% ISB File: Apnaapan_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aadamii musaafir hai aataa hai jaataa hai}%
\film{Apnaapan}%
\year{1977}%
\starring{Jeetendra, Rina Roy, Sulakshna Pundit, Sanjeev Kumar}%
\singer{Rafi, Lata/ Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11271 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aadamii musaafir hai aataa hai jaataa hai
aate\-jaate raste me.n yaade.n chho.D jaataa hai

jho.nkaa havaa kaa paanii kaa relaa \-2
mele me.n rah jaa_e jo akelaa \-2
vo phir akelaa hii rah jaataa hai
aadamii musaafir hai \threedots

kyaa saath laa_e kyaa chho.D aa_e
raste me.n ham kyaa chho.D aa_e
ma.nzil pe jaa ke hii yaad aataa hai
aadamii musaafir hai \threedots

jab Dolatii hai jiivan kii naiyaa
ko_ii to ban jaataa hai khivaiyaa
ko_ii kinaare pe hii Duub jaataa hai
aadamii musaafir hai \threedots

rotii hai aa.Nkh jalataa hai ye dil
jab apane ghar ke phe.nke diye se
aa.Ngan paraayaa jagamagaataa hai
aadamii musaafir hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai}%
\film{Apnaapan}%
\year{1977}%
\starring{Jeetendra, Rina Roy, Sulakshna Pundit, Sanjeev Kumar}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

la:	o.a
	aa.a
	o.a
	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai \-2
	tere dil me.n jagah milii swarg hame.n kyaa karanaa hai
	kyaa karanaa hai
ki:	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai
	tere dil me.n jagah milii swarg hame.n kyaa karanaa hai
	kyaa karanaa hai
do:	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai

ki:	chhuunaa chaaho to baadal ko chhuu lo apane haatho.n se
la:	are dil naa bahalaao sajanaa uu.Nche mahalo.n kii baato.n se
	un galiyo.n kii baat karo jin galiyo.n se guzaranaa hai
	guzaranaa hai
la:	is duniyaa me.n jiinaa hai
ki:	is duniyaa me.n maranaa hai

la:	dekho mai.n sab dekh rahii huu.N merii aa.Nkhe.n ba.nd nahii.n \-2
	Dhuu.NDh rahe ho swarg me.n pariyaa.N kyaa mai.n tumhe.n pasa.nd nahii.n
ki:	pariyaa.N dil bahalaane ko hai.n pyaar tumhii.n se karanaa hai
	karanaa hai
	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai
la:	tere dil me.n jagah milii swarg hame.n kyaa karanaa hai
	kyaa karanaa hai
do:	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai

ki:	saath kha.De ho kar ham dono.n aao koii duaa maa.Nge.n \-2
la:	haath diyaa jab haath me.n tere haath uThaa kar kyaa maa.Nge.n
	Darate the bhagawaan se pahale ab priitam se Daranaa hai
	Daranaa hai
	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai
ki:	tere dil me.n jagah milii swarg hame.n kyaa karanaa hai
	kyaa karanaa hai
do:	is duniyaa me.n jiinaa hai is duniyaa me.n maranaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
