% ISB File: Agni_1988.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mil ga_e dil ab to khul ke mil zaraa ... na jiinaa yah kaam hai mushkil zaraa}%
\film{Agni}%
\year{1988}%
\starring{Mithun, Amrita, Chunky, Mandakini, Anupam Kher, Mausami, Tanuja}%
\singer{Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Munna Aziz}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mil ga_e dil ab to khul ke mil zaraa
na jiinaa yah kaam hai mushkil zaraa
jaan le le de de vaapas dil zaraa
na jiinaa yah kaam hai \threedots

haath meraa chho.D sa_iyaa.n sharm se mai.n mar chalii
tuu hai ko_ii Te.Dhaa kaa.NTaa mai.n ba.Dii naazuk kalii
ai kalii ab phuul ban ke khil zaraa
na jiinaa yah kaam hai \threedots

lauT jaa_uu.n yaa mai.n barasuu.n ban ke saavan kii jha.Dii
kyaa karuu.n jaa_uu.n kahaa.n mai.n raaste me.n huu.N kha.Dii
ba.Dh ke chhuu le apanii tuu ma.nzil zaraa
na jiinaa yah kaam hai \threedots

ek bas terii tamannaa  dil ke har aramaan me.n
aa zaraa le jaa_e.n kashtii pyaar ke tuufaan me.n
chho.D tuufaa.n ko dikhaa saahil zaraa 
na jiinaa yah kaam hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
