% ISB File: AjiBasShukriyaa_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bedardii nazare.n milaa ke kah de kyaa hai terii marzii}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Farouk Qaiser}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:January 25, 2002
%Comments:LATAnjali series

\printtitle
#indian

bedardii,
(bedardii, nazare.n milaake kah de kyaa hai terii marzii)\-2

pyaar kaa sai.nyaa.N tere ra.ng cha.Dhaayaa mai.n ne
log kahe mai.n ne rog lagaayaa, koii rog lagaayaa
mukha.De pe aaii ?
nazare.n milaake kah de
nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii
bedardii, bedardii, kyaa hai terii marzii, kyaa hai terii marzii
haa.N, nazare.n milaake kah de
haa.N, haa.N, haa.N
nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii

khataa kii hai gair ne, hamako sazaa dene chale aaye
kahaa.N khoyaa hai dil, tum ne kahaa tum Dhuu.nDhe.n aaye
ek nazar me.n tuu ne dil meraa luuTaa, tuu ne dil meraa luuTaa
sabr kaa daaman, mere haatho.n se chhuuTaa, mere haatho.n se chhuuTaa
haalat kaa tuu ne kar dii
nazare.n milaake kah de
nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii
bedardii, nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii

ham to nibhaae.nge pyaar kaa vaadaa, tere pyaar ka vaadaa
kah de sanam teraa kyaa hai iraada, teraa kyaa hai iraadaa
ham ne to haamii bharadii
nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii
bedardii, bedardii, kyaa hai terii marzii, kyaa hai terii marzii
haa.N, nazare.n milaake kah de
haa.N, haa.N, haa.N
nazare.n milaake kah de, kyaa hai terii marzii
bedardii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hone lagaa ye dil me.n dard kaisaa}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

aa:	haa o
	hone lagaa ye dil me.n dard kaisaa
	a_iya_iya_i_yo a_iya_iya_i_yo
	miiThaa miiThaa kisii ke pyaar ke jaisaa
	a_iya_iya_i_yo a_iya_iya_i_yo
	ko_ii bataa_o \-6

ko:	la la la
aa:	hone lagaa ye dil me.n dard kaisaa
	a_iya_iya_i_yo a_iya_iya_i_yo
ko:	la la la

aa:	dhak dhak dha.Dake zor zor se
	chau.nke log saare dil ke shor se \-2
	kyuu.N na puuchhe.n wo hamase ye dillagii hai kyaa \-2
	ko_ii bataa_o \-6
	ho o
ko:	la la la

aa:	puuchhaa jo mai.nne to ye dil ne kahaa
	pyaar me.n hotaa hai jo hone diijiye
	dard sahii ye ta.Dap hii sahii
	hame.n to kaa.NTo.n pe sone diijiye
	rog hai maanaa par hai suhaanaa
	ye bhii nahii.n to phir zi.ndagii hai kyaa
	haa.N
	ye bhii nahii.n to phir zi.ndagii hai kyaa
	ko_ii bataa_o \-6
	haay ho
ko:	la la la

aa:	hone lagaa ye dil me.n dard kaisaa
	a_iya_iya_i_yo a_iya_iya_i_yo

	kaun ye diiwaanaa dil me.n hai ghuumataa
	jaise ke sharaabii chale hai jhuumataa \-2
	hamane usako na roko ye bebasii hai kyaa \-2
	ko_ii bataa_o \-6
	haay ho
ko:	la la la

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ka.Dakii teraa hii naam kalarkii}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Rafi, Asha, Ghulam Mohammad, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

aa:	ka.Dakii teraa hii naam kalarkii
ko:	ka.Dakii teraa hii naam kalarkii
	ho ho ho
	jitanii pagaar mle utanaa udhaar cha.Dhe maare idhar bhar bhii
ko:	ka.Dakii teraa hii naam kalarkii

gu:	kalam hai dawaat hai din hai na raat hai \-2

ra:	baap ne kahaa thaa beTaa bii e paas kar ke
	tum bhii banoge afasar dafatar ke
aa:	qismat bolii raajaa honaa hai jo hogaa
	ye koT painT Taa_ii ye maa.Nge huye bhaa_ii
	jo honaa thaa wo hii hu_aa
ko:	a_i a_i a_i ya yaa ya yaa
	ye koT painT Taa_ii ye maa.Nge huye bhaa_ii
	jo honaa thaa wo hii hu_aa
	ho ho ho
	jitanii pagaar mle utanaa udhaar cha.Dhe maare idhar bhar bhii
ko:	ka.Dakii teraa hii naam kalarkii

gu:	kalam hai dawaat hai din hai na raat hai \-2

ra:	sochate hai.n yaaro ##sunday## kaise aayegaa
	aa gayaa ##sunday## to guzaaraa kaise jaayegaa
aa:	##cinema## me.n ##ticket## vikaT lage paise
	hai paiso.n kii bhii chhuTTii aur daftar me.n bhii chhuTTii
	to jaaye.n to jaaye.n kahaa.N
ko:	a_i a_i a_i ya yaa ya yaa
	hai paiso.n kii bhii chhuTTii aur daftar me.n bhii chhuTTii
	to jaaye.n to jaaye.n kahaa.N
	ho ho ho
	jitanii pagaar mle utanaa udhaar cha.Dhe maare idhar bhar bhii
ko:	ka.Dakii teraa hii naam kalarkii

gu:	kalam hai dawaat hai din hai na raat hai \-2

aa:	itanaa ba.Daa peT le ke seTh aaye ##late## jii
	hamako huzuur kabhii saaye me.n na ##gate## jii
	##?? police##
ra:	are are re
aa:	gaalii pe gaalii khaaye.n aur ##sorry## kahate jaaye.n
	kalarko.n kaa ronaa buraa
	ho ho ho
	jitanii pagaar mle utanaa udhaar cha.Dhe maare idhar bhar bhii
	kalarkii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Asha, Usha Khanna}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Usha Khanna}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005
% Credits: Arunabha
% Kosh does not mention singers

\printtitle
#indian

( kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake
u.n huu.N
kyaa pyaar kaa sholaa bha.Dake
u.n huu.N ) \-2
to rahanaa o baabuu sambhal ke zaraa \-2
mohabbat kaa rastaa hai kaa.NTo.n bharaa \-2
are aag se daaman bachaa

( kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake
u.n huu.N
kyaa pyaar kaa sholaa bha.Dake
u.n huu.N ) \-2

kahii.n bhii lagaanaa na dil ko kabhii \-2
ye naazuk hai shiishaa ba.Daa qiimatii \-2
jo TuuTaa to phir ye ju.Degaa nahii.n

( kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake
u.n huu.N
kyaa pyaar kaa sholaa bha.Dake
u.n huu.N ) \-2

ye duniyaa hai pyaare ba.Dii bewafaa \-2
mazaa pyaar kaa hai ba.Daa bemazaa \-2
mohabbat kii hai is tarah kii sazaa

( kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake
u.n huu.N
kyaa pyaar kaa sholaa bha.Dake
u.n huu.N ) \-2

ba.De chaalabaaz aage chalate ha.Nsii \-2
in kaagaz ke phuulo.n me.n Kushbuu nahii.n \-2
ye dhokhaa hai dhokhaa na khaanaa kahii.n

( kyaa dha.Dak dha.Dak dil dha.Dake
u.n huu.N
kyaa pyaar kaa sholaa bha.Dake
u.n huu.N ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o daataa de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

ra:	o daataa o daataa
	de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa
	are ham bhii tere chaahane waalo.n me.n hai.n
do:	o daataa o daataa
	de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa
	are ham bhii tere chaahane waalo.n me.n hai.n
	o daataa o daataa

ra:	moTar me.n jaaye.n phir ham bhii shaan se
aa:	##oh yes yes##
ra:	aur salaamii le.n ham bhii darabaan se
aa:	##oh yeah ho##
ra:	paa.Nv hamaare chuumate kaaliin ho.n
aa:	##ah haa haa##
ra:	daaye.n baaye.n piichhe naukar tiin ho.n
aa:	##hurrrrr##
	phir degaa pa.nkhaa ThaNDii ThaNDii hawaa
	dil ko u.Daaye liye jaaye
do:	o ho ho dil ko u.Daaye liye jaaye
	o daataa o daataa
	de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa
	are ham bhii tere chaahane waalo.n me.n hai.n
	o daataa o daataa

aa:	khule aa.Nkh aur bistar par chaay mile
ra:	e bairaa
aa:	raDio pe ko_ii filmii dhun baje
ra:	e maalik
aa:	jo ulTe gaate wo kar karane chale
ra:	##oh yes yes##
aa:	aajuu baajuu ThaNDe kham maare chale
ra:	##hurr##
	marane se pahale mil jaaye yahii.n
	kahate hai.n jannat jise
do:	o ho ho kahate hai.n jannat jise
	o daataa o daataa
	de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa
	are ham bhii tere chaahane waalo.n me.n hai.n
	o daataa o daataa

ra:	laakho.n kaa ##business## ho ##telephone## se
aa:	##waah waah##
ra:	la.ndan kaa ##business## ho deharaaduun se
aa:	##are waah waah##
ra:	milane aaye.n seTh ba.ngale pe ba.De
aa:	##achchhaa jii##
ra:	yuu.N hii baTawaa ##company## apanii chale
aa:	##achchhaa jii##
	miinaa kumaarii giitaa baalii devaana.nd
ra:	aa haa haa
aa:	dekh ke hame.n jal jaaye.n
do:	o ho ho dekh ke hame.n jal jaaye.n
	( o daataa o daataa
	de hamako bhii ek pyaaraa ba.ngalaa
	are ham bhii tere chaahane waalo.n me.n hai.n
	o daataa o daataa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong 
\stitle{saarii saarii raat terii yaad sataaye}% 
\film{Aji Bas Shukriyaa}% 
\year{1958}% 
\starring{Geeta Bali, Suresh}% 
\singer{Lata}% 
\music{Roshan}% 
\lyrics{Farouk Qaiser}% 

% Contributor:Srinivas Ganti 
% Transliterator:Srinivas Ganti 
% Credits:Urzung Khan 
% Date:January 25, 2002 
% Comments:LATAnjali series

\printtitle 
#indian 

(saarii saarii raat terii yaad sataaye)\-2 
priit jagaaye hame.n nii.nd naa aaye re 
niind naa aaye 
saarii saarii raat terii yaad sataaye 

(ik to balam terii yaad jalaaye 
duuje cha.ndaa aag lagaaye)\-2 
aag lagaaye terii priit jagaaye re 
nii.nd naa aaye 
saarii saarii raat terii yaad sataaye 

(terii lagan banii rog saa.Nvariyaa 
kaise biite baalii umariyaa 
(baalii umar morii ba.Daa ta.Dapaaye re)\-2 
nii.nd naa aaye 
saarii saarii raat terii yaad sataaye 

(priit lagaa ke hue tum to paraaye 
pyaas jiyaa ki kaun bujhaaye)\-2 
kaun bujhaaye koii ye samajhaaye re 
nii.nd naa aaye 
saarii saarii raat terii yaad sataaye 

#endindian 
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sach kahataa hai ##Johnny Walker##}%
\film{Aji Bas Shukriyaa}%
\year{1958}%
\starring{Geetabali, Suresh, Johnny Walker}%
\singer{Asha}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

a haa
ho ho ho jii jii jii jii
sach kahataa hai ##Johnny Walker##
ghar kii murgii
ghar kii murgii daal baraabar
ho ho ho jii jii jii jii
ghar kii murgii

( naam ke piichhe bhaage duniyaa kaam na dekhe ko_ii
kah kah kah ke haar ga_ii mai.n ko_ii sune na morii ) \-2
sabakii samajh par pa.D gaye patthar
ghar kii murgii
ghar kii murgii daal baraabar
sach kahataa hai ##Johnny Walker##
ghar kii murgii

su.ndar ruup suhaaye goriyaa naazuk sii bal khaaye 
saT paT saT paT chaal chale aur jhuumar jhokhe khaaye
o kii taan tha_ii \-3
tha_ii tha_ii tha_ii tha_ii haa.N

jhuuThii shaan jataane waale ho jaaye.nge gol
are jisako rahanaa hai is jag me.n are ba.Daa na bole bol
chalanaa is raste se bach kar
ghar kii murgii
ghar kii murgii daal baraabar
sach kahataa hai ##Johnny Walker##
ghar kii murgii

( qismat ke hai.n khel ye saare hogaa jo hai honaa
apane mu.Nh se kyaa mai.n boluu.N piital ho yaa sonaa ) \-2
ulTaa duniyaa kaa hai chakkar
ghar kii murgii
ghar kii murgii daal baraabar
ho ho ho jii jii jii jii 
ghar kii murgii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
