% ISB File: Aks_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham bhuul gaye hai.n rakh ke kahii.n}%
\film{Aks}%
\year{2001}%
\starring{Amitabh, Raveena Tondon, Nandita Das}%
\singer{Chitra/ Hariharan}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anu Malik}%

% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 2001-06-17

\printtitle
#indian

ham bhuul gaye hai.n rakh ke kahii.n
wo cheej jise dil kahte the
wo cheej jise dil kahte hai.n ||sthaayee||

ummeed bhee ajnabee lagtee hai
aur dard paraayaa lagtaa hai
aaiine me.n jisko dekhaa thaa
bichh.Daa huaa saayaa lagtaa hai ||1||

ham bhool gaye hai.n rakh ke kahee.n ....

naa jaane kahaa.n chho.D aaye hai.n
wo shakHs jise ham jaante the
aahaT bhee sunaaii detee nahee.n
parchhaii.n se ham pahchaanate the ||2||

ham bhool gaye hai.n rakh ke kahee.n ....

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
