% ISB File: AnokhiAdaa_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haal kyaa hai dilo.n kaa na puuchho sanam}%
\film{Anokhi Ada}%
\year{1973}%
\starring{Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

haal kyaa hai dilo.n kaa na puuchho sanam
aap kaa muskuraanaa Gazab Dhaa gayaa
ik to mahafil tumhaarii hasii.n kam na thii
us pe meraa taraanaa Gazab Dhaa gayaa
haal kyaa hai dilo.n kaa   \threedots

ab to laharaayaa mastii bharii chhaa.Nv me.n
baa.Ndho lo chaahe ghu.Ngharuu mere paa.Nv me.n
mai.n bahakataa nahii.n thaa magar kyaa karuu.N
aaj mausam suhaanaa Gazab Dhaa gayaa
haal kyaa hai dilo.n kaa   \threedots

har nazar uTh rahii hai tumhaarii taraf
aur tumhaarii nazar hai hamaarii taraf
aa.Nkh uThaanaa tumhaaraa to phir Thiik thaa
aa.Nkh uThaakar, jhukaanaa Gazab Dhaa gayaa
haal kyaa hai dilo.n kaa   \threedots

mast aa.Nkho.n kaa jaaduu jo shaamil huaa
meraa gaanaa bhii sunane ke qaabil huaa
jisako dekho vahii aaj behos hai
aaj to mai.n diivaanaa Gazab Dhaa gayaa
haal kyaa hai dilo.n kaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sundarii aay haay sundarii apun ko bhii ek nazar dekho naa}%
\film{Anokhi Adaa}%
\year{1973}%
\starring{Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 14, 2005

\printtitle
#indian

sundarii aay haay sundarii \-2
( apun ko bhii ek nazar dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa ) \-2
sundarii aay haay sundarii \-2

kaisii anokhii adaa jaanii hai terii \-2
phir se ba_iyaa.N jaraa pyaar se merii
teraa yaar mai.n nahii.n hai, magar aisii kyaa kamii hai
shakal to milatii hai tere yaar se merii
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii \-2

dikhane me.n ka.ngaal hai pan raajaa hai dil kaa \-2
aa mai.n banaa degaa tujhe pyaar kii malikaa
kabhii ek roj aake meraa jhopa.Daa basaa de
jhopa.D me.n dikhalaa duu.N majaa raajamahal kaa
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii \-2

ho ga_ii gussaa are tum to kasam se \-2
aisii ba.Dii kaun khataa ho ga_ii hamase
gore gaalo.n waalii baa_ii jaraa thaam lii kalaa_ii
khaalii\-piilii tum to khafaa ho ga_ii hamase
hai naa yahii baat to phir dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii \-2
apun ko bhii ek nazar dekho naa
bure nahii.n ham bhii idhar dekho naa
sundarii aay haay sundarii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
