% ISB File: Armaan_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pyaar hii jiine kii suurat hai}%
\film{Armaan}%
\year{1981}%
\starring{Deepak Parasher, Ranjeeta}%
\singer{Kishore}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Neeraj Deshmukh <deshmukh@isip01.isip.msstate.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 1/10/1997

\printtitle
#indian

pyaar hii jiine kii suurat hai
sab se ba.Dii zaruurat hai
pyaar se kyaa Daranaa \- 2

(jiivan se haare dil ko, jiine kaa armaa.n do
 jaa.n de kar ahasaan na utare, itanaa pyaar karo) \- 2
pyaar hii jiine kii \threedots

(jo.De binaa ju.D jaataa hai ye, dilo.n kaa naataa hai
 saa.Nse.n chalaatii nahii.n insaa.n ko, pyaar chalaataa hai) \- 2
pyaar hii jiine kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saare jahaa.N kii amaanat hai ye}%
\film{Armaan}%
\year{1981}%
\starring{}%
\singer{Kishore}%
\music{Bhappi Lahari}%
\lyrics{}%

% Contributor : Ramesh S
% Transliterator : K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

jiivan miTaanaa hai diivaanaapan
koii pyaar jiivan se pyaaraa nahii.n
pyaaraa nahii.n
aa, ha haa ahaa

saare jahaa.N kii amaanat hai ye
ye jiivan tumhaaraa tumhaaraa nahii.n
hai.n jiine ke laakho.n sahaare yahaa.N
bas ek hii to sahaaraa nahii.n
aa, ha haa ahaa

agar koii duniyaa se ruuThe to kyaa
koii phuul khilate hii TuuTe to kyaa
sitaare hazaaro.n hai.n aakaash par
bas ek hii to sitaaraa nahii.n
aa, ha haa ahaa

kisii ke iraado.n ke Kaatir jiyo
kisii ke muraado.n ke Kaatir jiyo
hai yaado.n me.n jiinaa bhii to zi.ndagii
jiinaa tumhe.n kyo.n gavaaraa nahii.n
aa, ha haa ahaa

kaisii udaasii hai kaisaa hai sog
jiivan me.n aate hai.n jaate hai.n log
nayaa koii saathii kha.Daa raaho.n me.n
use pyaar se kyo.n pukaaraa nahii.n
aa, ha haa ahaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
