% ISB File: Aparaadhi_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mai.n dhuul kaa u.Dataa baadal}%
\film{Aparaadhi}%
\year{1974}%
\starring{Yogita Bali, Kiran Kumar, Imtiyaz, Jayshri T, Chandrashekhar, Bhagwan}%
\singer{Mukesh}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10449 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mai.n dhuul kaa u.Dataa baadal gaataa laharaataa jaa_uu.N
ma.nzil merii mai.n na jaanuu.N phir bhii chalataa jaa_uu.N
mai.n dhuul kaa u.Dataa \threedots

duniyaa mujhako kuchh bhii samajhe sabake mai.n to kaam aa_uu.N
yaaro.n kaa mai.n yaar bhii huu.N pyaar kaa mai.n saath nibhaa_uu.N
naa farishtaa aadamii huu.N sabake dil kii roshanii huu.N \-2
mai.n dhuul kaa u.Dataa \threedots

nafarato.n se duur huu.N mai.n pyaar merii zindagaanii
huu.N sabhii ke dil kaa pyaaraa kyaa bu.Dhaapaa kyaa javaanii
mere piichhe ye zamaanaa aasamaa.n par aashiyaanaa \-2
mai.n dhuul kaa u.Dataa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
