% ISB File: Anjangarh_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaa_o}%
\film{Anjangarh}%
\year{1948}%
\starring{Sunanda Devi, Rama Nehru}%
\singer{Pankaj Mullick, Utpala Sen}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Pt Bhushan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 12, 2005

\printtitle
#indian

pa:	sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaavo \-2
	majhadhaar me.n hai naav ise paar lagaavo \-2
	sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaavo

	( bhuule se bhii haragiz na kabhii aa.Nsuu bahaaye.n
	duniyaa kaa bhalaa ho to galaa apanaa kaTaaye.n ) \-2
	do shakti kaa varadaan
	do shakti kaa varadaan hame.n
do:	viir banaa viir banaa viir banaavo
	sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaavo
u:	sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaavo
	( rishiyo.n kii hai sa.ntaan ba.Dhe maan hamaaraa
	har ek ko har aan rahe dhyaan hamaaraa ) \-2
pa:	( dushman ko bhii karanaa pa.De sanmaan hamaaraa
	raN kaa.Np uThe unake vijay\-gaan hamaaraa ) \-2
	soto.n ko jagaane kaa
	soto.n ko jagaane kaa sabak
do:	hamako sikhaavo \-3
	sa.nsaar ke aadhaar dayaa hamape dikhaavo
	sa.nsaar ke aadhaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
