% ISB File: Aiye_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baad muddat ke ... kar sakegaa naa judaa hamako}%
\film{Aiye}%
\year{1949}%
\starring{Yaqub, Sulochana Chatterji, Masud}%
\singer{G M Durrani, Lata}%
\music{Shaukat Haidari}%
\lyrics{Nakhshab Jaaravchi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11881 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
% Credits: K Vijay Kumar, had posted it as non-film lyrics

\printtitle
#indian

jii \:	o
	baad muddat ke hu_aa duur andheraa Gam kaa
la \:	o
	aaj se phir merii qisamat kaa sitaaraa chamakaa

	kar sakegaa naa judaa tumako kabhii hamase zamaanaa \-2
jii \:	chal sakegaa naa kisii kaa bhii ko_ii hamase bahaanaa
la \:	kar sakegaa naa judaa tumako kabhii hamase zamaanaa \-2

jii \:	jo sharte.n lagaa_ii thii.n hu_ii.n aaj wo puurii
	ke hu_ii.n aaj wo puurii
	sachchii hai mohabbat to rahe kaise adhuurii
	to rahe kaise adhuurii
la \:	pa.D ke duniyaa ke jhamelo.n me.n kahii.n bhuul naa jaanaa \-2
jii \:	chal sakegaa naa kisii kaa bhii ko_ii hamase bahaanaa
la \:	kar sakegaa naa judaa tumako kabhii hamase zamaanaa

la \:	o
	kaliyaa.N hai.n kahii.n phuul kahii.n chaa.Nd\-sitaare
	diiwaanaa hu_aa jaataa hai dil pyaar ke maare
jii \:	 aa_o phir gaaye.n gale mil ke mohabbat kaa taraanaa
do \:	 aa_o phir gaaye.n gale mil ke mohabbat kaa taraanaa
jii \:	chal sakegaa naa kisii kaa bhii ko_ii hamase bahaanaa \-2
do \:	kar sakegaa naa judaa tumako kabhii hamase zamaanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
