% ISB File: AgraRoad_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{duniyaa kii nazar hai burii zulfe.n na sa.Nvaaraa karo}%
\film{Agra Road}%
\year{1957}%
\starring{Shakeela, Vijay Anand, Bhagwan, Baby Nanda, Satish Vyas, Dhumal}%
\singer{Rafi, Geeta}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10478 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	duniyaa kii nazar hai burii zulfe.n na sa.Nvaaraa karo
gii \:	jaa_o\-jaa_o be_iimaan balamaa hame.n taane na maaraa karo
ra \:	duniyaa kii nazar \threedots

	dekh zaraa tuu mu.D ke zaalim sadake aisii chaal ke
gii \:	mere saamane aanaa balam dil ko zaraa sa.mbhaal ke
ra \:	aa tere qadamo.n pe dil rakh duu.N gorii jab bhii ishaaraa kare
gii \:	jaa_o\-jaa_o be_iimaan \threedots

	baato.n hii baato.n me.n ajii ban baiThe diladaar kyo.n
ra \:	apanaa banaa ke paas bulaa ke phir hamase taqaraar kyo.n
gii \:	jaa_o tumhe.n paas bulaayaa kisane zaraa duur se nazaaraa karo
ra \:	duniyaa kii nazar \threedots

	ek to tiikhe nainaa uupar se kajare kii dhaar re
gii \:	ho jaa_e naa paar jigar ke dodhaarii talavaar re
ra \:	haay tere pyaar ke maare hai.n nazaro.n se na maaraa karo
	duniyaa kii nazar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
