
manavaa kar le man kaa baat \threedots

kaarii rainaa naagin achakaa_e
jiyaaraa dekh Daraa_e
meghaa garaje jiyaaraa laraje
kholo man kaa dvaar
manavaa kar le man laa baat \threedots

nainan se nainaa muskaaye
chhaaye jagat ujiyaaraa
man me.n jhar jhar amR^it barase
jaisa saavan kii phuhaar
manavaa kar le man kaa baat \threedots

aa_o barakhaa rut me.n bole
byaakul man ke bain
chho.D jagat kii ulTii riiti
jhuuThaa hai sa.nsaar
manavaa kar le ma kaa baat \threedots

\endindian
#endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa}%
\film{Adhikaar}%
\year{1938}%
\starring{P C Barua, Jamuna Barua, Pankaj Mullick}%
\singer{Pahari Sanyal, Pankaj Mullick}%
\music{Timir Baran}%
\lyrics{Munshi Arzoo/ Rasheed}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa \-2
swarg bharii wo prem kii rainaa \-2
kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa

( bagiyan me.n mil\-jul ke jaanaa
phuulo.n kaa wo mahal banaanaa ) \-2
dulhaa\-dulhan ban byaah rachaanaa \-2
aa.Nchal Dhal ko jan me.n phiranaa
pyaaraa sapanaa
kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa

( haay achaanak hu_aa saveraa
jag maayaa ne man ko gheraa ) \-2
uja.D gayaa wo rain baseraa \-2
TuuT gayaa ha.Nso.n kaa Dainaa \-2
kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa

% Dainaa: feather

swarg bharii wo prem kii rainaa \-2
kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa

( ab wo din hai.n na prem kii raate.n
yaad magar hai.n pyaar kii baate.n ) \-2
man lene kii bholii ghaate.n \-2
laaj bhare tore do nainaa \-2
pyaaraa sapanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suhaag kii raat aa_ii sajanii}%
\film{Adhikaar}%
\year{1938}%
\starring{P C Barua, Jamuna Barua, Pankaj Mullick}%
\singer{Pahari Sanyal}%
\music{Timir Baran}%
\lyrics{Munshi Arzoo/ Rasheed}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

suhaag kii raat aa_ii sajanii kaahe bhare tore nainaa \-2
suhaag kii raat

aa.Ngan me.n toraa chaa.Nd ha.Nsat hai \-2
pawan rachat madhu bain sajanii \-2
kaahe bhare tore nainaa
suhaag kii raat aa_ii sajanii kaahe bhare tore nainaa
suhaag kii raat

phaagun me.n chit hot udaasii waahii ke sun bainaa \-2
sohii kaaran bh_ii udaasii dhar naa rai more nainaa
haa.N sohii kaaran bh_ii udaasii dhar naa rai more nainaa
sajanii dhar naa rai more nainaa
suhaag kii raat aa_ii sajanii kaahe bhare tore nainaa
suhaag kii raat

saajan tohe aan pukaare kaahe ghuu.NghaT kaa.Dhe \-2
a.Nkhiyan me.n sakhii kaajar phero \-2
aan baso more nain
suhaag kii raat aa_ii sajanii kaahe bhare tore nainaa
suhaag kii raat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
