% ISB File: Aradhana_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baaGo.n me.n bahaar hai}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Farida Jalal, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pu :   achchhaa to ye baat hai 
       tum bhii sun lo
       jo jo savaal mai.n puuchhuu.N unakaa sach\-sach javaab denaa
       Dan.h?
strii: Dan.h
pu :   achchhaa, to baaGo.n me.n bahaar hai?
strii: kyaa?
pu :   mai.n ne puuchhaa baaGo.n me.n bahaar hai?
strii: haa.N hai
pu :   kaliyo.n pe nikhaar hai?
strii: haa.N hai
pu :   to, to tumako mujhase pyaar hai
strii: na na na, na na na, na na na, na na na

pu :   o~ baaGo.n me.n bahaar hai
strii: hai
pu :   kaliyo.n pe nikhaar hai
strii: hai
pu :   o~ tumako mujhase pyaar hai
strii: na na na, na na na, na na na, na na na
pu :   o~ baaGo.n me.n bahaar hai   \threedots

strii: chho.Do haTo, jaa_o paka.Do na bai.nyyaa
       aa_uu.N na mai.n tere baato.n me.n sai.nyyaa
pu :   tumane kahaa hai dekho, dekho mujhe sai.nyyaa
       bolo tumako iqaraar hai
strii: hai
pu :   phir bhii in.kaar hai
strii: haa.N hai
pu :   o~ tumako mujhase pyaar hai
strii: na na na, na na na, nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n
pu :   o~ baaGo.n me.n bahaar hai

       tumane kahaa thaa mai.n sau duHkh sahuu.Ngii
       chupake piyaa tere man me.n rahuu.Ngii
strii: vo sab kahuu.Ngii lekin vo na kahuu.Ngii
       tumako jisakaa intazaar hai
pu :   hai
strii: phir bhii taqaraar hai
pu :   hai
       o~ tumako mujhase pyaar hai
strii: na na na, na na na, na na na, na na na
pu :   o~ baaGo.n me.n bahaar hai

strii: achchhaa chalo, chhe.Do aage kahaanii
       hotii hai kyaa bolo pyaar kii nishaanii
pu :   bechain rahatii hai prem diivaanii
       bolo kyaa dil beqaraar hai
strii: hai
pu :   mujhape aitabaar hai
strii: hai
pu :   jiinaa dushavaar hai
strii: hai, hai
pu :   aaj somavaar hai
strii: are baabaa, hai
pu :   tumako mujhase pyaar hai
strii: hai
       na na na na na

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{banegii aashaa ik din ... kaahe ko roye}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Farida Jalal}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

banegii aashaa ik din terii ye niraashaa

kaahe ko roye, chaahe jo hoye
safal hogii terii aaraadhanaa
kaahe ko roye   \threedots

aa.Nkhe terii kaahe naadaan
chhalak gayii gaagar samaan
samaa jaaye is me.n tuufaan
jiyaa teraa saagar samaan
jaane kyo.n tuune yuu.N
asuvan se nain bhigoye
kaahe ko roye   \threedots

kahii.n pe hai sukh kii chhaayaa
kahii.n pe hai dukho.n kaa dhuup
buraa bhalaa jaisaa bhii hai
yahii to hai bagiyaa kaa ruup
phuulo.n se, kaa.nTo.n se 
maalii ne haar piroye
kaahe ko roye   \threedots

diyaa TuuTe to hai maaTii
jale to ye jyoti bane
aa.Nsuu bahe to hai paanii
ruke to ye motii bane
ye motii aa.Nkho.n kii
puu.Njii hai ye na khoye
kaahe ko roye   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cha.ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Wed Aug  9 1995
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 

\printtitle
#indian

(cha.ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu
 o merii aa.Nkho.n kaa taaraa hai tuu) \-3
jiitii huu.N mai.n bas tujhe dekhakar
is TuuTe dil kaa sahaaraa hai tuu

tuu khele khel ka_ii, meraa khilonaa hai tuu \-2
jisase ba.Ndhii har aashaa merii
meraa vo sapanaa salonaa hai tuu
nanhaa saa hai kitanaa su.ndar hai tuu
chhoTaa saa hai kitanaa pyaaraa hai tuu
cha.ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu

munne tuu khush hai ba.Daa, tere guDDe kii shaadii hai aaj \-2
mai.n vaarii re mai.n balihaarii re
ghuu.NghaT me.n gu.Diyaa ko aatii hai laaj
yuu.Nhii kabhii hogii shaadii terii
duulhaa banegaa ku.nvaaraa hai tuu
cha.ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu

purvaaii van me.n u.De, pa.nchhii chaman me.n u.De \-2
raam kare kabhii ho ke ba.Daa
tuu banake baadal gagan me.n u.De
jo bhii tujhe dekhe vo ye kahe
kis maa.N kaa aisaa dulaaraa hai tuu
cha.ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gunagunaa rahe hai.n bha.Nvare}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Credits: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)

\printtitle
#indian

m: aa\threedots, (gunagunaa rahe hai.n bha.Nvare 
khil rahii hai.n kalii kalii  ) \- (2)
l: galii galii
m: kalii kalii
l: gunagunaa rahii\threedots
##mm.. aa..##

l: zaraa dekho sajan beiimaan bha.Nvaraa kaise musakaaye
m: haay kalii yuu.N sharamaaye
ghuu.NghaT me.n jaise koii chhup jaaye
l: haay zaraa\threedots
m: haay kalii\threedots
l: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
gunagunaa rahii\threedots
m: galii galii
l: kalii kalii
m: gunagunaa rahii\threedots
##mm.. aa..##

m: kisii ko kyaa kahe.n ham dono bhii hai.n dekho kuchh khoye
l: khoye huaa kyaa oe oe jaage jiyaa me.n aramaan soye 
m: soye kisii ko\threedots
l: khoye huaa kyaa\threedots
m: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
gunagunaa rahii\threedots
l: galii galii
m: kalii kalii
l: gunagunaa rahii\threedots
aa\threedots

l: suno paas na aao, kaliyo.n ke bahaane pyaar na jataao
m: jaao chalo baat na banaao
bha.Nvare ke bahaane aa.Nkh na la.Daao
l: jaao suno paas\threedots
m: jaao chalo baat\threedots
l: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
gunagunaa rahii\threedots
m: gunagunaa rahii\threedots
l: galii galii)
m: kalii kalii) \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koraa kaagaz thaa ye man meraa}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ki: koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa
la: suunaa aa.ngan thaa jiivan meraa
bas gayaa pyaar jis pe teraa

ki: (TuuT naa jaaye sapane mai.n Darataa huu.N
nit din sapano.n me.n dekhaa karataa huu.N) \- 2
nainaa kajaraare matavaare ye ishaare
khaalii darapan thaa ye man meraa
rach gayaa ruup is me.n teraa

la: koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa

la: chain ga.nvaayaa maine ni.ndiyaa ga.nvaaI
saarii saarii raat jaaguu.n duu.N mai.n duhaaI
kahuu.N kyaa mai.n aage nehaa laage jii naa laage
koii dush{}man thaa ye man meraa 
ban gayaa miit jaa ke teraa

ki: koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa

ki: baago.n me.n phuulo.n ke khilane se pahale
la: tere mere naino.n ke milane se pahale
ki: kahaa.N kii ye baate.n 
la: mulaakaate.n 
ki: aisii raate.n
la: TuuTaa taaraa thaa ye man meraa
ki: ban gayaa chaa.nd hoke teraa

ki, la: koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu
aaii rut mastaanii kab aayegii tuu
biitii jaaye zi.ndaganii kab aayegii tuu
chalii aa, aa tuu chalii aa \threedots

phuul sii khil ke, paas aa dil ke
duur se mil ke, chain naa aaye
aur kab tak mujhe ta.Dapaayegii tuu
mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu \threedots

pyaar kii kaliyaa.N, baago.n kii galiyaa.N
sab ra.ngaraliyaa.N, puuchh rahii.n hai.n
giit panaghaT pe kis din gaayegii tuu
mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu \threedots

kyaa hai bharosaa, aashiq dil kaa
aur kisii pe, ye aa jaaye
aa gayaa to bahut pachhataayegii tuu
mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu
aaii rut mastaanii kab aayegii tuu
biitii jaaye zi.ndagaanii kab aayegii tuu
chalii aa, aa tuu chalii aa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruup teraa, mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa}%
\film{Aradhana}%
\year{1969}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa 
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(raat nashiilii mast samaa hai 
aaj nashe me.n saaraa jahaa.N hai.n) \- (2)
aaye sharaabii mausam bahakaaye \- e \- e \- e \threedots
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa 
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(aa.Nkho.n se aa.Nkhe.n milatii hai.n jaise 
bechain hoke tuufaa.N me.n jaise) \- (2)
mauj koii saahil se Takaraaye \- e \- e \- e \threedots
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa 
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(rok rahaa hai hamako zamaanaa 
duur hii rahanaa paas naa aanaa) \- (2)
kaise magar koii dil ko samajhaaye \- e \- e \- e \threedots
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa 
bhuul koii hamase naa ho jaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
