% ISB File: AnEveningInParis_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aasamaan se aayaa farishtaa}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Sharmila}%
\singer{Rafi, Sharmila Tagore}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aasamaan se aayaa farishtaa, pyaar kaa sabak sikhalaane
dil me.n hai tasaviir yaar kii laayaa huu.N vo dikhalaane
kaho pyaar hai tum se
  jaa jaa
o jaanaa kaho pyaar hai tum se
  jaa jaa jaa

dilabar terii Kaatir, mai.n chaa.Nd chho.D kar aayaa huu.N
le le nazaraanaa, mai.n apane pyaar ko laayaa huu.N
aasamaan se aayaa farishtaa   \threedots

siikho, zaraa siikho a.ndaaz pyaar kaa hamase tum
kar lo, are kar lo iqaraar pyaar kaa hamase tum
aasamaan se aayaa farishtaa   \threedots

saayaa huu.N mai.n teraa, tere saath\-saath hii aa_uu.Ngaa
aashiq huu.N mai.n teraa, baaho.n me.n baa.Ndh le jaa_uu.Ngaa

aasamaan se aayaa farishtaa, pyaar kaa sabak sikhalaane
dil me.n hai tasaviir yaar kii laayaa huu.N vo dikhalaane
kaho pyaar hai tum se
  haa.N haa.N
o jaanaa kaho pyaar hai tum se
  haa.N hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ajii aisaa maukaa phir kahaa.N milegaa}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Sharmila}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ajii aisaa maukaa phir kahaa.N milegaa
hamaare jaisaa dil kahaa.N milegaa
aao tumako dikhalaataa huu.N
pairis kii ek ra.ngii.n shaam, dekho dekho dekho dekho dekho
##An Evening in Paris##

dekho ye pariyo.n kii Tolii, miiThii miiThii jinakii bolii
kyaa kyaa ra.ng dil par jamaae
jalavo.n kii ye aa.Nkh michaulii
ajii aisaa maukaa \threedots

haatho.n me.n haatho.n ko Daale, phirate hai.n aashiq niraale
Dhuu.NDho yahaa.N tum bhii saathii, mil jaae.nge husn vaale
ajii aisaa maukaa \threedots

apane dil kaa daaman bhar lo, mar jaaoge pyaar kar lo
kal kaa sapanaa kis ne dekhaa, in raaho.n se aaj guzar lo
ajii aisaa maukaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{akele akele kahaa.N jaa rahe ho}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi, Sharmila}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)

\printtitle
#indian

akele akele
%(echo... akele akele) 
kahaa.N jaa rahe ho (##echo## rahe ho rahe ho)

(dhiime) akele akele kahaa.N jaa rahe ho 
hame.n saath le lo jahaa.N jaa rahe ho 
akele akele kahaa.N jaa rahe ho 
hame.n saath le lo jahaa.N jaa rahe ho 
akele akele\threedots, kahaa.N jaa rahe ho 

koI miT rahaa hai, tumhe kuchh pataa hai \- 2
tumhaaraa huA hai, tumhe kuchh pataa hai \- 2
ye kyaa maazaraa hai, tumhe kuchh pataa hai 

(dhiime) akele akele \threedots

ta.Dapataa nA chho.Do, merI jaan ho tum \- 2
ye mukha.Daa nA mo.Do, merI jaan ho tum \- 2
meraa dil nA to.Do, merI jaan ho tum 

(dhiime) akele akele \threedots

koI rok legaa, to phir kyaa karoge \- 2
kadam thaam legaa, to phir kyaa karoge \- 2
khushaamad karegaa, to phir kyaa karoge 

(dhiime) akele akele kahaa.N jaa rahe ho 
hame.n saath le lo jahaa.N jaa rahe ho 
akele akele kahaa.N jaa rahe ho 
hame.n saath le lo jahaa.N jaa rahe ho 
akele akele\threedots, kahaa.N jaa rahe ho 
akele akele\threedots akele akele\threedots
kahaa.N jaa rahe ho, rahe ho , rahe ho\threedots
akele akele\threedots akele akele\threedots
kahaa.N jaa rahe ho, rahe ho , rahe ho\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaane kaa naam to puuchho}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

diivaane kaa naam to puuuchho
pyaar se dekho, kaam to puuchho
are chaahe phir na milanaa, chaahe phir na milanaa

gussaa chho.Do, baat to maano
is bande ko apanaa jaano
duur se dhokhaa ho sakataa thaa
paas huu.N mai.n ab to pahachaano
diivaane kaa naam to puuchho   \threedots

haT gayaa aakhir bharam kaa saayaa
ab samajhaa mai.n ab yaad aayaa
Kvaab me.n tumako, aqsar dekhaa
aaj mudassim saamane aayaa
diivaan kaa naam to puuchho   \threedots

ye pairis kii shaam suhaanii
pyaar kii nagarii, ruup kii raanii
chhi.D ke rahegaa koii afasaanaa
ban ke rahegii koii kahaanii
diivaane kaa naam to puuchho   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hogaa tumase kal bhii saamanaa kal to jaanoge}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11044 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

hogaa tumase kal bhii saamanaa kal to jaanoge
dilavaalaa naachiiz hai ko_ii tab to maanoge

mausam hai pyaar kaa ye samaa.N mere saath hai
ma.nzil hai merii gha.Dii do gha.Dii kii ye baat hai
laa laa laa laa
hogaa tumase kal \threedots

aate ho jaate ho mere Kyaalo.n me.n tum sadaa
banate ho kyo.n ajanabii ye bhii kyaa hai ko_ii adaa
laa laa laa laa
hogaa tumase kal \threedots

raaho.n me.n milatii ho chaahe jidhar se jaa_uu.N mai.n
behatar hai ghar pe bulaalo bataa do kab aa_uu.N mai.n
laa laa laa laa
hogaa tumase kal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale}%
\film{An Evening In Paris}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
jhuumatii aa rahii hai subah pyaar kii
dekh kar saamane, ruup kii roshanii
phir luTii jaa rahii hai subah pyaar kii

raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye
aa.Nkho.n aa.Nkho.n se jo mai.n ne tumane piye
hosh to ab talaq jaa ke lauTe nahii.n
jaane kyaa laa rahii hai subah pyaar kii
raat ke hamasafar   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
