% ISB File: AmarPrem_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aao chale.n manavaa more duur kahii.n re}%
\film{Amar Prem}%
\year{1948}%
\starring{Madhubala, Raj Kapur}%
\singer{Rajkumari, Rafi}%
\music{Datta Thaakar}%
\lyrics{Mohan Mishra}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 30 July 2003
% Credits: U V Ravindra
% Comments: Geetanjali Series
% 'The OTHER Song' theme.
% Film - The OTHER Amar Prem (1948)

\printtitle
#indian

raaj: aao chale.n manavaa more duur kahii.n re

rafI: saagar ke chhor kahii.n
raaj: haa.N haa.N ambar ke or
rafI: kshitij bane nii.D jahaa.N
baadal jhuke ghor
raaj:
more a.Nganaa ke diip banii taaro.n kii paa.Ntii huii re

rafI: kalpanaa ke pa.nkh lagaa
raaj: kalpanaa ke pa.nkh lagaa
aao u.De duur
rafI: niThur ba.Daa haay jagat
mere sapane kare chuur
raaj:
moraa jiivan re mukt bahe, gaa jaao aasaavarii re

rafI: bhramar kare gu.nja
raaj: naache.n mor jahaa.N sudh\-budh bhuul
rafI: o sundar sundar khile ho
aashaa ke nitya naye phuul
raaj:
morii bagiyaa me.n rah sadaa basant kii bahaar banii re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
