% ISB File: AnmolGhadi_1946.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa merii barabaad mohabbat ke sahaare}%
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Surinder, Noorjehan, Suraiya}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

( aa jaa, aa jaa
aa jaa merii barabaad mohabbat ke sahaare
hai kaun jo biga.Dii hu_ii taqadiir sa.Nwaare ) \-2

( aaye bhii na the Kushq huye aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu
haay aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu ) \-2
nikale bhii na the luT gaye aramaan bechaare
hai kaun jo biga.Dii hu_ii taqadiir sa.Nwaare

( anjaam\-e\-mohabbat hame.n maaluum hai lekin
hame.n maaluum hai lekin ) \-2
lete hai.n tere Gam me.n ummiido.n ke sahaare
hai kaun jo biga.Dii hu_ii taqadiir sa.Nwaare

( thaa dil ko faqat terii mohabbat kaa sahaaraa
mohabbat kaa sahaaraa ) \-2
hamane isii ummiid pe din apane Guzaare
hai kaun jo biga.Dii hu_ii taqadiir sa.Nwaare

aa jaa, aa jaa
aa jaa merii barabaad mohabbat ke sahaare
hai kaun jo biga.Dii hu_ii taqadiir sa.Nwaare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aavaaz de kahaa.N hai duniyaa merii javaa.N hai}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Noorjehan, Suraiyya}%
\singer{Noorjehan, Surendra}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

aavaaz de kahaa.N hai duniyaa merI javaa.N hai 
aabaad mere dil me.n ummiid kaa jahaa.N hai 
duniyaa merI javaa.N hai \threedots

aa raat jaa rahI hai 
yuu.n jaise chaa.Ndanii kI 
baaraat jaa rahI hai 
chalane ko ab falak se 
taaro.n kaa kaaravaa.N hai 
aise me.n tU kahaa.N hai 
duniyaa merI javaa.N hai \threedots

kismat pe chhaa rahI hai 
kyo.n raat kii siyaahii 
vIrA.N hai merI nii.nde.n 
taaro.n se le gavaahii 
barabaad mai.n yahaa.N huu.N 
aabaad tU kahaa.N hai 
bedard aasamaa.N hai \threedots

aavaaz de kahaa.N hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ab kaun hai meraa kaho ab kaun hai meraa}%
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Surinder, Noorjehan, Suraiya}%
\singer{Surendra}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ab kaun hai meraa kaho ab kaun hai meraa \-2
fariyaad hai
fariyaad hai taqadiir ne luuTaa hai baseraa
meraa luuTaa hai baseraa

barabaad hai dil, uja.Daa hai aashaa_o.n kaa melaa
huu.N jag me.n akelaa
barabaad hai dil
barabaad hai dil, uja.Daa hai aashaa_o.n kaa melaa
huu.N jag me.n akelaa
uja.Dii hu_ii bastii me.n hai
uja.Dii hu_ii bastii me.n hai har or a.ndheraa
ab kaun hai meraa

( kyaa Katm na ho.nge kabhii ye Gam ke fasaane
furaqat ke zamaane ) \-2
kahate hai.n har ek raat kaa
kahate hai.n har ek raat kaa hotaa hai saveraa
ab kaun hai meraa

tuune mujhe luuTaa, terii duniyaa ne sataayaa \-2
terii duniyaa ne sataayaa
ab tuu hii bataa kyaa yahii
ab tuu hii bataa kyaa yahii insaaf hai teraa
ab kaun hai meraa

ab kaun hai meraa kaho ab kaun hai meraa
fariyaad hai
fariyaad hai taqadiir ne luuTaa hai baseraa
meraa luuTaa hai baseraa
fariyaad hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{javaa.N hai mohabbat, hasii.n hai zamaanaa}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Noorjehan}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor:  Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

javaa.N hai mohabbat, hasii.n hai zamaanaa 
luTaayaa hai dil ne, khushI kaa khazaanaa 
javaa.N hai mohabbat\threedots 

mohabbat kare.n (khush rahe.n muskuraaye.n \- 2)
nA soche hame.n kyA kahegaa zamaanaa 
javaa.N hai mohabbat\threedots 

abhii tak mujhe (yaad hai vo kahAnI \- 2)
nA bhuulegaa bachapan kA ra.ngii.n zamaanaa 
javaa.N hai mohabbat\threedots 

kyaa aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n baate.n huii hai.n \- 2 
kisiine nA dekhaa kisiine nA jaanaa 
javaa.N hai mohabbat\threedots 

tum aaye ke bachapan meraa (lauT aayaa \- 2)
milaa hai mujhe zindagii kA bahaanaa 
javaa.N hai mohabbat\threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa mil gayaa bhagavaan tumhe dil ko dukhaa ke}%
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Noorjehan, Suraiyya}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

kyaa mil gayaa bhagavaan tumhe.n dil ko dukhaake 
aramAno.n kI nagarI me.n merI aag lagaake 
kyA mil gayaa \threedots

ham soch rahe the kabhI dil dil se mile.nge 
jIvan me.n mohabbat ke kabhI phuul khile.nge 
ye kyaa thI khabar tum ko nA aaegii dayA bhI 
rakh doge kisii din merI duniyaa ko miTaake 
aramAno.n kii nagarii \threedots

aakaash hii dushman nahii.n, dushman hai zamii.n bhI 
dukh ke maare to nahii.n, chain kahii.n bhI 
is jiine se ab maut hii aajaaye to achchhaa 
jab chhUT gayaa haath unakaa mere hAtho.n me.n aake 
aramAno.n kii nagarii \threedots

maaluum nA thA khaaq me.n mil jaaye.nge ek dil 
khud apanii hii ham aag me.n jal jaae.nge ek dil 
tumase to ye ummiid nA thI jal ke khevayyaa 
naiyyaa ko Dubo doge kinaare pe laake 
aramAno.n kii nagarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyo.n yaad aa rahe hai.n}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Suraiyya, Noorjehan}%
\singer{Surendra}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

kyo.n yaad aa rahe hai.n 
guzare hue zamaane 
ye sukh bhare fasaane 
rote hue taraane 
kisako sunaa rahe hai.n 
kyo.n yaad rahe hai.n 

kyo.n muskuraa rahe hai.n 
dekho agar to samajho 
aa.Nsuu bahaa rahe hai.n 
kyo.n yaad aa rahe hai.n 

kyaa vaqt hai nA jaane 
kyo.n hichakiyo.n kii lay pe 
gaate Gam ke gaane 
ham bhor ke diye hai.n 
bujhate hii gaa rahe hai.n 
kyo.n yaad aa rahe hai.n 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n dil me.n dard basaa laa_ii}%
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Surinder, Noorjehan, Suraiya}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanveer Naqvi}%

% Contributor: Urzung Khan, 14/02/03

\printtitle
#indian

mai.n dil me.n, mai.n dil me.n
dard basaa laa_ii
naino.n se nain milaa aa_ii
unako apane man kii baate.n
binaa kahe samajhaa aa_ii
mai.n dil me.n \threedots

payaar se ko_ii dekh rahaa thaa
mai.n sahamii ghabaraa_ii
Dhalakii morii dhaanii chunariyaa
lii mai.n ne a.Nga.Daa_ii
bin dekhe sharamaa_ii
mai.n man kaa, mai.n man kaa chain luTaa aa_ii
naino.n se nain milaa aa_ii
main dil me.n \threedots

dil se uThii lahar Kushii kii
a.Ng a.Ng laharaa_ii
kalii mere joban kii chaTakii
phuul banii musakaa_ii
mai.n jiivan, mai.n jiivan giit sunaa aa_ii
naino.n se nain milaa aa_ii
main dil me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{man letaa hai a.nga.Daaii}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Noorjehan, Suraiyya}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

man letaa hai a.nga.Daaii 
jIvan pe javAnI chhaaI 
man letaa hai a.nga.Daaii 

hoTho.n ne muskaanaa sIkhaa 
naino.n ne sharamaanaa 
har dha.Dakan gaatii hai man kii 
ek anokhaa gaanaa 
phir yaad kisIkii aa_ii 
jIvan pe javAnI chhaaI 
man letaa hai \threedots

merI ek nA maane manavaa 
karataa hai manamaanii 
binaa hii Dole jhuul hii jaaye 
merI mast javAnI 
rut piyaa milan kii aa_ii 
jIvan pe javAnI chhaaI 
man letaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere bachapan ke saathii mujhe bhuul na jaanaa}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Noorjehan, Suraiyya}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

mere bachapan ke sAthI mujhe bhuul nA jaanaa 
dekho dekho ha.Nse nA zamaanaa, ha.Nse nA zamaanaa 

Gam furaqat ke sah nA sakuu.Ngii 
roU.ngii kuchh kah nA sakuu.Ngii 
dushman hai saaraa jahaa.N, jaaU.n kahaa.N
terI ulfat hai jiine kaa bas ik bahaanaa 
dekho dekho ha.Nse nA zamaanaa, ha.Nse nA zamaanaa

raat guzaaruu.n gin gin taare 
kaise aaU.n paas tumhaare 
tum ho kahii.n mai.n kahii.n, chain nahii.n 
haaye duniyA ne dil kaa mere Gam nA jaanaa 
dekho dekho ha.Nse nA zamaanaa, ha.Nse nA zamaanaa

koI dil kaa dard nA jaane 
apane bhI ab hai begaane 
ro ro ke kahataa hai dil, aa saajan mil 
bas itanaa hii sun le meraa hai fasaanaa 
dekho dekho ha.Nse nA zamaanaa, ha.Nse nA zamaanaa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sochaa thaa kyaa kyaa ho gayaa}% 
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Suraiyya}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

sochaa thaa kyaa kyaa ho gayaa 
apanaa jise samajhe the ham 
afasos vo apanaa nA thaa 
sochaa thaa kyaa \threedots

gairo.n ki iname.n kyaa khataa 
karate hai.n apano.n se gilaa 
kyaa ho gayaa, kyaa ho gayaa 
sochaa thaa kyaa \threedots

ai dil nA ro, hairaan nA ho 
honaa thaa jo vo ho gayaa 
rone se ab kyaa faayadaa 
kyaa ho gayaa, kyaa ho gayaa 
sochaa thaa kyaa \threedots

jo kuchh bhI dekhaa khvaab thaa 
is khvaab ko ab bhuul jaa 
bhuul jaa 
kyaa ho gayaa, kyaa ho gayaa 
sochaa thaa kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa khilaunaa TuuTaa}
\film{Anmol Ghadi}
\year{1946}
\starring{Surendra, Noorjehan, Suraiya}
\singer{Rafi}
\music{Naushad}
\lyrics{Tanvir Naqvi}

%Contributor: Prithviraj Dasgupta
%Transliterator: Prithviraj Dasgupta
%Date: April 28, 2002
%Availability: HMV CD Anmol Ghadi/Anokhi Ada sdtrk
% HMV CD 50 years of Playback: The Fabulous Years (1946-56)

\printtitle 
#indian 

teraa khilaunaa TuuTaa baalak
teraa khilaunaa TuuTaa
hai.n qisamat ne luuTa tujhako
hai.n qisamat ne luuTa
teraa khilaunaa TuuTaa

gagan pe baiThakar khel niraalii
khele khelanahaar
dekho logo.n kaThaputalii kaa
naaTak hai.n sa.nsaar
ham tum hai.n sab khel khilaune
miThe ka.Dave aur salone
khelo bachcho.n le lo bachcho.n
do kau.Dii me.n bikataa hai inasaan

le lo bholaa saa bhagawaan
le lo bhuKaa hi.ndustaan
le lo ye ##made in Japan##
ye hai lalluu ye hai gyaaN
ye hai kalluu ye hai praaN
tuu kyuu.N rotaa cha.ndarbhaan
maa ne piiTaa merii jaan
na ho ro ro ke halakaan
tuu hai bhaarat ke sa.ntaan
le le tuu ye tiir kamaan
mere pyaare pahalawaan
bachaale apane ghar kii shaan
pii le bii.Dii khaa le paan
mere khilaune do do aane
khelo bachcho.n le lo bachcho.n
laayaa huu.N kaagaz kaa gulabuuTaa
teraa khilaunaa TuuTaa

teraa khilaunaa TuuTaa baalak
teraa khilaunaa TuuTaa
hai.n qisamat ne luuTa tujhako
hai.n qisamat ne luuTa
teraa khilaunaa TuuTaa
gagan pe baiThakar khel niraalii
khele khelanahaar
dekho logo.n kaThputalii kaa
naaTak hai.n sa.nsaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N}%
\film{Anmol Ghadi}%
\year{1946}%
\starring{Surinder, Noorjehan, Suraiyya}%
\singer{Zohra Bai, Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12012 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

zo \:	u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N
	tere haath naa aa_uu.N
	haa.N aa.N aa.N
	tere haath naa aa_uu.N
sha \:	u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N
	tere haath naa aa_uu.N
	haa.N aa.N aa.N
	tere haath naa aa_uu.N

	duur\-duur se karuu.N ishaare
	aur tujhako tarasaa_uu.N
	chandaa kii khi.Dakii se jhaakuu.N
	jhaakuu.N aur chhip jaa_uu.N
do \:	u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N
	tere haath naa aa_uu.N
	haa.N aa.N aa.N
	tere haath naa aa_uu.N

zo \:	ho o o o
	aaye.n
	aaye.n aur Guzaratii jaaye.n
	lambii\-uu.Nchii\-niichii raahe.n
	galiyaa.N aur baazaar
	haa.N aa.N aa.N
	galiyaa.N aur baazaar
	meraa pa_iyaa
	meraa pa_iyaa aise bhaage
	jaise moTar\-kaar
do \:	bhaage sab sansaar \-2

sha \:	suuraj bhaage chandaa bhaage
	andhiyaaraa ujiyaaraa bhaage
	dharatii dau.De piichhe ko
	mai.n aage ba.Dhatii jaa_uu.N
zo \:	teraa haath paka.D ke tujhako
	duur kahii.n le jaa_uu.N
sha \:	mai.n phir bhii haath na aa_uu.N 
	phir bhii haath na aa_uu.N

do \:	u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N
	tere haath naa aa_uu.N
	haa.N aa.N aa.N
	tere haath naa aa_uu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
