% ISB File: Anjaam_1968.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{qayaamat aa_egii ek roz ... zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa hai}%
\film{Anjaam}%
\year{1968}%
\starring{Firoz Khan, Shahida, N A Ansari, Azaad,  Sundar, Johny Whisky, Helen}%
\singer{Mukesh}%
\music{Ganesh}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10191 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

qayaamat aa_egii ek roz

zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa hai taubaa Kudaayaa
tumhaarii ye javaanii salaamat rahe
zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa \threedots

bhiigii fizaa_e.n dekho cha.nchal havaa_e.n dekho
dil kii sadaa hai yahii chup naa raho
jaage hai.n aramaa.n mere mukha.De pe gesuu tere
din hai ki raat bolo kuchh to kaho
bolo na bolo hamase kahe.nge ye tumase
tumhaarii ye javaanii \threedots

duniyaa me.n ho.nge ka_ii dil ko churaane vaale
tumasaa na dekhaa ko_ii maah\-e\-naqaab
duniyaa banaane vaalaa tujhako banaa ke gorii
ruup banaanaa haay bhuul gayaa
tumhaaraa hai zamaanaa banaa do diivaanaa
tumhaarii ye javaanii \threedots

haay ye adaa_e.n terii tujhase bahaare.n merii
Gul bhii pukaare tujhe baad\-e\-sabaa
biga.Dii banaanaa siikho dil ko lagaanaa siikho
zulfe.n banaanaa chho.Do jaan\-e\-vafaa
labo.n pe sadaa aa_e.n hamaarii du_aa_e.n
tumhaarii ye javaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
