% ISB File: AsliNaqli_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chhe.Daa mere dil ne taraanaa tere pyaar kaa}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}
\starring{Dev Anand, Sadhna}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

chhe.Daa mere dil ne taraanaa tere pyaar kaa
jisane sunaa kho gayaa puuraa nashaa ho gayaa
chhe.Daa mere dil ne \threedots

aa.Nkhe.n banii paimaane dil hue mastaane
raahe.n ba.Dii matavaalii, gaane lage diivaane
milaa mere giit me.n fasaanaa tere pyar kaa
jisane sunaa kho gayaa, puuraa nashaa ho gayaa
chhe.Daa mere dil ne \threedots

gesuu banii za.njiire.n, qaid hu_ii.n taqadiire.n
naach rahii hai.n javaaniyaa.N, jaise terii tasviire.n
hai teraa naam bhii shaguufaa hai bahaar kaa
jisane sunaa kho gayaa, puuraa nashaa ho gayaa
chhe.Daa mere dil ne \threedots

bhole bhaale qaatil, jiinaa kar diyaa mushkil
jab bhii tuu sharmaa_ii, dil huaa meraa bismil
khaalii nahii.n jaataa nishaanaa tere vaar kaa
milane tujhe jo gayaa, zaKmii vahii ho gayaa
chhe.Daa mere dil ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik but banaa_uu.Ngaa teraa aur puujaa karuu.Ngaa}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Sadhana}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10919 [V S Rawat], Apr 02, 2003

\printtitle
#indian

ik but banaa_uu.Ngaa teraa aur puujaa karuu.Ngaa \-2
are mar jaa_uu.Ngaa pyaar agar mai.n duujaa karuu.Ngaa \-2
ik but banaa_uu.Ngaa \threedots

ruup kii chaa.Ndii pyaar kaa sonaa prem\-nagar se laa ke
terii sundar chhavi banegii dono.n chiiz milaa ke \-2
ra.ng vafaa kaa mai.n terii muurat me.n bharuu.Ngaa
are mar jaa_uu.Ngaa \threedots

man\-ma.ndir me.n tujhako biThaakar roz karuu.Ngaa baate.n
shaam\-savere har mausam me.n ho.ngii mulaakaate.n \-2
dil kaa haal kahuu.Ngaa tujhase mai.n naa Daruu.Ngaa
are mar jaa_uu.Ngaa \threedots

duniyaa ek ajaayabakhaanaa lekin phir bhii faanii
is dharatii par amar rahegii merii prem\-kahaanii
chaahe jitane ruup me.n aa_uu.N teraa rahuu.Ngaa
are mar jaa_uu.Ngaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kal kii daulat ... asalii kyaa hai naqalii kyaa hai}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Sadhana}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10918 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( kal kii daulat aaj kii Kushiyaa.N unakii mahafil apanii galiyaa.N
asalii kyaa hai naqalii kyaa hai puuchho dil se mere ) \-2
asalii kyaa hai \threedots

( to.D ke jhuuThe naate rishte aayaa mai.n dilavaalo.n me.n
sach kahataa huu.N chor the jyaadaa daulat ke rakhavaalo.n me.n ) \-2
asalii kyaa hai \threedots

( us duniyaa ne baat na puuchhii is duniyaa ne pyaar diyaa
baiThaa man ke raajamahal me.n sapano.n kaa sa.nsaar diyaa ) \-2
asalii kyaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laakh chhupaao chhup na sakegaa}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Sadhna}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Transliterator: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Credits: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

laakh chhupaao chhup na sakegaa raaj ho kitanaa gaharaa
dil kii baat bataa detA hai, asalii naqalii cheharaa

phuul me.n khushabuu dil me.n chaahat kabhii n chhipane paa_ii hai
aa.Nkh se Dhalakii banakar surkhii jab jab aakar davaa_ii hai
sach baato.n par lag nahii.n sakataa khaamoshii kaa paharaa
dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa

ab n ham ko aur bataao hamane to pahachaan liyaa
saagar se bhii gahare nikale hamane tum ko jaan liyaa
jis ke man me.n chor chhipaa ho saamane kavi vah Thaharaa
dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa

log to dil ko khush rakhne ko kyaa kyaa Dho.ng rachaate hai
bheshh badal kar is duniyaa me.n baharuupiye ban jaate hai.n
man darapan me.n mukha.Daa dekho utaraa ra.ng sunaharaa
dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa meraa pyaar amar, phir kyo.n mujhako lagataa hai Dar}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}%
\starring{Sadhana, Dev Anand}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Himanshu Gupta (himanshu@eng.sun.com) 
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 
% Date: Mon Aug  7 1995
% Credits: Shalini Razdan (shalini.razdan@atlantaga.attgis.com)
%          Neha Desai (ndesai@cc.umanitoba.ca) 
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 

\printtitle
#indian

teraa meraa pyaar amar, phir kyo.n mujhako lagataa hai Dar
mere jiivan saathii bataa, dil kyo.n dha.Dake rah\-rah kar

kyaa kahaa hai chaa.Nd ne, jisako sunake  chaa.Ndanii
har lahar pe jhuumake, kyo.n ye naachane lagii
chaahat kaa hai harasuu asar, phir kyo.n mujhako lagataa hai Dar

kah rahaa hai meraa dil, ab ye raat na Dhale
khushiyo.n kaa ye silasilaa, aise hii chalaa rahe
tujhako dekhuu.N dekhuu.N jidhar, phir kyo.n mujhako lagataa hai Dar

hai shabaab par uma.ng, har khushii javaan hai
merii dono.n baaho.n me.n, jaise aasmaan hai
chalatii huu.N mai.n taaro.n par, phir kyo.n mujhako lagataa hai Dar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai}%
\film{Asli Naqli}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Sadhana}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          U V Ravindra
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

rafii: tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai
tere zulm\-o\-sitam, sar aa.Nkho.n par
lataa: maine badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai, pyaar diyaa hai
terii khushiyaa.N aur gam, sar aa.Nkho.n par
rafii: tujhe jiivan kii \threedots

(apsaraa koI aae to dekhuu.N nahii.n   
koI bahakaaye ha.nsake to bahakuu.N nahii.n   ) \- 2
tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa
o \threedots tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa
terii ulfat sanam sar aa.Nkho.n par \threedots 

(mere jiivan kii anamiT kahaanii hai tuu
merii taqadiir aur zi.ndagaanii hai tuu  ) \- 2
liye firate hai.n sabase chhupaaye hue
o \threedots liye firate hai.n sabase chhupaaye hue
terii tasaviir ham sar aa.Nkho.n par \threedots

chaa.ND suuraj bhii hai.n terii parachhaa_iyaa.N
tujh se roshan huii dil kii gaharaa_iyaa.N
tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii
o tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii
aisii pyaarii puunam sar aa.Nkho.n par \threedots

(dono): tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai
tere zulmo\-sitam, sar aa.Nkho.n par

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
