% ISB File: Adhikaar_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aisii chiiz sunaa_e.N ... jiinaa to hai usii kaa}%
\film{Adhikaar}%
\year{1971}%
\starring{Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Ramesh Pant}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11524 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aisii chiiz sunaa_e.N ki mahafil de taalii pe taalii
varanaa apanaa naam nahii.n banne khaa.N bhopaalii
munne miyaa.N badhaa_ii bano Kush honahaar
dono.n jahaa.N kii Kushiyaa.N ho.n aap pe nisaar
bachapan ho Kushagavaar javaanii sadaabahaar
allaah kare ye din aa_e hazaar baar

jiinaa to hai usii kaa jisane ye raaz jaanaa
hai kaam aadamii kaa auro.n ke kaam aanaa

kisii ne kahaa tuu hai taaro.n kaa raajaa
kisii ne du_aa dii kisii ne dii badhaa_ii
sabakii aa.Nkho.n kaa tuu taaraa bane
terii hii roshanii me.n chamake teraa gharaanaa

dil lagaakar tuu pa.Dhanaa hameshaa aage ba.Dhanaa
sach kaa daaman na chhuuTe chaahe ye duniyaa ruuThe
kaam tuu achchhaa karanaa sirf allaah se Daranaa
sabhii ko gale lagaa kar mohabbat me.n luT jaanaa

mohabbat vo Kazaanaa hai kabhii jo kam nahii.n hotaa
hai jisake paas daulat use kuchh Gam nahii.n hotaa
teraa\-meraa karake jo marate unako ye samajhaanaa

suurat pe maashaa allaah vo baat hai abhii se
ta.Dape.nge dil hazaaro.n guzaroge jis galii se
Dolii me.n jab biThaakar laa_oge phulajha.Dii ko
zindaa rahe to ham bhii dekhe.nge us gha.Dii ko
agar allaah ne chaahaa to ham us dil bhii aa_e.Nge
badhaa_ii hamane gaa_ii hai to ham seharaa bhii gaa_e.Nge
chaa.Nd\-suuraj bhii aa_e.Nge niiche duulhaa\-dulhan ke piichhe
hai kaam aadamii kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koii maane yaa na maane, jo kal tak the an_jaane}%
\film{Adhikar}%
\year{1971}%
\starring{Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Ramesh Pant}%

% Contributor: Santosh Kulkarni
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ki : koii maane yaa na maane, jo kal tak the an_jaane
     vo aaj hame.n jaan se bhii pyaare ho gaye
aa : koii maane yaa na maane   \threedots

ki : ab to hamako ek hii sapanaa puuraa karanaa hai
     janam janam kaa saath tumhaarii maa.Ng me.n bharanaa hai
aa : jis din se tumako jaanaa, hamane qisamat ko maanaa
     tumhaaraa hii honaa thaa, tumhaare ho gaye
     koii maane yaa na maane   \threedots

     aise na dekho ha.Ns kar, hamako kuchh ho jaataa hai
     tan par qaabuu rakhate hai.n to man kho jaataa hai
ki : dil se jab dil milataa hai, to ham se kyaa pardaa hai
     jab aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n ishaare ho gaye
     koii maane yaa na maane   \threedots

     aa.Nkho.n me.n Dore gaalo.n pe laalii, ho.nTho.n pe phuul khile
aa : jitanaa bhii dekhuu.N dil nahii.n bharataa, tum ham khuub mile
ki : ye kaalii kaalii zulfe.n, ye gorii gorii baahe.n
     kitane saare jiine ke sahaare ho gaye
do : koii maane yaa na maane   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rekhaa o rekhaa jab se tumhe.n dekhaa}%
\film{Adhikaar}%
\year{1971}%
\starring{Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Ramesh Pant}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11523 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

rekhaa o rekhaa jab se tumhe.n dekhaa
khaanaa\-piinaa\-sonaa dushvaar ho gayaa
mai.n aadamii thaa kaam kaa bekaar ho gayaa
rekhaa o rekhaa \threedots

tumase dil kyaa lagaayaa hai tumako qaabil banaayaa hai
din\-raat jalaatii ho diivaanaa banaatii ho
are meraa bhii ek din zaruur aa_egaa
rekhaa o rekhaa \threedots

kaafii maha.ngaa ye pyaar hai shaadii kaa intazaar hai
maalik pe bharosaa hai maine to ye sochaa hai
are mehanat jo kii hai to phal bhii milegaa
rekhaa o rekhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
