% ISB File: Ambar_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{churaakar dil ko yuu.N ... haay meraa dil mujhe vaapas}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Rafi}%
\music{Gulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10196 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

churaakar dil ko yuu.N aa.Nkhe.n churaanaa kisase siikhaa hai
zaraa sii baat par yuu.N ruuTh jaanaa kisase siikhaa hai

chale jaanaa tum duur ba.De shauq se huzuur
haay meraa dil mujhe vaapas kar do
ho meraa dil mujhe vaapas kar do

mere dil ko churaakar aa_oge to jaa nahii.n paa_oge
chorii\-chorii ga_e bhii to phir yahii.n aa_oge
dil deke judaa_ii mujhe nahii.n ma.nzuur
haay meraa dil mujhe \threedots

ho zaraa ye kah do tirachhii nazar se ki hamako ye sataa_e naa
mai.n huu.N ko_ii Gair to yah chhe.D mujhe bhaa_e naa
maine priit lagaa_ii hu_aa mujhase qasuur
haay meraa dil mujhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor ho}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Shamshad, Zohrabai, Other Voice?}%
\music{Ghulam Mohemmad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

o
dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor ho o hoy
dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor
nain milaakar nain se jisane
haa.N haa.N
nain milaakar nain se jisane pyaar lii pyaar kii Dor ho o o
nain milaakar nain se jisane pyaar lii pyaar kii Dor
dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor
hoy

aa
khaalii na husn kii pahalii nazar kaa waar
haa
aise chalaaye tiir ke dil kar liyaa shikaar
haa
mile hai.n dil se dil haay
mile hai.n dil se dil haay
mile hai.n dil se dil milane kii suurat ho to aisii ho
ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
chandaa kii nagarii se u.D kar aayaa hai chitachor ho
nain milaakar nain se jisane pyaar lii pyaar kii Dor
dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor
hoy

aa
na aa.Nkho.n me.n Kushanasiib wahii hai jahaan me.n
mehamaan ban ke aaye dil ke makaan me.n
aa
jale is aag me.n dono.n
jale is aag me.n dono.n
jale is aag me.n dono.n jo haalat ho to aisii ho
ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
ko_ii jaane na pahachaane mohabbat ho to aisii ho
chham\-chham karatii aa_ii dulhaniyaa apane piyaa kii or ho

nain milaakar nain se jisane pyaar lii pyaar kii Dor
dil ke shiishamahal me.n aayaa ik matavaalaa chor ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa me.n nahii.n ... zamaanaa sach kahataa hai}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Ghulam Mohemmad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	duniyaa me.n \-2
	duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2
	yahaa.N karanaa kisii se pyaar hai bekaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2

ra \:	dukh\-dard kaa hai baazaar ye sa.nsaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2
	milanaa hai yahaa.N dushwaar dil ko karaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2

la \:	kar gaye wo bhii hamase kinaaraa
	jianko basaayaa man me.n
	pyaar kii baazii jiit sakaa hai
	ko_ii na is jiiwan me.n \-2
	hotii hai yahaa.N har baar dil kii haar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2

ra \:	qisamat ne majabuur banaakar
	chhiin liyaa sukh hamase
	kaayaa is qaid me.n aa kar
	kaun bachaa hai Gam se \-2
	chalate hai.n yahaa.N par waar Gam ke hazaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2
la \:	duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar
	zamaanaa sach kahataa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham pyaar tumhii.n se karate hai.n}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{Ghulam Mohemmad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ham pyaar tumhii.n se karate hai.n \-2
naadaan balam tum kyaa jaano
tum ruuTh gaye dil TuuT gayaa
paayaa hai jo Gam tum kyaa jaano
ham pyaar tumhii.n se karate hai.n

jab hamako banaayaa thaa apanaa
kyuu.N haal na dil kaa jaan sake
ik phuul chunaa
ik phuul chunaa aur phe.nk diyaa
Kushbuu ?? sake
Thukaraa diyaa merii ulafat ko
apanaa ye sitam tum kyaa jaano
ham pyaar tumhii.n se karate hai.n

miT jaaye mohabbat kii duniyaa
ye baat ko_ii aasaan nahii.n
aramaan bharaa
aramaan bharaa ye dil meraa
naazuk hai magar naadaan nahii.n
mu.Nh pher lo hamase laakh magar
badale.nge na ham tum kyaa jaano
ham pyaar tumhii.n se karate hai.n

ham pyaar tumhii.n se karate hai.n
naadaan balam tum kyaa jaano
ham pyaar tumhii.n se karate hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham\-tum ye bahaar dekho ra.ng laayaa pyaar}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Gulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10198 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ra \:	( ham\-tum ye bahaar
	dekho ra.ng laayaa pyaar
	barasaat ke mahiine me.n
la \:	rimajhim ye phuhaar
	dil gaaye re malhaar
	ik aag liye siine me.n ) \-2

do \:	ho
ra \:	ho
la \:	ho
ra \:	( terii zulfo.n kii ye ra.ngat hai
	jo baadal banake chhaa_ii hai ) \-2
	jo baadal banake chhaa_ii hai
la \:	terii aa.Nkho.n kii ye mastii hai
	jo saawan banake aa_ii hai
ra \:	meraa dam jab tak
	rahe pyaar kii chamak
	mere dil ke nagiine me.n
	ham\-tum yah bahaar \threedots
la \:	rimajhim ye phuhaar
	dil gaaye re malhaar
	ik aag liye siine me.n

la \:	o
ra \:	o
la \:	( duniyaa ko hamaarii ho na Kabar
	aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N ) \-2
	aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N
ra \:	ulafat bhii chale aisaa jaaduu
	dushman bhii hamaare ho jaaye.N
la \:	Gam dil se ho duur
	naa ho ko_ii majabuur
	phir aaye mazaa jiine me.n
do \:	rimajhim ye phuhaar
	dil gaaye re malhaar
	ik aag liye siine me.n

	ham\-tum ye bahaar
	dekho ra.ng laayaa pyaar
	barasaat ke mahiine me.n
	rimajhim ye phuhaar
	dil gaaye re malhaar
	ik aag liye siine me.n
	ho
	ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rote hai.n nainaa Gam ke maare}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Shamshad, Rafi, Chorus}%
\music{Ghulam Mohemmad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ko \:	chhuum chakaare
	chhuum chakaare alar yaamaa \-6

sha \:	ho
ko \:	ho
sha \:	( rote hai.n nainaa Gam ke maare
	dekh rahii huu.N din me.n taare
ko \:	chhuum chakaare alar yaamaa chhuum chakaare \-2
sha \:	chhuum chakaare ) \-2

sha \:	( bagiyan se pi.nja.De me.n aa_ii, mai.n pa.nchhii majabuur
ko \:	pa.nchhii majabuur ) \-2
sha \:	man baalam ke paas hai meraa, tan baalam se duur
ko \:	tan baalam se duur
sha \:	o aa jaa tuu aa jaa priitam pyaare,
	jo.D de aa kar TuuTe sahaare

ko \:	chhuum chakaare alar yaamaa chhuum chakaare \-2
sha \:	chhuum chakaare
	rote hai.n nainaa Gam ke maare
	dekh rahii huu.N din me.n taare
ko \:	chhuum chakaare alar yaamaa chhuum chakaare \-2
sha \:	chhuum chakaare

ra \:	
% saragam

ko \:	alar yaamaa chhuum chakaare \-2

ra \:	
% saragam

ko \:	( ra.ng laa_ii hai bahaar ra.ng laa_ii hai \-2
	piyaa ko sa.ng laa_ii hai \-2 ) \-2
	alar yaamaa chhuum chakaare \-2

sha \:	mai.n to mil ?? bhairavii uThaa laaye ai dil waale
	kabhii TuuT gayaa jaal bolo chhuum chakaare
ko \:	ho chhuum chakaare

ra \:	mai.n ban ke bhuuchaal karuu.N sabako niDhaal
	mere saamane jo aaye bhalaa kisakii majaal
	bolo chhuum chakaare
ko \:	bolo chhuum chakaare
ra \:	mai.n bhii puure gyaarah saal, rahaa jaa ke nainiitaal
	mai.n jo laafaa ek jamaa_uu.N u.De.n khopa.Dii ke baal
	bolo chhuum chakaare
ko \:	bolo chhuum chakaare
ra \:	alar yaamaa
ko \:	chhuum chakaare

ko \:	( ra.ng laa_ii hai bahaar ra.ng laa_ii hai \-2
	piyaa ko sa.ng laa_ii hai \-2 ) \-2

sha \:	chalii aaj wo pawan jiyaa gayaa dukh bhuul
ra \:	lagii dil me.n jo aag banii aaj wahii phuul

% saragam

ko \:	alar yaamaa chhuum chakaare \-4

% gun shots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shamaa jalii paravaanaa aayaa}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Gulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10197 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	shamaa jalii paravaanaa aayaa shamaa jalii \-2
	( ho pyaar kii aag me.n jal jaane ko
	aaj ko_ii diivaanaa aayaa ) \-2 shamaa jalii
la \:	ho shamaa jalii paravaanaa aayaa shamaa jalii \-2
	( o aa.Nkh se nikale Kushii ke aa.Nsuu
	zubaa.N pe ik afasaanaa aayaa ) \-2 shamaa jalii
do \:	ho shamaa jalii paravaanaa \threedots

ra \:	( duniyaa me.n do dilavaalo.n kaa
	mil ke bichhu.Danaa khel nahii.n hai haay khel nahii.n hai ) \-2
la \:	( jiivan bhar kaa sa.ng hai apanaa
	chaar dino.n kaa mel nahii.n hai ) \-2
ra \:	ho lauT ke phir mahafil me.n terii
	dekh teraa mastaanaa aayaa shamaa jalii
do \:	ho shamaa jalii paravaanaa \threedots

la \:	( ham bhii jale.n paravaane banakar
	hamako sikhaa do apanii adaa_e.N ) \-2
ra \:	( tum kyaa jaano aag paraa_ii
	ho na sake.ngii tumase vafaa_e.N ) \-2
la \:	( ho hamane jo phuu.Nkaa tan\-man apanaa
	tabhii tumhe.n jal jaanaa aayaa ) \-2 shamaa jalii
do \:	ho shamaa jalii paravaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{TuuTegii na pyaar kii Dor}%
\film{Ambar}%
\year{1952}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{Ghulam Mohemmad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( TuuTegii na pyaar kii Dor
duniyaa chaahe lagaa le zor
dil kii bataa_uu.N baalam dil kii baat bataa_uu.N
mai.n dil kii baat bataa_uu.N ) \-2

terii muhobbat merii jawaanii \-2
mil\-mil ke chhalakaaye mastii
ho jag\-mag hai dharatii kaa aa.Nchal \-2
jhil\-mil hai aakaash kii bastii
ho aakaash kii bastii
tuu hai chandaa mai.n huu.N chakor
ma.nzil apanii gagan kii or
tere paas mai.n aa_uu.N baalam dil kii baat bataa_uu.N
mai.n dil kii baat bataa_uu.N

jhuum rahii hai.n mast uma.nge.n \-2
dil ko milaa hai dil kaa sahaaraa
ho tuu diiwaanaa mai.n huu.N diwaanii \-2
ko_ii na jaane bhed hamaaraa
ho bhed hamaaraa
tuu hai mere man kaa mor
sun le mere dil ke chor
jiiwan tujh pe luTaa_uu.N baalam dil kii baat bataa_uu.N
mai.n dil kii baat bataa_uu.N

TuuTegii na pyaar kii Dor
duniyaa chaahe lagaa le zor
dil kii bataa_uu.N baalam dil kii bataa_uu.N
mai.n dil kii bataa_uu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
