% ISB File: Arzoo_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayii bahaar aayii aayii bahaar}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor:  Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Comments : LATAnjali series

\printtitle
#indian

ko : aayii bahaar aayii, aayii bahaar \-2
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa, jiyaa Dole moraa, jiyaa Dole re
ko : jiyaa Dole re
la : jaagaa hai pyaar man bole moraa, man bole moraa, man bole re
ko : man bole re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots

la : kaise kahuu.N rii haay man kii batiyaa.N
     dha.Dake jiyaa moraa, pha.Dake akhiyaa.N  \-2
ko : aa~aa~
la : ko_ii nainan ko bhaayaa morii Dol gayii kaayaa \-2
ko : Dol gayii Dol gayii Dol gayii re \-2
la : ko_ii man me.n samaayaa haule haule re
ko : haule haule re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots

la : saavan aayaa rii sakhii dhuum machaataa sakhii dhuum machaataa \-2
     rimajhim rimajhim rimajhim gaataa \-2
ko : rimajhim rimajhim, rimajhim rimajhim \-2
la : karo solah si.ngaar chalo saajan ke dvaar \-2
     dhiire dhiire, dhiire
     dhiire ghuu.NghaT paT khole re
     jaagaa hai pyaar man bole meraa
     jaagaa hai pyaar man bole meraa, man bole meraa, man bole re
ko : man bole re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots           

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai dil mujhe aisii jagah le chal jahaa.N koii na ho}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ai dil mujhe aisii jagah le chal jahaa.N koI na ho
apanaa paraayaa meharabaa.n naa\-meharabaa.n koI na ho
ai dil mujhe aisii jagah le chal 

jaa kar kahii.n kho jaauu.N mai.n, nii.nd aae aur so jaauu.N mai.n
nii.nd aae aur so jaauu.N mai.n
duniyaa mujhe Dhuu.NDhe magar meraa nishaa.n koI na ho
ai dil mujhe aisii jagah le chal 

ulfat kaa badalaa mil gayaa, vo Gam luTaa vo dil gayaa
vo Gam luTaa vo dil gayaa
chalanaa hai sab se duur duur ab kaaravaa.n koI na ho
apanaa paraayaa meharabaa.n naa\-meharabaa.n koI na ho
ai dil mujhe aisii jagah le chal jahaa.N koI na ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hame.n maar chalaa ye Kyaal ye Gam na idhar ke rahe na udhar ke rahe}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}%
\singer{Anil Biswas}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11383 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #55 under Geetanjali #45
%	corrections by Urzung Khan

\printtitle
#indian

hame.n maar chalaa ye Kyaal ye Gam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
kisii aur kaa ho gayaa ko_ii to ham
na idhar ke rahe \threedots

ham zahar to khaa lete un bin
Kanjar bhii chalaa lete lekin
na ho unako Kabar to haay sitam
na idhar ke rahe \threedots

hai ye pyaar kaa phandaa gardan me.n
jiite na bane marate na bane
yuu.Nhii biich gale me.n aTakaa hai dam
na idhar ke rahe \threedots
hame.n maar chalaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa_o sidhaaro he raadhaa ke shyaam}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}%
\singer{Shamshad, S D Batish, Mukesh, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh, Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

aa
aa
sha \:	jaa_o sidhaaro
	jaa_o sidhaaro he raadhaa ke shyaam
ko \:	he raadhaa ke shyaam

baa \:	laaj tumhaare haath hai dekho priit na ho badanaam
ko \:	priit na ho badanaam
sha \:	aaj se terii raah takuu.Ngii aas kaa daaman thaam
ko \:	he raadhaa ke shyaam
baa \:	bhuul na jaanaa ko_ii sidhaaraa leke tumhaaraa naam
ko \:	priit na ho badanaam \-3

mu \:	dil ye kisakaa hai merii jaan jigar kisakaa hai \-2

sha \:	aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar \-2
mu \:	terii baa.Nhe.n gale me.n hai.n phuulo.n kaa haar
	terii baa.Nhe.n
	terii baa.Nhe.n gale me.n hai.n phuulo.n kaa haar
do \:	aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar
 	aavo milakar jawaanii kii

sha \:	mujhako ulafat ke farebo.n me.n bahut kuchh jaka.Daa \-2
	mai.nne duniyaa ko jhaTak kar teraa daaman paka.Daa \-2
mu \:	ab to raste me.n apane nahii.n ko_ii Kaar
	ab to raste me.n
sha \:	hoy
do \:	ab to raste me.n apane nahii.n ko_ii Kaar
	aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar \-2
	aavo milakar jawaanii kii

baa \:	idhar to dekh merii jaan kaun aayaa hai
	ye kaun chaa.Nd\-sitaare sameT laaya hai

	ab to kar le pyaar sajaniyaa ab to kar le pyaar re \-2
	suuraj jaisaa laayaa Tiikaa chaa.Nd bhii jisake aage phiikaa \-2
	tere gale ko laayaa pyaarii jagamag\-jagmag haar re \-2
	ab to kar le pyaar sajaniyaa ab to kar le pyaar re
	ab to kar le pyaar sajaniyaa

	dil me.n ta.Dap rahe hai.n jo aramaa.N nikaal de
	mere gale me.n dau.D ke baa.Nhe.n to Daal de

sha \:	ab ye baa.Nhe.n nahii.n bekal terii garadan ke liye
	haath bhii ab naa ba.Dhaanaa mere daaman ke liye

	mil gayaa mere gulistaa.N ko sajaane waalaa \-2
	laal\-o\-gauhar mere kadamo.n pe luTaane waalaa \-2

	teraa\-meraa naataa kyaa hai meraa usakaa pyaar re
	meraa usakaa pyaar re
	meraa usakaa pyaar

baa \:	apane pahaluu.N me.n samajhataa thaa ke dil rakhatii hai tuu
ko \:	ke dil rakhatii hai tuu
baa \:	dil nahii.n siine me.n ek patthar ki sil rakhatii hai tuu
ko \:	patthar ki sil rakhatii hai tuu
baa \:	makr ?? kii putalii vaafa ke naam kii dushman hai tuu
ko \:	dushman hai tuu
baa \:	Das ke mere dil ko jo palatii hai wo naagan hai tuu
ko \:	naagan hai tuu \-3
baa \:	apanii izzat apanii vaqa_at apanii Gairat bech dii
ko \:	Gairat bech dii, bech dii
baa \:	tuune daulat ke liye apanii mohabbat bech dii
ko \:	mohabbat bech dii
baa \:	mohabbat bech dii
ko \:	mohabbat bech dii
baa \:	mohabbat bech dii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaanaa naa dil se duur}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor:  Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Comments : LATAnjali series

\printtitle
#indian

jaanaa naa dil se duur aa.Nkho.n se duur jaake \-2
naazuuk bahut hai dekho, naazuuk bahut hai dekho
dil ho na Gam se chuur

aa.Nkho.n se duur jaake \threedots

furqat ke ra.nj sahanaa aur mu.Nh se kuchh na kahanaa \-2
bichha.De hai.n aaj ham tum, bichha.De hai.n aaj ham tum
milanaa hai phir zaruur

aa.Nkho.n se duur jaake \threedots

(ulfat ko tum nibhaanaa mujhase na ruuTh jaanaa
mujhase na ruuTh jaanaa ) \-2
zaalim hai yah zamaanaa, zaalim hai yah zamaanaa
dil to hai beqasuur

aa.Nkho.n se duur jaake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahaa.N tak ham uThaa_e.n Gam}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor:  Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Comments : LATAnjali series

\printtitle
#indian

kahaa.N tak ham uThaa_e.n Gam jiye.n ab yaa ke mar jaa_e.n
are zaalim muqaddar ye bataa de ham kidhar jaa_e.n

kahaa.N tak ham \threedots

ham unakaa naam lekar kaaT de.nge zi.ndagii apanii \-2
na vo aa_e.n magar milane kaa kar vaadaa to kidhar jaa_e.n \-2

papiihe se kaho gaaye na vo naGame bahaaro.n ke \-2
kaho gulashan uja.D jaa_e kaho kaliyaa.N bikhar jaa_e.n \-2

kahaa.N tak ham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{milaa gaye nain}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Shashikala, Kamini Kaushal}%
\singer{Sudha Malhotra}%
\lyrics{Majrooh}%
\music{Anil Biswas}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai

\printitle
#indian

milaa gaye nain milaa gaye nain
jinako jiyaa tarase chupke chupke
merii nazar se milaa gaye nain
milaa gaye nain

sab ke diip bujhaakar saajan tere diip jalaa_uu.N
tere diip jalaa_uu.N
sab ke diip bujhaakar saajan tere diip jalaa_uu.N
tere diip jalaa_uu.N
aaj ba.De aramaano.n se mai.n dil ke dvaar sajaa_uu.N
dil ke dvaar sajaa_uu.N
na phir jaanaa aake tum is dar se chupake chupake
aake tum is dar se chupake chupake
merii nazar se
milaa gaye nain milaa gaye nain

kyaa batalaa_uu.N ra.ng jiyaa ke sudh hii nahii.n tan man kii
kyaa batalaa_uu.N ra.ng jiyaa ke sudh hii nahii.n tan man kii
aaj mere aramaano.n par chhaa_ii hai ghaTaa saavan kii
chhaayii hai ghaTaa saavan kii
yuu.N hii rimajhim dil kii ghaTaa barase chupake chupake
dil kii ghaTaa barase chupake chupake
merii nazar se

milaa gaye nain milaa gaye nain

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun re sajan sun ... meraa naram karejawaa Dol gayaa}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

sun re sajan sun sun man kii batiyaa re
naino.n ko bhaay ga_ilii torii suratiyaa

meraa naram karejawaa Dol gayaa
ko_ii pyaar kii bolii bol gayaa
meraa naram karejawaa Dol gayaa

chhup\-chhup ke ko_ii aataa hai
aur prem kii ba.nsii bajaataa hai \-2
( nas\-nas me.n amarit ghol gayaa
meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2

tan\-man kii sudh\-budh kho baiThii
mai.n aaj kisii kii ho baiThii \-2
( ko_ii nainan se dil tol ?? gayaa
meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2

mohe a.Nkhiyo.n ne badanaam kiyaa \-2
merii priit kaa charchaa aam kiyaa \-3
( ko_ii laaj kaa ghuu.NghaT khol gayaa
meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2

ko_ii pyaar kii bolii bol gayaa
meraa naram karejawaa Dol gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unhe.n kho kar ... unhe.n ham jo dil se bhulaane lage}%
\film{Arzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

unhe.n kho kar unhii.n kii aarazuu hai kisaliye dil ko
hai kaun aisaa jo ab aasaan kar de merii mushkil ko

unhe.n ham jo dil se bhulaane lage \-2
wo kuchh aur bhii yaad aane lage
wo kuchh aur bhii yaad

na puuchho, na puuchho, hame.n kyaa hu_aa \-2
lagii Thes aa.Nsuu bahaane lage \-2
wo kuchh aur bhii yaad

jiye haay mar\-mar ke ham is tarah \-2
chale na aur Dagamagaane lage \-2
wo kuchh aur bhii yaad

zamaanaa hu_aa jinako biite wo din \-2
ghaTaa ban ke aa.Nkho.n me.n chhaane lage \-2
wo kuchh aur bhii yaad aane lage
wo kuchh aur bhii yaad

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
