% ISB File: AlibaabaAur40Chor_1980.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa}%
\film{Alibaaba Aur 40 Chor}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Zeemat Aman, Prem Chopra, Madan Puri}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10746 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	jaaduugar \-3
	jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa kisii ko samajh nahii.n aa_egaa
	o marajiinaa naach hasiinaa mushkil kar de sabakaa jiinaa \-2
	nahii.n to nahii.n to
	jaaduugar jaaduu kar \threedots

	naachegii terii javaanii dekhegii duniyaa diivaanii \-2
	har chiiz hai mere bas me.n kyaa aag hai kyaa hai paanii \-2
	are chhuu mantar chhuu dekh idhar tuu
	pahan le inako le ye ghu.Ngharuu
	varanaa gazab ho jaa_egaa
	e jaaduugar jaaduu kar \threedots

aa \:	maanaa tujhe maine maanaa ho tuu jaaduugar hai diivaanaa \-2
	bebas mujhe kar diyaa yuu.N hairaa.N hai saaraa zamaanaa \-2
	bas had kar dii o bedardii batalaa kyaa hai terii marazii
	kab tak mujhe ta.Dapaa_egaa
ki \:	jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa
aa \: kisii ko samajh nahii.n aa_egaa

aa \:	qismat kaa chamakaa sitaaraa tuune mujhe jab pukaaraa
ki \:	chup\-chaap tuu naachatii jaa jab tak karuu.N mai.n ishaaraa \-2
aa \:	o tere qadamo.n me.n sar hai tuu hai to phir kisakaa Dar hai
	jo hogaa dekhaa jaa_egaa
ki \:	e jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa
do \:	kisii ko samajh nahii.n aa_egaa
ki \:	o marajiinaa naach hasiinaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saare shahar me.n ek hasii.n hai}%
\film{Alibaaba Aur 40 Chor}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Zeemat Aman, Prem Chopra, Madan Puri}%
\singer{Lata, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11605 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

saare shahar me.n ek hasii.n hai
aur vo mai.n huu.N aur ko_ii nahii.n
tuu na idhar dekh yaar udhar dekh
saare shahar me.n \threedots

pyaar karegaa mujhase agar tuu yaad karegaa saarii umar tuu
phir bhii kisii kaa naam na legaa ye to mujhako yaqiin hai
saare shahar me.n \threedots

sabakii nigaahe.n mujh pe jhukii hai.n terii nigaahe.n mujhape rukii hai.n
dekh zaraa aisii adaa aisii nazar aur kahaa.N
mere sanam ke paas na jaanaa meraa sanam hai meraa diivaanaa
mai.n huu.N falaq aur tuu zamiin hai
saare shahar me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
