% ISB File: AmarPrem_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.Daa naTakhaT hai re kR^ishhN\-kanhaiyyaa}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Shamila Tagore}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ba.Daa naTakhaT hai re kR^ishhN\-kanhaiyaa
kaa kare yashodaa maiyyaa,  haa.N \threedots  ba.Daa naTakhaT hai re

(Dhuu.NDhe rii a.nkhiyaa.N use chaaro.n or
jaane kahaa.N chhup gayaa na.ndakishor )   \- 2
u.D gayaa aise jaise puravayyaa 
kaa kare yashodaa maiyyaa,  haa.N \threedots  ba.Daa naTakhaT hai re

(aa tohe mai gale se lagaa luu.N 
laage naa kisii kii nazar man me chhupaa luu.N  )   \- 2
dhuup jagat hai re mamataa hai chhai.nyaa
kaa kare yashodaa maiyyaa,  haa.N \threedots  ba.Daa naTakhaT hai re

(mere jiivan kaa tuu ek hii sapanaa 
jo koI dekhe tohe samajhe vo apanaa  )   \- 2
sab kaa hai pyaaraa, ho sab kaa hai pyaaraa ba.nsii\-bajayyaa
kaa kare yashodaa maiyyaa,  haa.N \threedots  ba.Daa naTakhaT hai re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chi.ngaarii koii bha.Dake, to saavan use bujhaaye}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna (Anand Babu), Sharmila Tagore (Pushpa)}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
%          Ramesh Hariharan (hariharn@picasso.Princeton.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aana.nd baabuu : ro mat pushpaa, aaj tum jo ho jis jagah ho,
tumhaare aa.Nkh ke paanii ## saline water, I mean ## namakiin
paanii ke alaavaa kuchh nahii.n hai\. isaliye inhe.n po.nchh Daalo
pushpaa, ## I hate tears.##
pushpaa : haa.N aana.nd baabuu aap Thiik kahate hai.n.  baiThiye.
aana.nd baabuu : chho.Do pushpaa, chalo aaj kahii.n baahar chalate hai.n.
Dhuu.NDhe.n koii aisii jagah jahaa.N tho.Dii der ke liye hii
sahii kuchh yaad na aaye, na tumhe.n na mujhe.

chi.ngaarii koii bha.Dake,  to saavan use bujhaaye
saavan jo agan lagaaye,  use kaun bujhaaye,
o\threedots use kaun bujhaaye

patajha.D jo baag ujaa.De,  vo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar me.n uja.De,  use kaun khilaaye
o\threedots use kaun khilaaye

hamase mat puuchho kaise,  ma.ndir TuuTaa sapano.n kaa \- (2)
logo.n kii baat nahii.n hai,  ye kissaa hai apano.n kaa
koii dushman Thes lagaaye,  to miit jiyaa bahalaaye
man miit jo ghaav lagaaye,  use kaun miTaaye

na jaane kyaa ho jaataa,  jaane ham kyaa kar jaate \- (2)
piite hai.n to zindaa hai.n,  na piite to mar jaate
duniyaa jo pyaasaa rakhe,  to madiraa pyaas bujhaaye
madiraa jo pyaas lagaaye,  use kaun bujhaaye
o\threedots use kaun bujhaaye

maanaa tuufaa.N ke aage,  nahii.n chalataa zor kisiikaa \- (2)
maujo.n kaa doshh nahii.n hai,  ye doshh hai aur kisii kaa
majadhaar me.n naiyaa Dole,  to maajhii paar lagaaye
maajhii jo naav Duboye,  use kaun bachaaye
o\threedots use kaun bachaaye

chi.ngaarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dolii me.n biThaaii ke kahaar}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{S D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: Aniruddha B. Deglurkar (ani@ms.uky.edu)

\printtitle
#indian

ho raamaa re, ho o raamaa
Dolii me.n biThaaii ke kahaar \- (2)
laae mohe sajanaa ke dvaar
o Dolii me.n biThaaii ke kahaar
biite din khushiyo.n ke chaar, deke dukh man ko hajaar
o Dolii me.n\threedots

mar ke nikalanaa thaa, o, mar ke nikalanaa thaa
ghar se saa.Nvariyaa ke jiite jii nikalanaa pa.Daa
phuulo.n jaise paa.Nvo.n me.n, pa.D gae ye chhaale re
kaa.NTo.n pe jo chalanaa pa.Daa
patajha.D, o ban ga_ii patajha.D, o ban ga_ii patajha.D
bairan bahaar                Dolii me.n\threedots

jitane hai.n aa.Nsuu merii, o, jitane hai.n aa.Nsuu merii
a.Nkhiyo.n me.n, utanaa nadiyaa me.n naahii.n re niir
o likhanevaale tuune likh dii ye kaisii merii
TuuTii nayyaa jaisii taqadiir
uThaa maajhii, o maajhii, uThaa maajhii,
o maajhii re, uThaa maajhii
uThe paTavaar                Dolii me.n\threedots

TuuTaa pahale mere man, o, TuuTaa pahale man ab
chuu.Diyaa.N TuuTii.n, ye saare sapane yuu.N chuur
kaisaa huaa dhokhaa aayaa pavan kaa jho.nkaa
miT gayaa meraa si.nduur
luT gae, o raamaa, luT gae, o raamaa mere luT gae
solah shrR^i.ngaar           Dolii me.n\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh to log kahe.nge}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Credits: Sandeep C. Patwardhan (scp@shack.csci.csc.com)

\printtitle
#indian

(kuchh to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa
chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa ) \- 2
kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa

kuchha riita jagata kii aisii hai, hara eka subaha kii shaama huii \- 2
tU kauna hai, teraa naama hai kyaa, siitaa bhii yahaa.N badanaama huii
phira kyuu.N sa.nsaara kii baato.n se, bhiiga gaye tere nayanaa
kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa
chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa
kuchha to loga kahe.nge \threedots

hamako jo taane dete hai.n, hama khoe hai.n ina ra.ngaraliyo.n me.n \- 2
hamane unako bhii chhupa chhupake, aate dekhaa ina galiyo.n me.n
ye sacha hai jhuuThii baata nahii.n, tuma bolo ye sacha hai naa
kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa
chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa
kuchha to loga kahe.nge \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rainaa biitii jaaye, shyaam naa aaye}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

% <Aalap in Raga Todi>
rainaa biitii jaaye,  shyaam naa aaye    (2)
ni.ndiyaa naa aaye,  ni.ndiyaa naa aaye
rainaa biitii jaaye \threedots

shaam ko bhuulaa,  shyaam kaa vaadaa    (2)
sa.ng diye ke,  baiThii(?) raadhaa
ni.ndiyaa naa aaye,  ni.ndiyaa naa aaye
rainaa biitii jaaye \threedots

kis sautan ne rokii Dagariyaa    (2)
kis bairan se laagii nazariyaa
ni.ndiyaa naa aaye,  ni.ndiyaa naa aaye
rainaa biitii jaaye \threedots

birahaa kii maarii, prem diivaanii    (2)
tan man pyaasaa a.nkhiyo.n me.n paanii
ni.ndiyaa naa aaye,  ni.ndiyaa naa aaye
rainaa biitii jaaye \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kyaa hu_aa, kaise hu_aa, kab hu_aa}%
\film{Amar Prem}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu)
% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)

\printtitle
#indian

ye kyaa hu_aa, kaise hu_aa, kaba hu_aa \-
ab kyaa sunaa_e.n?

(ye kyaa huA, kaise huA, kaba huA, 
kyuu.N huA, jaba huA, taba huA ) \- 2
o chho.Do, ye naa socho, ye kyaa huA\threedots

hama kyuu.N, shikavaa kare.n jhuuThaa, kyaa huA jo dila TuuTaa \- 2
shiishe kaa khilaunaa thaa, kuchha naa kuchha to honaa thaa, huA
ye kyaa huA\threedots

ai dila, chala piikara jhuume.n, inhii.n galiyo.n me.n ghuume.n \- 2
yahaa.N tujhe khonaa thaa, badanaama honaa thaa, huA
ye kyaa huA\threedots

hamane jo, dekhaa thaa sunaa thaa, kyaa bataaai.n vo kyaa thaa \- 2
sapanaa salonaa thaa, khatma to honaa thaa, huaa
ye kyaa huA\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
