% ISB File: AllaadinLailaa_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai Gardish\-e\-zamaanaa kab tak ye Gam sahe.nge}%
\film{Allaadin Lailaa}%
\year{1957}%
\starring{Shakeela, Mahipal, Heeralal, Maruti}%
\singer{Talat, Sudha Malhotra}%
\music{A R Qureshi}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 04 sept 2002
% Comments: A R Qureshi is none other than the famous
%    tabla player, Alla Rakha (father of Zakir H).

\printtitle
#indian

tm: ai Gardish\-e\-Jamaanaa   kab tak ye Gam sahe.nge
sm: wo din nahii.n rahe to    ye bhii nahii.n rahe.nge

tm: ab kyaa bachegii duniyaa      ab hogaa kyaa saveraa
     kuchh suujhataa nahii.n hai   chhaayaa hai wo a.ndheraa
sm: maayuus ho na itanaa     hone ko hai saveraa
     allaah to le rahaa hai   ye imtahaan teraa
     maalik pe rakh bharosaa  ye tujhase ham kahe.nge

tm: ab ek pal bhii jiinaa     mujhako nahii.n ga.Nvaaraa
     ai maut tuu kahaa.N hai   ab de mujhe sahaaraa
sm: himmat se kaam le tuu     aahe.n na bhar Kudaaraa??
     ye kah rahaa hai tujh se  rahamat kaa ye sitaaraa
     sab duur hai.n kii mushkil  ye din nahii.n rahe.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
