% ISB File: AjeebLadki_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chho.Do chho.Do jii piyaa meraa to.Do naa jiyaa}%
\film{Ajeeb Ladki}%
\year{1952}%
\starring{Naseem, Rehman, Kukku, Shashikala, Jayant}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10195 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	chho.Do chho.Do jii piyaa meraa to.Do naa jiyaa \-2
	hame.n tumase garaz ( tumhe.n hamase ) \-2

	kabhii ruuTh ga_e tum kabhii ruuTh ga_e ham
	pyaar ke maze hai.n yahii pyaar kii qasam
	binatii karuu.N paiyaa.N pa.Duu.N maan lo balam ho maan lo balam
	jiyaa bhar\-bhar aa_e meraa Gam se
	chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots

	tumhe.n jaan ga_e ham piyaa hame.n naa banaa_o
	jaa_o ye adaa_e.N kisii aur ko dikhaa_o
	dekho sajan dil kii lagan hamase naa chhupaa_o \-2
	merii duniyaa ra.ngiilii tere dam se
	chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots

ta \:	ho tumane maan lii Kataa rahuu.N phir mai.n kyuu.N Kafaa
	maaf kiyaa maine tumhe.n o jii bevafaa
	dil me.n ko_ii baat nahii.n pyaar ke sivaa ho pyaar ke sivaa
	hame.n tumase garaz tumhe.n hamase
la \:	chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik bevafaaa ko dil kaa sahaaraa samajh liyaa}%
\film{Ajeeb Ladki}%
\year{1952}%
\starring{Naseem, Rehman, Kukku, Shashikala, Jayant}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ik bevafaaa ko dil kaa sahaaraa samajh liyaa
patthar ko ham ne aa.Nkh kaa taaraa samajh liyaa
ik bevafaaa ko dil kaa sahaaraa samajh liyaa
dushman ko ham ne jaan se pyaaraa samajh liyaa

apanaa hii thaa qusuur jo tuufaa.N me.n ghir gaye
ik mauj thii ki jis ko kinaaraa samajh liyaa
patthar ko ham ne \threedots

jaaduu bharii nigaah ke dhokhe me.n aa gaye
bhuule se apane dil ko tumhaaraa samajh liyaa
dushman ko ham ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
