% ISB File: AnokhiAda_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii}%
\film{Anokhi Ada}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

o~ aaj kahaa.N jaake \- 2
nazar Takaraa_ii \- 2
o~ soye hue man me.n \- 2
Kushii kii lahar aa_ii \- 2 
o~

(dil me kyuu.N huu.Nk uThii huu.Nk uThii
naino.n me.n kaun aayaa kaun aayaa) \- 2
biite din yaad karo \- 2
kisane ye giit gaayaa giit gaayaa
baj uThii man me.n \- 2
madhur shahanaa_ii \- 2
aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii

kyuu.N mere bas me.n nahii.n, haay kyaa dil ko huaa \- 2
aa.Nkho.n kii nii.nd ga_ii \- 2
luT gayaa chain meraa chain meraa
jaise ko_ii bhuulii \- 2
kahaanii yaad aa_ii \- 2
aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhuul gaye kyo.n deke sahaaraa}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Shamshad, Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

mu:
(bhuul gaye kyo.n deke sahaaraa 
luuTane vaale chain hamaaraa) \- 2

aao ke dil majabuur hai Gam se
ruuTh ga_ii taqadiir bhii hamase
Duub gayaa qismat kaa taraa
bhuul gaye kyo.n deke sahaaraa

sha:
(TuuT gayaa dil dard kaa maaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa) \- 2
aaj huaa kyaa dil ko naa jaane
baiThe biThaaye dil kii sadaa ne
Thes lagaakar Gam ko ubhaaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa

mu:
chaaro.n taraf tuufaan hai bhaarii
dil ko lagii hai aas tumhaarii
naav bha.Nvar me.n duur kinaaraa
bhuul gaye kyo.n deke sahaaraa

sha:
aake sataaye dard\-e\-jigar ne
ko_ii bataaaye kis kii nazar ne
chhiin liyaa dil karake ishaaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhuulane vaale yaad na aa}% 
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

bhuulane vaale yaad na aa  \- 2

dekh hame.n majabuur na kar 
tujhako kasam dukh dUr na kar 
ham to jiye bas tere liye 
tUne kuchh aise ra.nj diye 
Thes lagI dil TuuT gayaa 
bhuulane vaale yaad nA aa \threedots 

haay vafaa nakaam huii 
subah ke badale shaam huii 
phuul khushI ke khil nA sake 
aa.Nkh milii dil mil nA sake 
dekh liyaa a.njaam\-e\-vafaa 
bhUlane vaale yaad nA aa \threedots 

dil se miTaa ulfat kA nishaa.n 
tujhase hamaaraa pyaar kahaa.N 
pyaar kA naataa to.D yahii.n 
giit adhuuraa chho.D yahii.n 
mai.n bhI nA gaaU.n tU bhI nA gaa 
bhUlane vaale yaad nA aa \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ko lagaakar hamane}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Uma Devi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@duke.cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

(dil ko lagaake hamane, kuchh bhii naa paayaa 
chain gavaayaa)\-2

Gam kaa fasaanaa kyaa sunaaye.n, 
kah naa paaye.n 
haa.N haa.N
Gam kaa\threedots paaye.n

ye bhii naa sochaa haay bhuul ke\-2
jis bevafaa ko apanaa banaayaa, hai vo paraayaa
dil ko lagaake \threedots gavaayaa

aa.Nkho.n se dil khaaye dhokhe chup roke\-2
o duniyaa basii naa haay pyaar kii\-2
kaise bitaaye, rog lagaayaa, jii ko jalaayaa
dil ko\threedots gavaayaa

de ke sahaaraa mujhako jhuuTaa, tumane luuTaa\-2
bhuulii kahaanii hai chhe.D dii\-2
teraaa fasaanaa yaad naa aayaa, ha.Nsake rulaayaa
dil ko \threedots gavaayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jale naa kyo.n paravaanaa}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Surendra}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

(jale naa kyo.n \- 2
jale naa kyo.n paravaanaa \-2) \- 2
shamaa dikhaakar husn ke jalave \- 2
banaa ke jab diivaanaa
jale naa kyo.n paravaanaa

(dil kii lagii kaa naam hai ulfat 
dil kii lagii kaa naam ulfat hai) \- 2
aur ulfat kaa hai ye matalab \- 2
(chupake chupake dhiire dhiire
ha.Ns ha.Ns ke jal jaanaa) \- 2
jale naa kyo.n paravaanaa

jale naa kyo.n \threedots

jalanaa hai to phir jal jaaye, ho
jalanaa hai to phir jal jaaye 
husn ke saa.Nche me.n Dhal jaaye \- 2
(ishq me.n dono.n ek hai ab to
jiinaa yaa mar jaanaa) \- 2
jale na kyo.n paravaanaa
shamaa \threedots diivaanaa
jale na kyo.n paravaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Uma Devi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12029 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye
kahaa nahii.n jaaye ho kahaa nahii.n jaaye
kaahe jiyaa Dole ho kahaa nahii.n jaaye

jamunaa ke paar more
pii kii nagariyaa \-2
kaise bitaa_u.N haay
baalii umariyaa \-2
huu.nk uThe man me.n to rahaa nahii.n jaaye
kahaa nahii.n jaaye ho rahaa nahii.n jaaye
huu.nk uThe man me.n to rahaa nahii.n jaaye

jiiwan ko bhaaye more
bachapan kaa sa.ng naa \-2
pii\-pii papiihaa bole
jab more a.nganaa \-2
bol mose bairii kaa sahaa nahii.n jaaye
sahaa nahii.n jaaye ho sahaa nahii.n jaaye
bol mose bairii kaa sahaa nahii.n jaaye

saagar me.n Dol rahii
hiraday kii na_iyaa \-2
dil jhuum\-jhuum kahe
aa jaa khiwa_iyaa \-2
uu.Nchii\-uu.Nchii laharo.n me.n bahaa nahii.n jaaye
bahaa nahii.n jaaye ho bahaa nahii.n jaaye
uu.Nchii\-uu.Nchii laharo.n me.n bahaa nahii.n jaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii dil dil se Takaraataa to hogaa}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Sami
% Credits: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

kabhii dil dil se Takaraataa to hogaa\-2
unhe meraa Khayaal aataa to hogaa\-2

naa rukate ho.nge jab aa.Nkho.n me aa.Nsuu\-2
aa.Nkho.n me aa.Nsuu
to paimaanaa to paimaanaa chhalak jaataa to hogaa
unhe \threedots

vo paa lete to ho.nge dil pe kaabu, dil pe kaabu\-2
unhe ye bhii\-2 kamaal aataa to hogaa
kabhii dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyo.n u.nhe.n dil diyaa}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Surendra, Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

su:
(kyo.n u.nhe.n dil diyaa haay ye kyaa kiyaa
shiishe ko patthar se Takaraa diyaa) \-2

jinako aataa nahii.n hai vafaa kaa chalan
unase lagii hai lagan
Thes lagatii hai jis dam ko kahataa hai man
uja.De naa dil kaa chaman
paas rahakar sadaa
hai vo hamase judaa
qismat ne ye din bhii dikhalaa diyaa

sha:
oo~

su : o~

sha:
kaun bhuulaa huaa
aaj yaad aa gayaa
ye kisane phir dil ko ta.Dapaa diyaa
phir mere dil me jaagaa mohabbat kaa Gam
ghuTane lagaa meraa dam
kisane rakhaa merii zi.ndagii me qadam
aur ye kahaa tere ham
tuu hii ai dil bataa
kisane dekar sadaa
aa.Nkho.n kaa paimanaa chalakaa diyaa

kaun bhuulaa huaa \threedots taDapaa diyaa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyuu.N pherii nazar dekho to idhar}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Anjum Pillibhiti}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12286 [V S Rawat], 23/01/2004

% The song was recorded for the film but not included.
% It was later released as non-Film song.
% kosh does not have any information on this.

% Credits: Kamalakar Pasupuleti, Sudhir, Ashok Dhareshwar,
% Satish Kalra, Gurcharan Sandhu, Surjit Singh
% Refer to the entire thread on RMIM:
% "Rare Ghazals; Mukesh-Naushad-Majrooh"
% dated: 2002-03-11

\printtitle
#indian

kyuu.N pherii nazar \-2
dekho to idhar \-2
Dhaa_o na sitam pahale\-pahale
kyuu.N pherii nazar

dikhalaa ke jhalak dil chhiin liyaa \-2
aur dil kii bajaay dard diyaa \-2
milate hii nazar kyaa Kuub kiyaa \-2
tumane ye karam pahale\-pahale
kyuu.N pherii nazar

kyuu.N pherii nazar \-2
dekho to idhar \-2
Dhaa_o na sitam pahale\-pahale
kyuu.N pherii nazar

dil le ke sataanaa Thiik nahii.n \-2
nazaro.n se giraanaa Thiik nahii.n \-2
duniyaa\-\e\-mohabbat me.n hamane \-2
rakhaa hai qadam pahale\-pahale
kyuu.N pherii nazar

kyuu.N pherii nazar \-2
dekho to idhar \-2
Dhaa_o na sitam pahale\-pahale
kyuu.N pherii nazar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ma.nzil kii dhun me jhuumate gaate chale chalo}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

ma.nzil kii dhun me jhuumate gaate chale chalo \- 2
bichha.De hue dilo.n ko milaate chalo chalo
haa.N milaate chalo chalo

(do din kii zi.ndagii me.n ko_ii kyuu.N uThaaye Gam
ko_ii kyuu.N uThaaye Gam) \- 2
naGme.n Kushii ke sab ko sunaate chale chalo \- 2
bichha.De \threedots

(insaaniyat to pyaar mohabbat kaa naam hai
mohabbat kaa naam hai) \- 2
insaaniyat kii shaan ba.Dhaate chalo chalo
bichha.De hue \threedots

(aazaad zi.ndagii hai to barbaad kyuu.N rahe
barbaad kyuu.N rahe) \- 2
barbaadiyo.n se dil ko bachaate chale chalo \- 2
bichha.De hue \threedots

ma.nzil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Shamshad}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 

\printtitle
#indian

nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se \- 2
Dha.Dakane lagaa dil mohabbat ke Dar se\-2
nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se

uThii huu.N ki yuu.N aaj pahaluu me.n jaise
pahaluu me.n jaise \- 2
uThii huu.N ki yuu.N aaj pahaluu me.n jaise
ko_ii chiiz Takaraa ga_ii hai jigar se \- 2
jaane kis kii nazar se
nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se
Dha.Dakane lagaa dil mohabbat ke Dar se
nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se

ko_ii jaane vaale kii himmat to dekhe
himmat to dekhe \- 2
ko_ii jaane vaale kii himmat to dekhe
mujhii ko churaa le gayaa mere ghar se \- 2
jaane kis kii nazar se
nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se
Dha.Dakane lagaa dil mohabbat ke Dar se
nazar mil ga_ii jaane kis kii nazar se

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye pyaar kii baate.n ye safar bhul na jaanaa}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1948}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Burra Gopal + Preeti Ranjan Panda (ppanda@wave.ics.uci.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ye pyaar kii baate.n
ye pyaar kii baate.n ye safar bhUl na jaanaa
dil chhIn ke jaate ho kidhar bhUl na jaanaa
bhUl na jaanaa
dil chhIn ke jaate ho kidhar bhUl na jaanaa
ye pyaar kii baate.n

jab hamane kiyaa dil ko muhabbat ke havAle \- 2
sharmIlii nigaaho.n se hame.n dekhane vaale
jo tiir chalaayaa hai idhar bhUl na jaanaa
bhUl na jaanaa
jo tIr chalaayaa hai idhar bhUl na jaanaa
ye pyaar kii baate.n

hamane kisii ummId se dil tumako diyaa hai
dil tumako diyaa hai
aramaan bhare dil se tumhe.n pyaar kiyaa hai
pyaar kiyaa hai
dekho ye muhabbat kaa safar bhUl na jaanaa
bhUl na jaanaa
dekho ye muhabbat ka safar bhUl na jaanaa
ye pyaar kii baate.n

ho jaaye naa duniyaa kahii.n barabaad hamaarii \- 2
hai tujhako kasam rakhanaa zaraa yaad hamaarii
jo dil ko churaayaa hai idhar bhUl na jaanaa
bhUl na jaanaa
jo dil ko churaayaa hai idhar bhUl na jaanaa
ye pyaar kii baate.n
ye pyaar kii baate.n ye safar bhUl na jaanaa
dil chhIn ke jaate ho kidhar bhUl na jaanaa
ye pyaar kii baate.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
