% ISB File: Army_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ho ga_ii taiyaar hamaarii ##army##}%
\film{Army}%
\year{1996}%
\starring{Sridevi, Shahrukh, Harish, Mohnish, Sudesh Berry, Ronit, Ravi Krishan}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho ga_ii taiyaar hamaarii ##army##
maanegii na haar hamaarii ##army##
hausale baaruudo.n vaale saa.Nso.n me.n hai jvaalaa
zi.ndagii ne maaraa hamako maut ne hai paalaa
ho ga_ii taiyaar \threedots

sar jhukaa_e baiThaa kyo.n bhalaa mere miit muskuraa
saaj ko_ii haatho.n me.n uThaa nayaa giit gunagunaa
aa.ndhii ko rok le.n tuufaa.n ko mo.D de.n
saare jahaan ko ham piichhe chho.D de.n
aage hameshaa ba.Dhatii hii jaa_egii
Daregii na yaar hamaarii ##army##
ho ga_ii taiyaar \threedots

jaan se pyaarii hai hame.n ek duusare kii jaan
ek duuje ke li_e sadaa ho.nge ham yahaa.n qurbaan
aa.Nkho.n me.n khvaab hai.n siine me.n josh hai
khushiyo.n kii raat hai ab kisako hosh hai
mu.D ke kabhii vaapas na aa_egii
jiitegii sau baar hamaarii ##army##
ho ga_ii taiyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n to huu.N paagal mu.nDaa tuu hai merii sonii ku.Dii}%
\film{Army}%
\year{1996}%
\starring{Sridevi, Shahrukh, Harish, Mohnish, Sudesh Berry, Ronit, Ravi Krishan}%
\singer{Bali Brahmbhat}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mai.n to huu.N paagal mu.nDaa tuu hai merii sonii ku.Dii
leke dil ke pi.njare ko bulabul merii kahaa.n u.Dii
raste me.n kha.Daa hai zid pe kyo.n a.Daa hai
mere piichhe pa.Daa hai tuu diivaanaa ba.Daa hai
rabbaa aa_ii musiibat ba.Dii
mai.n to huu.N paagal \threedots

patalii kamar se Thumakaa jo maare ho jaa_e.n paagal saare ka.nvaare
mirchii ke jaisii bolii naino.n se maare golii dekhe to chehare se lagatii hai bholii
dekhaa kahii.n na aisaa anaa.Dii ulTii chalaa_e chaahat kii gaa.Dii
merii marzii na jaane merii baate.n na maane
chhe.De hai raaho.n me.n karake bahaane
mai.n to huu.N paagal \threedots

tiikhii hasiinaa miiThii kaTaarii kab tak rahegii aisii ka.nvaarii
leke mai.n Dolii aa_uu.N haathii gho.De bhii laa_uu.N
diivaanii dulhan mai.n tujhako banaa_uu.n
terii hai terii merii javaanii mai.n bhii banuu.ngii khvaabo.n kii raanii
jaldabaazii na karanaa aise aahe.n naa bharanaa
terii hii baaho.n me.n hai jiinaa maranaa
mai.n to huu.N paagal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
