% ISB File: Albeli_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baar baar meraa pyaar mujhe puuchh rahaa diladaar}%
\film{Albeli}%
\year{1974}%
\starring{Rehana Sultan, Vinod Mehra, Naazima, Mehmood, Uttara}%
\singer{Mukesh, Nazima}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Jaan Nisaar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11232 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

baar\-baar meraa pyaar mujhe puuchh rahaa diladaar
ki aisaa tujhame.n kyaa hai kyaa hai jo meraa chain gayaa hai

maine dekhaa hai jab se tujhako chaahaa hai tab se
aur mere fasaane me.n kuchh bhii nahii.n
mujhako itanaa pataa hai tujhame.n aisii adaa hai
naam jisakaa zamaane me.n kuchh bhii nahii.n
phir kaise mai.n samajhaa_uu.N aur kaise mai.n batalaa_uu.N
ki aisaa tujhame.n \threedots

ye ujaalaa badan kaa chaa.Nd jaise gagan kaa
kaise lafzo.n me.n ye ruup Dhal paa_egaa
mai.n jo gaanaa bhii chaahuu.N gunagunaanaa bhii chaahuu.N
giit meraa adhuuraa saa rah jaa_egaa
phir kaise mai.n samajhaa_uu.N aur kaise mai.n batalaa_uu.N
ki aisaa tujhame.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
