% ISB File: Angulimaal_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii aa_ii basa.ntii belaa}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha}%
\singer{Lata, Manna Dey, Meena Kapoor}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Apr 12, 2002
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

koras:
aa_ii aa_ii basa.ntii belaa
aa .a .a .a
aa_ii aa_ii basa.ntii belaa
lagaa re lagaa phuulo.n kaa ban\-ban melaa
magan man jhuum rahaa
jhuum rahaa jhuum rahaa jhuum rahaa

miinaa:
aaj aana.nd kaa bahaar relaa
ke gun\-gun gaa_e bha.Nvar alabelaa
kalii kaa mukh chuum rahaa, aa_ii aa_ii

koras:
jhuum rahaa jhuum rahaa jhuum rahaa
aa_ii aa_ii \threedots

miinaa: naache kaliyaa.N ?? naache ghuu.NghaT nikaal

mannaa:
piile piipal kii Daal deve patto.n kii taal
aaj ko_ii nahii.n hai akelaa ! \-2
milan kii belaa lagan kaa melaa
magan man jhuum rahaa aa_ii aa_ii
jhuum rahaa jhuum rahaa jhuum rahaa

lataa:
(jhananananananana
chhum chhananananananana baaje
pag\-pag\-pag\-pag pai.njaniyaa.N  !) \-2
(alabelii naar sajake si.ngaar
a.Ncharaa sa.Nbhaal aa_ii pii ke dvaar) \-2
naino.n me.n laaj adharo.n me.n pyaar \-2
man me.n haa.N haa.N \-
mukh na na na na na na !
chhum chhananananana
jhananananananananana baaje
pag\-pag\-pag\-pag pai.njaniyaa.N
jhananananananana
chhum chhananananananana baaje
pag\-pag\-pag\-pag pai.njaniyaa.N

mannaa: kahii.n baaje mR^ida.ng kahii.n baaje re ja.ng (?)
miinaa: kahii.n pichakaarii pichakaarii chhuuTe re ra.ng
mannaa: aaj ra.ngiilii ra.ngo.n kaa melaa ! \-2

koras:
milan kii belaa lagan kaa melaa
magan man jhuum rahaa
jhuum rahaa jhuum rahaa jhuum rahaa

aa_ii aa_ii basa.ntii belaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.De aaye shikaarii shikaar karane}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha}%
\singer{Manna Dey, Asha}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

are he he he he he he he
he he
ba.De aaye shikaarii shikaar karane \-2
in bhole\-bhaale hiraNo.n pe
aa haa haa haa haa
in bhole\-bhaale hiraNo.n pe
vaar karane
ba.De aaye
aa haa.N
ba.De aaye shikaarii shikaar karane \-2

chitavan ko taan jyuu.Nhii khii.Nchii kamaan
jyuu.Nhii khii.Nchii kamaan
apane karejawaa ko laagaa re baan
are laagaa re baan
bhuule hai ab to ye tan\-man kaa bhaan
tan\-man kaa bhaan
ta.Dape re machhalii se ab inake praan
are ho

dekho byaakul hai nain
byaakul hai nain
haay man hai bechain
haay haay man hai bechain
kaise kaaTe.nge
e rain
aaye kaahe the dil ko
o ho ho ho ho ho
kaahe aaye the dil ko
biimaar karane

ba.De aaye
aa haa.N
ba.De aaye shikaarii shikaar karane \-2

ghaayal banaane ko itanaa udham
itanaa udham
isake liye kyaa ye aa.Nkhe.n thii.n kam
kyaa ye aa.Nkhe.n thii.n kam
kisase ye nakhare aur kisase ye dam
kisase ye dam
kaisaa gajab haay kaisaa julam
are ho

ab badale hai ra.ng
ab badale hai ra.ng
dekho thirake hai a.ng
dekho thirake hai a.ng
nahii.n chhuTega
e sa.ng
aaye kaahe re naino.n ko
aa haa haa haa haa haa

aaye kaahe re naino.n ko chaak karane
ba.De aaye
aa haa.N
ba.De aaye shikaarii shikaar karane \-2
in bhole\-bhaale hiraNo.n pe
o ho ho ho ho ho
in bhole\-bhaale hiraNo.n pe
vaar karane
ba.De aaye
aa haa.N
ba.De aaye shikaarii shikaar karane \-2
ba.De aaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhiire dhiire Dhal rii chandaa dhiire dhiire Dhal}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{}%
\singer{Arti Mukherji}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Surajit Bose

\printtitle
#indian

dhiire dhiire Dhal rii chandaa dhiire dhiire Dhal
aaj kii ye raat mand phir na aaye kal
o chandaa dhiire dhiire Dhal \threedots

svapn bachapan ke adhuure
ho rahe.nge aaj puure
phir na jaane kab aaye.nge ye sunahare pal
o chandaa dhiire dhiire Dhal \threedots

priit kii dulhan sajii hai
man me.n shahanaa_ii bajii hai
aaj ghulane de nayan me.n raat kaa kaajal
o chandaa dhiire dhiire Dhal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab dukh kii gha.Diyaa.N aaye.n ... buddham sharanam gachchhami}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha, Ulhaas}%
\singer{Manna Dey, Asha?, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat  Vyas}%

% Contributor: Devendra Sharma (devmbox@yahoo.com)
% Date: 29 Aug 2002
% Credits: Balaji Murthy
% Kosh does not mention any female voice in the song.
% the movie was produced in 1960 by Thai International Society,
% director was Vijay Bhatt
% The lyrics aren't complete. I haven't seen all the parts on any
% recent (last 20 yrs) release by HMV. The song IIRC was filmed 
% in 5 parts in the movie.
% In part 3, the first portion is by Asha and the second by Manna.
% The rest of the song is by Manna Dey.

\printtitle
#indian

% Part 1
ma:
buddham saraNam gachchhaamii,
dham{}mam saraNam gachchhaamii,
sa.ngham saraNam gachchhaamii.

ghabaraae jab man anamol,
hRiday ho uThe Daa.NvaaDol,

ghabaraae jab man anamol,
aur hRiday ho Da.NvaaDol,
tab maanav tuu mukh se bol,
buddham saraNam gachchhaamii.

jab ashaa.nti kaa raag uThe, laal lahuu kaa phaag uThe,
hi.nsaa kii vo aag uThe, maanav me.n pashu jaag uThe,
uupar se muskaate nar, bhiitar zahar rahe.n ho.n ghol.
tab maanav tuu mukh se bol, buddham saraNam gachchhaamii.

% Part 2

jab duHkh kii gha.Diyaa.N aa_e.N
sach par jhuuTh vijay paa_e
is nirmal paavan man par
jab kala.nk ke ghan chhaa_e.N
anyaayo.n kii aa.Ndhii me.n
kaan uThe jab tere Dol

% Part 3

% Female Voice

ruuTh gayaa jab sun ne vaalaa
kis se karuu.N pukaar
pyaar kahaa.N pahachaan sakaa ye
ye nirday sa.nsaar

ma:
nirdayataa jab le le dhaam
daya hu_ii ho antaryaam
jab ye chhoTaa saa i.nsaan
bhuul rahaa apanaa bhagavaan
satya teraa jab ghabaraa_e
shradhdhhaa ho jab Daa.NvaaDol

% Part 4
jab duniyaa se pyaar uThe, nafarat kii diivaar uThe,
maa.N ki mamataa par jis din, beTe kii talawaar uThe,
dharatii kii kaayaa kaa.Npe, a.nbar Dagamag uThe Dol,
tab maanav tuu mukh se bol, buddham saraNam gachchhaamii.

% Part 5
duur kiyaa jis ne jan\-jan ke vyaakul man kaa a.ndhiyaaraa,
jisakii ek kiran ko chhuukar chamak uThaa ye jag saaraa,

diip saty kaa sadaa jale, dayaa ahi.nsaa sadaa phale,
sukh shaa.nti kii chhaayaa me.n jan\-gan\-man kaa prem pale,
bhaarat ke bhagawaan buddha kaa guu.nje ghar\-ghar ma.ntr amol,
he maanav nit mukh se bol, buddham saraNam gachchhaamii.
%
#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere cha.nchal nainaa madhu ras ke bhare }%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha}%
\singer{Meena Kapoor, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Comments:In the second antara Meena K. sounds very much like Asha

\printtitle
#indian

mk:mere cha.nchal nainaa, madhu ras ke bhare
mere cha.nchal nainaa
karo priit karo priit, koii apanaa lo miit
bole man kii mainaa
chorus:o cha.nchal nai.naa, madhu ras ke bhare mere cha.nchal nainaa

mk:(o dhalakaa vo chalakaa re palako.n me.n pyaar
kare rah rah ke vaar, kaajal kaa si.ngaar
chorus:kare rah rah ke vaar, kaajal kaa singaar)\-2
mk:(kaale baalo.n me.n simTii saavan kii ghaTaa, leke kaalii rainaa)\-2
chorus:o cha.nchal nainaa, madhu ras ke bhare mere cha.nchal nainaa

mk:(baaje runjhun madhur madhur ka.nganaa
aaye aanevaale aaj hamaare a.nganaa)\-2
(madhu cha.nd ana.nd me.n hoke maga.n, naache sapane chara.n)\-2
(giito.n me.n machalakar guunj uThii, man kii bainaa)\-2
chorus:o cha.nchal nainaa
mk:madhu ras ke bhare, mere cha.nchal nainaa
karo priit karo priit, koii apanaa lo miit
bole man kii mainaa
chorus:o cha.nchal nainaa, madhu ras ke bhare mere cha.nchal nainaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{OM Namo braahmaNadevaay ... muraliiwaale gopaal}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha}%
\singer{Asha, Male Voice?}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004
% Kosh does not mention Male Voice in this song

\printtitle
#indian

% Male voice
OM Namo braahmaNayadevaay
go bramhaNahitaay te
jagathitaay
kR^iShNaa govindaay namo namaH
OM

aa \:
muraliiwaale gopaal
gopaal

( muraliiwaale gopaal
terii sharaN me.n hai meraa laal
tere charaN me.n hai meraa laal ) \-2

tuu hii rakhanaa ise samhaal
terii sharaN me.n hai meraa laal \-2
tere charaN me.n hai meraa laal

muraliiwaale gopaal

phuul meraa hai komal\-komal
kaThin teraa sansaar
isakii Dag\-mag naiyaa kanhaiyaa
tuu hii lagaanaa paar
khewaiyaa tuu hii lagaanaa paar
har sankaT denaa Taal

terii sharaN me.n hai meraa laal \-2
tere charaN me.n hai meraa laal
muraliiwaale gopaal \-2
ho muraliiwaale gopaal

( naino.n ke ga.ngaajal se
jiiwan ke paap dhulaa de ) \-2
apanii umar cha.Dhaa_uu.N tujhe
mere laal ko amar banaa de \-2
he shaantii kii liye mashaal
jaagaaye jag me.n jot vishaal
kare uu.Nchaa bhaarat kaa bhaal

terii sharaN me.n hai meraa laal \-2
tere charaN me.n hai meraa laal
muraliiwaale gopaal
terii sharaN me.n hai meraa laal
tere charaN me.n hai meraa laal
muraliiwaale gopaal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere man me.n kaun ... jaa rii na bata_uu.N mai.n to}%
\film{Angulimaal}%
\year{1960}%
\starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Anita Guha}%
\singer{Lata, Meena Kapoor, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

mii \:	tere man me.n kaun, nainan me.n kaun
	jiivan me.n kaun Dole
	praano.n me.n kaun, sapano.n me.n kaun,
	saa.Nso.n me.n kaun bole

ko \:	tere man me.n kaun, nainan me.n kaun
	jiivan me.n kaun Dole
	praano.n me.n kaun, sapano.n me.n kaun,
	saa.Nso.n me.n kaun bole

la \:	jaa
	jaa rii na bata_uu.N mai.n to naam chitachor kaa \-2
	chhupaa\-chhupaa pyaar hai ye \-2
	chandaa chakor kaa
	jaa rii na bata_uu.N mai.n to naam chitachor kaa \-2

	jhuume.n ghaTaaye.n ghu.Ngharaale baalo.n me.n
	mukha.De pe chaa.Nd bali jaaye re
ko \:	haa haa haa haa mukha.De pe chaa.Nd bali jaaye re
la \:	haay niilii sii a.nkhiyaa.N, bhau.Nhe.n kamaan jaisii
	dekhe.n to jaan chalii jaaye re
ko \:	ho ho ho ho dekhe.n to jaan chalii jaaye re
mii \:	hai chhaliyaa kaun, khalabaliyaa kaun
	ra.ngaraliyaa ra.ng ghole

ko \:	praano.n me.n kaun, sapano.n me.n kaun,
	saa.Nso.n me.n kaun bole

la \:	jaa
	jaa rii na bata_uu.N mai.n to naam chitachor kaa \-2

	kaano.n me.n kuNDal, kaa.Ndhe dhanuSh dhare
	maathe tilak kii rekh hai
ko \:		haa haa haa haa maathe tilak kii rekh hai
la \: 	haa jisake liye huye nainaa diiwaane mere
	wo meraa laakho.n me.n ek hai
ko \:	ho ho ho ho wo meraa laakho.n me.n ek hai
mii \:	hai rasiyaa kaun, manabasiyaa kaun,
	ghuu.NghaT ko chhup ke khole

ko \:	praano.n me.n kaun, sapano.n me.n kaun,
	saa.Nso.n me.n kaun bole

la \:	jaa
	jaa rii na bata_uu.N mai.n to naam chitachor kaa
	jaa rii na bata_uu.N mai.n to

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
