% ISB File: Akelaa_1991.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aag lag jaa_e kahii.n par to dhu_aa.n uThataa hai}%
\film{Akelaa}%
\year{1991}%
\starring{Amitabh, Amrita, Jackie, Meenakshi, Aditya, Kiran Juneja, Shashi Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aag lag jaa_e kahii.n par to dhu_aa.n uThataa hai
u.D jaatii hai khabar ishq ho jaaye agar to kahaa.n chhipataa hai

kahate hai.n log mohabbat me.n
ye dil jab dil se milataa hai
ik phuul saa dil me.n khilataa hai
aag lag jaa_e kahii.n par \threedots

jab saamane vo aa jaa_e to
ye saa.Ns zaraa ruk jaatii hai
ye aa.Nkh zaraa jhuk jaatii hai
besabab yuu.n hii ye sar aise kahaa.n jhukataa hai
aag lag jaa_e kahii.n par \threedots

is ishq kii kyaa taariif karuu.n
dil kaa ik aramaan hai ye
aramaan nahii.n tuufaan hai ye
rokane se bhii ye tuufaan kahaa.n rukataa hai
aag lag jaa_e kahii.n par \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chorii se chhup chhupaa ke ... mujhe aaj kuchh na kahanaa}%
\film{Akelaa}%
\year{1991}%
\starring{Amitabh, Amrita, Jackie, Meenakshi, Aditya, Kiran Juneja, Shashi Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chorii se chhup chhupaa ke aayaa thaa mai.n lagaa ke
phir paan bhii chabaayaa phir itar bhii lagaayaa
tho.Daa sambhal sambhal ke aayaa mai.n siidhaa chal ke
par la.Dakha.Daa gayaa mai.n

merii chorii paka.Dii ga_ii naa
mujhe aaj kuchh na kahanaa meraa dil Thikaane ha_ii naa

murge se bolii murgii tote se bolii ma_iinaa
unakaa mazaak Thaharaa merii jaan ga_iinaa
mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa meraa dil Thikaane ha_iinaa

mastiyaa.n aur ba.Dhe.n aur nashaa chhaaye
jhuum uThe meraa dil paas jo tuu aa_e
ab tujhako dekhataa huu.N mai.n dil me.n sochataa huu.N
kitanii hasiin hai tuu la.Dakii hai yaa hai jaaduu
hai goraa goraa mukha.Daa ye kaale kaale nainaa
mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots

ab tak huu.N mai.n ku.nvaaraa mushkil hai ab guzaaraa
ma.nDap sajaa hu_aa hai baajaa bhii baj rahaa hai
chaahe to saath mere le le tuu saat phere
naa naa achchhaa huu.N mai.n akelaa shaadii to hai jhamelaa
din raat kii salaamii biivii kii hai gulaamii
rote achchhe achchhe mujhako to totaa ban ke 
pi.njare me.n na_iiyo rahanaa
mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots

pyaar par qaid hai na dil pe ko_ii pahare
duulhaa dulhan ke hai.n phuulo.n kii tarah chehare
ye raanii aur vo raajaa guu.njaa khushii kaa baajaa
jaarii hai jashn\-e\-shaadii baakii hai raat aadhii
naachuu.ngaa gaa_uu.ngaa re mai.n aaj saarii ra_iinaa
mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiine vaalo.n o jiine vaalo.n ... jiivan chhuk chhuk gaa.Dii kaa khel}%
\film{Akelaa}%
\year{1991}%
\starring{Amitabh, Amrita, Jackie, Meenakshi, Aditya, Kiran Juneja, Shashi Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jiine vaalo.n o jiine vaalo.n jiivan chhuk chhuk gaa.Dii kaa khel
ko_ii kahii.n pe bichha.D gayaa kisii se ho gayaa mel
jiine vaalo.n o jiine vaalo.n \threedots

aage ##guard driver## hai piichhe ##guard## muqaddar hai
vo siiTii vo hii bajaataa hai jha.nDii harii dikhaataa hai
kabhii chale paTarii pe kabhii paTarii se utar jaa_e rel
jiine vaalo.n o jiine vaalo.n \threedots

siiTii bajii gaa.Dii chal dii tum badalo kaa.NTaa jaldii
bahate aa.Nsu_o.n ko roko aur ha.Nsii kaa ##signal## do
##paas fail## kaa Gam na karo is khel ko samajho khel
jiine vaalo.n o jiine vaalo.n \threedots

meraa ##station## guzar gayaa hai mai.n raste me.n utar gayaa
merii ma.nzil badal ga_ii gaa.Dii aage nikal ga_ii
binaa ##ticket##  mai.n paka.Daa gayaa siidhaa pahu.nch gayaa jel
jiine vaalo.n o jiine vaalo.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
