% ISB File: AnaadiNo1_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aah uu.nh aa_uuch ... mai.n huu.N la.Dakii ku.nvaarii}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Abhijit, Jaspindar Narula}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aah uu.nh aa_uuch aah uu.nh aa_uuch
mai.n huu.N la.Dakii ku.nvaarii tuu ku.nvaaraa la.Dakaa
aah uu.nh aa_uuch
tujhe pyaar me.n lagaa duu.n mai.n pa.njaabii la.Dakaa
aah uu.nh aa_uuch
tujhe pyaar kii biimaarii teraa rog hai bhaarii
kisii ##doctor## ko tuu jaldii se bulaa
ai aah uu.nh aa_uuch
mai.n huu.N la.Dakii \threedots

meraa yaar anaa.Dii hai pakkaa
mai.n kaise karuu.n aaDii Tappaa
haay bharii javaanii me.n dekho
meraa aashiq ho gayaa buDhDhaa
mai.n siidhaa saadaa huu.n sachchaa
mai.n mast ku.nvaaraa huu.N achchhaa
merii ijjat pe na kar hamalaa
na de shaadii kaa tuu gachchaa
ho tere sadake mai.n vaarii
mai.n huu.n kanyaa ku.nvaarii
mujhe jaldii se tuu dulhan banaa aa aa ai
ai mai.n huu.N la.Dakii \threedots

tuu had se aage ba.Dh ga_ii hai
tuu zid pe apanii a.D ga_ii hai
tuu chho.D de baabaa jaan merii
tuu piichhe mere pa.D ga_ii hai
tuu ba.Daa salonaa hai la.Dakaa
tujhe dekh dekh ye dil dha.Dakaa
tuune dil me.n aag lagaa dii hai
par usape paanii naa chhi.Dakaa
cha.Dhii tujhako khumaarii
tuu hai chalatii kaTaarii
mere rabbaa merii jaan bachaa haa.n haa.n
mai.n huu.N la.Dakii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bol harii bol ... hare kR^iShNaa ... jay ho tuu hai govi.ndaa}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Amit Kumar, Pradip Suri, Chorus}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bol harii bol harii harii harii bol
hare kR^iShNaa hare kR^iShNaa kR^iShNaa kR^iShNaa bol
bol harii \threedots

jay ho tuu hai govi.ndaa gokul vaalaa
mai.n ThanaaThan Than gopaalaa re
duur merii ka.Dakii karade noTo.n se ye jholii bhar de
tere guN gaa_uu.Ngaa mai.n karade ye kaam
tuu hai govi.ndaa \threedots
are bol harii \threedots

haa.n tuu meraa chakkar chalavaa de
pyaaraa saa ba.ngalaa banavaa de
ek gaa.Dii ho mere niiche
naukar ho.n mere aage piichhe
bhakt teraa mai.n siidhaa saadaa
chhappan laakh kaa bhej de aadhaa
duurabiin se taa.D ke de de
mujhako chhappar phaa.D ke de de
duur merii ka.Dakii \threedots

Tek diyaa tere aage maathaa
##bank## me.n khol de meraa khaataa
paise vaalii de de biivii ##V.C.R. fridge## aur ##T.V.##
tuu hai sabase ba.Dii asaamii karuu.ngaa terii sadaa gulaamii
pa.Dh le.n bhagavan merii arajii phir aage terii jo marajii
duur merii ka.Dakii \threedots

bhare hu_e hai.n tere khajaane khol tijorii khol
sikko.n kii khanakhan se tuu mere kaano.n me.n ras ghol
paisaa rupayaa paisaa paisaa paisaa rupayaa paisaa
paisaa paisaa haay haay paisaa
karade maalaamaal buraa hai haal
bhej de maal kanhaiyaa
bhakt teraa ye haay haay tarase
chham chhamaa chham paisaa barase
jay ho terii kR^iShNa gopaalaa
khol merii kismat kaa taalaa
##rubal dollar pound## chalegaa
bhaag meraa ye tabhii khulegaa
bajaa de bhagavan apanii ba.nsii
jaisii bhii ho bhej ##currency##
paisaa haay haay paisaa rupayaa paisaa
paisaa haay haay re paisaa paisaa
haa haa paisaa de de re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhiire dhiire ham dono.n me.n ... diivaanii ku.Dii dil le ga_ii}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Abhijit, Alka Yagnik}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dhiire dhiire ham dono.n me.n pyaar hu_aa hai pakkaa
are aajaa baabaa ham dono.n ab kar le.n nain maTakkaa
are haay haay haay mere rabbaa
diivaanii ku.Dii dil le ga_ii
he he he he he he he he

dhiire dhiire ham dono.n \threedots
are haay haay haay mere rabbaa
diivaanaa mu.nDaa dil le gayaa
haa.n

kha.Dii kha.Dii kyaa soche tuu
kah de mujhase ##I love you##
dekhake tujhako ho jaataa hai
diivaanaa dil beqaabuu
chal gayaa hai teraa jaaduu
mai.n piichhe aur aage tuu
baato.n hii baato.n me.n tuune
kar liyaa meraa dil qaabuu
haay haay haay mere rabbaa \threedots

duur naa honaa tuu hamase
jaldii aajaa tuu chham se
jabase pyaar kiyaa hai tumase
hosh hai.n mere gumasum se
haath paka.D ke chho.D na denaa
bas ye kahanaa hai tumase
haay haay haay mere rabbaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil meraa aa ke lelo jii}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##A B C D E F G## dil meraa aa ke lelo jii
maine kab inkaar kiyaa hai khel pyaar kaa khelo jii
##A B C D E F G## \threedots

haa.n tuu la.Dakii hai vahii jo khvaabo.n me.n aatii thii kabhii kabhii
tuu diivaanaa hai meraa ye pataa chalaa hai abhii abhii
are pyaaraa pyaaraa ye mausam hai maze pyaar ke lelo jii
##A B C D E F G## \threedots

haay taubaa tere nain nashiile luT ga_e ham to kha.De kha.De
jis aashiq ne pyaar kiyaa vo aashiq suulii cha.Dhe cha.Dhe
marane se ab kyaa Daranaa mujhe baaho.n me.n tum lelo jii
##A B C D E F G## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le aayaa huu.N ##car## yaar ba.ngalaa bhii hai taiyaar chalo jii}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Kumar Sanu, Priti Uttam}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

le aayaa huu.N ##car## yaar ba.ngalaa bhii hai taiyaar chalo jii chalo jii
ho yaar mere diladaar kiyaa hai maine kab inkaar chalo jii chalo jii
haa.n dil me.n tere pyaar hai ho.nTho.n pe ikaraar hai
ba.Daa ra.ngiilaa yaar hai are vaah vaah vaah chalo jii chalo jii
ho le aayaa huu.N ##car## \threedots

zulfe.n ye terii laharaa_ii hai.n ye kaalii ghaTaa_e.n chhaa_ii.n hai.n
ab chham chham barasegaa paanii ye mujhe bhigone.n aa_ii.n hai.n
ye mausam ba.Daa anokhaa hai kuchh karale pyaar kaa mauqaa hai
tuu jaan se pyaaraa hai mujhako kab maine tujhako rokaa hai
dil karataa tere ho.nTho.n ko chuumuu.n mai.n sau sau baar
haTo jii chalo jii
o le aayaa huu.N ##car## \threedots

hai ek taraf aashiq meraa duniyaa ke diivaane ek taraf
anamol ba.Daa hai pyaar teraa ye saare khazaane ek taraf
ye pyaar nibhaane kii kasame.n kab tuu legii kab mai.n luu.ngaa
mere yaar mai.n saarii duniyaa ko kadamo.n me.n tere rakh duu.ngaa
terii miiThii baato.n ne chhe.De hai.n dil ke taar
suno jii haa.n kaho jii
ho le aayaa huu.N ##car## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n lailaa lailaa chillaa_uu.ngaa kurtaa phaa.D ke}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Abhijit, Jaspindar Narula}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mai.n lailaa lailaa chillaa_uu.ngaa kurtaa phaa.D ke
mai.n majanuu teraa ban jaa_uu.ngaa kurtaa phaa.D ke
kurtaa phaa.D sab chho.D chhaa.D mai.n ho gayaa diivaanaa

mai.n majanuu majanuu chillaa_uu.ngii kurtaa phaa.D ke
mai.n terii lailaa ban jaa_uu.ngii kurtaa phaa.D ke
kurtaa phaa.D sab chho.D chhaa.D mai.n ho ga_ii diivaanii
mai.n lailaa lailaa \threedots

mujhe banaa le apanaa duulhaa
Tha.nDaa pa.Daa hu_aa hai chuulhaa
ek baar tuu de de mauqaa
phuu.nk duu.n teraa chuulhaa chaukaa
mai.n dau.D namak phir le aa_uu.ngaa kurtaa phaa.D ke
mai.n majanuu majanuu \threedots

rab ne mere din jo phere
tere saath mai.n luu.ngii phere
apane din bhii aa_e.nge achchhe
das baarah phir ho.nge bachche
tere bachcho.n ko khilaa_uu.ngii mai.n kurtaa phaa.D ke
mai.n lailaa lailaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paagal mujhe banaa gayaa hai siiTii bajaa ke}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Abhijit, Kavita Subramaniam}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

paagal mujhe banaa gayaa hai siiTii bajaa ke
chakkar ko_ii chalaa gayaa hai siiTii bajaa ke
so_ii thii mai.n jagaa gayaa hai siiTii bajaa ke
nii.nde.n merii u.Daa gayaa hai siiTii bajaa ke

paagal mujhe banaa ga_ii hai siiTii bajaa ke
chakkar ko_ii chalaa ga_ii hai siiTii bajaa ke
soyaa thaa mai.n jagaa ga_ii hai siiTii bajaa ke
nii.nde.n merii u.Daa ga_ii hai siiTii bajaa ke
paagal mujhe banaa \threedots

mastii se bharii tuu mast ba.Dii
terii zulf khulii khushbuu sii u.Dii
jab aa.Nkh la.Dii ik ja.ng chhi.Dii
tuu zid pe a.Dii ziddii hai ba.Dii
mai.n u.Datii pavan saavan kii jha.Dii
motii kii la.Dii hiire se ja.Dii
jab raat hu_ii phir baat ba.Dhii
mere dil pe pa.Dii jaaduu kii chha.Dii
jaaduu ko_ii chalaa ga_ii hai siiTii bajaa ke
mere hosh tuu u.Daa ga_ii hai siiTii bajaa ke
paagal mujhe banaa \threedots

dilabar hai meraa chitachor ba.Daa
mere piichhee pa.Daa dil leke u.Dhaa
dikhane me.n ba.Daa hai tuu chikanaa gha.Daa
mai.n haar ga_ii a.Nkhiyo.n ko la.Daa
mai.n likhaa pa.Dhaa mujhako naa pa.Dhaa
nakhare naa dikhaa gussaa naa cha.Dhaa
tere raste me.n huu.N mai.n kabase kha.Daa
baaho.n me.n tuu aa chal haath ba.Dhaa
ho hathaka.Diyaa.n tuu lagaa gayaa hai siiTii bajaa ke
meraa yaar mujhape chhaa gayaa hai siiTii bajaa ke
paagal mujhe banaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhe dekh ke jaan\-e\-jaanaa.n ... mujhe to pyaar ho gayaa}%
\film{Anaadi No. 1}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tujhe dekhake jaan\-e\-jaanaa.n
ye dil meraa kho gayaa
dil ho gayaa hai diivaanaa
mujhe to pyaar haay mujhe to pyaar ho gayaa

tujhe dekhake jaan\-e\-jaanaa.n \threedots
mujhe to pyaar mujhe to pyaar ho gayaa

apanaa banaa_uu.n tujhe siine se lagaa_uu.n mai.n
age aage jaa_egii tuu piichhe piichhe aa_uu.n mai.n
chorii chorii pyaar kiyaa kaise ye chhupaa_uu.n mai.n
nazare.n milaa_uu.n kabhii nazare.n churaa_uu.n mai.n
tujhe aa gayaa dil kaa lagaanaa
tujhe to pyaar haay tujhe to pyaar ho gayaa
tujhe dekhake jaan\-e\-jaanaa.n \threedots

jabase milii hai.n mujhe pyaar bharii raahe.n terii
baar baar chuumatii hai.n tujhako adaa_e.n merii
pyaarii pyaarii lagatii hai.n mujhako adaa_e.n terii
tujhako bulaatii hai.n ye khulii khulii baahe.n merii
ho tuu kal tak thaa a.njaanaa
tuu meraa yaar haa.n tuu meraa yaar ho gayaa
o tujhe dekhake jaan\-e\-jaanaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
