% ISB File: AmarKahani_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n}%
\film{Amar Kahani}%
\year{1949}%
\starring{Suraiyya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12038 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n
sajan ghar aane waale hai.n
balam ghar aane waale hai.n ) \-2

( jhuum\-jhuum kar diye kii baatii
mere dil ko kare ishaaraa ) \-2
( jaan ga_ii mai.n aane waalaa
hai teraa saajan pyaaraa ) \-2

diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n
sajan ghar aane waale hai.n
balam ghar aane waale hai.n

( jin galiyo.n se aaye balamawaa
un galiyo.n me.n nain bichhaa_uu.N
( qadam\-qadam par aashaa_o.n ke
diip jalaatii jaa_uu.N ) \-2

diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n
sajan ghar aane waale hai.n
balam ghar aane waale hai.n

( aaj raat aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n
kah duu.Ngii sab dil kii baate.n ) \-2
( roz\-roz kab aatii hai.n ye
madur milan kii raate.n ) \-2

( diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hai.n
sajan ghar aane waale hai.n
balam ghar aane waale hai.n ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik terii nazar ik merii nazar ... kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai}%
\film{Amar Kahani/ ( Kanchan 1955)}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12578 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( ik terii nazar ik merii nazar
ik terii nazar ik merii nazar
yuu.N la.D ga_ii aapas me.n
yuu.N la.D ga_ii aapas me.n
ik teraa dil ik meraa dil
phir dono.n rahe na bas me.n
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai ) \-2

kuchh tumane kahaa kuchh hamane kahaa
kuchh dil se dil kii baat hu_ii
maaluum hu_aa na dono.n ko
kab din nikalaa kab raat hu_ii
aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n hamane
kuchh khaa lii.n aisii qasame.n
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai

ik terii nazar ik merii nazar \-2
yuu.N la.D ga_ii aapas me.n \-2
ik teraa dil ik meraa dil
phir dono.n rahe na bas me.n
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai

kuchh kah bhii gaye kuchh kah na sake
kuchh kahane kaa aramaan bhii hai
ham us ma.nzil pe aa nikale
jo mushkil bhii aasaan bhii hai
is duniyaa me.n dekhii.n hamane
duniyaa se niraalii rasame.n

kaho ye pyaar nahii.n to kyaa
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai

ik terii nazar ik merii nazar \-2
yuu.N la.D ga_ii aapas me.n \-2
ik teraa dil ik meraa dil
phir dono.n rahe na bas me.n
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa
kaho ye pyaar nahii.n to kyaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa}%
\film{Amar Kahani/ ( Kanchan 1955)}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12630 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2
majabuur muhabbat rotii hai rotii hai
naashaad hai tuu naashaad huu.N mai.n \-2
qismat dono.n kii sotii hai sotii hai
Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2

barabaad udhar teraa dil hai \-2
rotii hai.n idhar merii aa.Nkhe.n merii aa.Nkhe.n
wo kaun sii duniyaa hai jisame.n \-2
aabaad mohabbat hotii hai hotii hai

Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2
majabuur muhabbat rotii hai rotii hai
Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2

tuu Gam kii kahaanii kahataa jaa \-2
jo dard milaa hai sahataa jaa sahataa jaa
o dard ke maare dekhe jaa \-2
taqadiir kahaa.N tak sotii hai sotii hai

Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2
majabuur muhabbat rotii hai rotii hai
Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uma.ngo.n par jawaanii chhaa ga_ii ab to chale aavo}%
\film{Amar Kahani/ ( Kanchan 1955)}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12628 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

uma.ngo.n par jawaanii chhaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo
tumhaarii yaad phir ta.Dapaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo
uma.ngo.n par jawaanii chhaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo

kahii.n Daalii se Daalii mu.Nh milaa kar giit gaatii hai
bahaar aa_ii kalii bhii phuul ban kar muskuraatii hai
bahaar aa ke mujhe ta.Dapaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo
uma.ngo.n par jawaanii chhaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo

hasii.n ho jaaye.n ye din aur jawaa.N ho jaaye.n ye raate.n
tum aavo to ishaaro.n hii ishaaro.n me.n kare.n baate.n
labo.n par baat dil kii aa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo
uma.ngo.n par jawaanii chhaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo
tumhaarii yaad phir ta.Dapaa ga_ii ab to chale aavo chale aavo
chale aavo chale aavo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa}%
\film{Amar Kahani/ ( Kanchan 1955)}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12629 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( yaad aa rahaa hai dil ko
yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa ) \-2
yaad aa rahaa hai dil ko

har shay pe zi.ndagii thii har chiiz par jawaanii \-2
aa.Nkho.n me.n ik kahaanii ho.nTho.n pe ik taraanaa
yaad aa rahaa hai dil ko
yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa
yaad aa rahaa hai dil ko

unakii adaaye.n dil ko ab yaad aa rahii hai.n \-2
chupake se unakaa aanaa aur mujhako chuum jaanaa

yaad aa rahaa hai dil ko
yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa
yaad aa rahaa hai dil ko

dil ko Kabar nahii.n thii ban jaayegaa kisii din \-2
do dil kaa muskuraanaa rone kaa ek bahaanaa

( yaad aa rahaa hai dil ko
yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa ) \-2
yaad aa rahaa hai dil ko

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
